Trade with Levels of Support and resistance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade with Levels of Support and resistance
    Support And Resistance

    Forex members Market mein support And Resistance level ki bat ki jaye to resistance level ki be bat karni chaye, Support and Resistance esy levels hoty hey agar ye levels strong hon gey to break nahi ho saky gey aur market ko reversal movement me convert be kar sakty aur agar yahi levels weak hon gey to asani se ya 2nd time me market trend es ko break kar sakti hay, Support level agar break ho jaye to ye bat be mind me rakni chaye key es key bad market ki movement full aur completely bearish zone me chali jati hay aur market new support level ko find karny me mazeed be down level par ja sakti hai

    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	15
Size:	42.9 کلوبائٹ
ID:	12573615

    Levels of Support And Resistance

    Forex business mein Support & Resistance sab se ziada use hone wala trading method hey aur yeh aik bohot hi usefull time hota hey trade lagane ka jab market kisi bhi Strong Support and Resistance par stay karti hey isliye agar hum forex business mein Support & Resistance ko bhi achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to hum is mein kafi ziada profit hasil karne mein kamiyab ho saktey hein aur yeh chezen har traders keliye zaroori hein aur yeh sab se acha technical work hey aur agar hum isko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is mein loss bohot hi kam kartey hein aur is mein hum profit kafi ziada karne mein kaiyab ho saktey hein. Aik Achey support point par hamen bohot hi ziada little Stop loss ke sath barey profit ka advantage mil jata hey jo keh hamare liye kafi ziada faida mand hota hai

    Click image for larger version

Name:	level.png
Views:	12
Size:	166.7 کلوبائٹ
ID:	12573616

    Trade with Support And Resistance levels

    Market main hum jab chart ko dekhty hai to us mai resistance aur support level hoty hai jin ko dekh k hum ais market mai trade karty hai agar hum ne ais market mai trade karni ho to ais market mai hum kisi bary time frame mai resistance aor support level draw kar lety hai aor aus k baad jis time frame mai trade karni ho aus mai setting kar lety hai aus k baad jab market support level par aati hai aor waha par koi candle stick pattern banati hai to aus se hum buy kar lety hai aor jab market aus support level ko break karti hai to aus k baad hum ais mai sell ki trade lagaty hai ais tarha hum ais market mai agar analysis kary to ais market mai ye dekhty hai k ais market mai kaha se trade lagye jis par hum ko acha profit ho jaey

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	20
Size:	371.3 کلوبائٹ
ID:	12573617

اب آن لائن

Working...
X