Jo log loss mai chaly jain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo log loss mai chaly jain
    Jin logo ka bht loss ho jai forex per toh unn lo continue rkhna chahiye ya chor dena chahiye aur unn ko agy sy essa na ho toh uss k liye kiya krna chahiye aur kiya ap mujhe koi tups dy skty hain zada loss sy bachny k liye so woh bhi bta den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalm o alaikum bahi jan agar to ap muj sey poch tey hai to main ap ye kaho ga key ap pheley is kam ko achai terha seekh ley pher is kam ko karein janb ap ko loss isi waja sey hota hai key ap is kam ko achai terha seekh tey nahi jhai janb
    • #3 Collapse

      mere khyal me tou chorna bilkul bhi nahi chahiye jab tak apna loss cover na kar lein agar ap apna loss cover kar lete hai phir he ap chahein chorna tou chor den or agar continue rkhna hai tou pehle full learning or full practice karain phir continue karein
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
        Jin logo ka bht loss ho jai forex per toh unn lo continue rkhna chahiye ya chor dena chahiye aur unn ko agy sy essa na ho toh uss k liye kiya krna chahiye aur kiya ap mujhe koi tups dy skty hain zada loss sy bachny k liye so woh bhi bta den
        Dear me b forex me newbie ho me ap ko itna guid kar sakta ho k ap ko loss k waqt kia karna chahe ap jb dekhe k ap ka loss ziada ho ge he to filhal us per trading karna chor day ge keu k ziada loss say ap ko nuqsan ho ga or is loss ap k experience per depend karta he k ap market ko kis nazriye say dekhte he k market up ho ge ya down jb ap ko is ka experience ho jay ga to tb ap loss say bach sake ge g
        • #5 Collapse

          Un logo ko meri salhahe k wo log agr bagair learning k kam kar rahe hen to wo log forex ko samjhe sekhen fr forex main kam karen taky un ko koi problem na ho earning karne me
          • #6 Collapse

            forex trading aik professonal busness men is business men success hasil krny ky ly s business ka learnng krna boht zarori hy learning kamyabi ki key hy learning kren [ehly phir demo pr practice kren phir trade ap ko loss kabhi nahi hoga hamesha profit hoga
            • #7 Collapse

              Agr ap loss kr chuky han to apny acount ko her gizz clos mat karen balky us loss ki reason findout kr k usy recover kar k profit lan q k yahe business ka osol ha aur nakami kamyabi ki pahli seeri hote ha. So don't give up , mahnet jari rakhen aur patienc ho k lot lagaen ik lot laga kr usy clos kr k 2nd lot lagaen. Thank u
              • #8 Collapse

                Aslam alaikum bhai dekho baat yeh hai k profit loss to chlta rehta hai bt aap agr loss kr k trading chorhne ki baat kr re hain to wo sai ni hai aap ko chahiye k aap oun ghaltiyun se seekhain taa k aagey km se km loss hony k chances hn
                • #9 Collapse

                  Forex trading mein loss aur profit ka hesaa han forex trading mein loss bhi hota hy aur profit bhi is liye agr forex trading mein buht ziada loss ho jaye tu un ko dishart ho kar choor nhi deyna chaye balke un ko forex trading mein aur ziada mehnt aur hardwork karna chaye take forex trading mein kaamzab ho saken aur profit earn kar saken
                  • #10 Collapse

                    dear dosto jo user be loss me chaly jaty hi ager on key account me investment zyada ho to phir on ko chahye key ap ki jo trade loss me chaly ja rahi hi market ka return honey ka wait kary jis se ap ko loss khtam ho jay aor ager balance kam hi to ap ko chahye key limited loss ko accept kary na key account farig ho
                    • #11 Collapse

                      my dear loss ki surat me forex ko chorna meri nazar me tu bewakufi hai yani ap ne har maan li so mera tu ye khayal hai k loss ki surat me hume aur zada mehnat karni chahiye taa k hum achi earning karne k qabil ho saken.
                      • #12 Collapse

                        Loss ki suraat mien hmien zyada mehnat krni chahye ya ni k haar maan k baith jao jtna zyada try kro gy uthna zyada hi ap seekho gy or earn hasil kro guy jtna seekho gy utna loss sy bacho gy lehaza bs learn krty jao or earn hasil krty raho loss ki suraat mien haar na mano me to ya kaho ga.
                        • #13 Collapse

                          first of all main to ap ko ye khena chaon ga k choti lot lagain kion k agr faida na howa to nuqsaan bhi km ho ga agr ap bdi lot lga lety hain to us pr activate mind sy watch kren agr nuqsaan nzr aaye to clos kr dy
                          • #14 Collapse

                            Jee mera khayal hay kay forex main ager ap ko bar bar loss ho raha hay tu forex ko chorna nahin chayie balkay apni mistakes ko dehkna chayie kay kahan ghalti ho rahi hay aur forex ko mazeed learn kar na chayie. tip yeh hay kay forex main har trade jo open karain ose main profit target aur loss percentage zaroore rakhin aur target achieve honey par chahey wo profit ho ya loss trade close kar dain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai jan forex trading mai profit or loss dono hi hotay hai or insaan apni mistakes say hi seekhta hai or mere khyal say agr trading mai loss ho aye to trader ko trading leave nhi krni chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X