Forex mai stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai stop loss
    Yr yeh stop loss aur take profit ka kiya chkr hai yeh toh hamara loss bhi krwa deta hai aksar hi toh hum ko kiya krna chahiye iss sy bachny k liye per yeh zarori bhi hota hai toh kiya koi mujhe iss ka sahi tareeka btana psnd kry ga plz kiu k mera kafi loss ho chuka hai iss k wajha sy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yr obviously ab koi bhi itni dair lappi k agy nai baith sakta hai ayr mujhe yeh toh pta lag gia k yeh function kiu hoty hain per inn sy loss jo hota hai kabhi kabhi uss ka kiya lena chahiye hum ko uss loss k avoid krne ka koi way btain plz aur yeh bhi bta den k max profit kese ly skty hain hum inn mai sy
    • #3 Collapse

      Mein forex mein trade krty hovay sb say pehlay recommend krun ga k ap stop loss pehlay lagaine aur us k bad ap Take profit b lagaien. Aik target set kr lain us trade ka aur apka woh target b chota sa hi ho. Choti choti trades kr k profit earn krain ap faidy mein rahain gay
      • #4 Collapse

        Dear friend stop loss or take profit boht he best chez he kuch broker use pasand ni karte lakin mere khial me ye boht he best he jb ham koi trade lagatay he to hame loss ho ya profit us ki aek limit select kar detay he yeni us limit say ziada na hame loss ho ga na profit
        • #5 Collapse

          Bhai stoploss ko lagana seekho. Us ko support ya resistance level per lagana hota hey. Agar ap ko Support level aur Resistance level ka pata ho ga tu ap apna tp aur sl sahi set kro gay warna nhi.
          • #6 Collapse

            bhai aap ko pehle aaap ko aik acha khas bonus amount insta k account main jama karna chaye phir aap ko kam lot se trading shuru karna chaye jo k agar loss main bhi chali jaae to aap ka capital us ko bardasht kar le aor aap wait kar sake apni trade k profit main aane ka ye bare sabr se hone walal kaam hai
            • #7 Collapse

              saalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu appko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaamkarin appko stop loss ka bhi pata chahl jaye ga is se app loss se bachjatay hain
              • #8 Collapse

                chakar koi nahi hai bas stop loss or take profit trading k tools hain jo aap ki trade or investment ko safe karte hain or aap ki help karte hain, jese aap ne aik trade lagai ab use take profit or stop loss limit lagaien or kahin ghumne chale jaien ya kisi kam se to aap ki trade automatic close ho jaegi.
                • #9 Collapse

                  stop loss is possible in this market,but this is a business and this business has high risk factor,it is clear in this market,high risk mean high profit or high loss,so don't afraid from loss factor and do this business with full level of confidence.
                  • #10 Collapse

                    Dear friends agr ap say say ghalt trade lag jati hain tu agr hum stop loss use name krain tu hamara zayada loss ho jai ga islia stop loss lazmi lagai aur take profit ap apni knowledge k mutabiq lagai apko pata chal jai l markeet yahan take move krsakte hai
                    • #11 Collapse

                      Forex trading market main jab trader trade enter karte hain to ic main stop loss and take profit laga dete hain. ic ka faida yhe hota ha ke agar forex traders kisi time offline bhi hon to un ki trades automatic close ho jati hain.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
                        Yr yeh stop loss aur take profit ka kiya chkr hai yeh toh hamara loss bhi krwa deta hai aksar hi toh hum ko kiya krna chahiye iss sy bachny k liye per yeh zarori bhi hota hai toh kiya koi mujhe iss ka sahi tareeka btana psnd kry ga plz kiu k mera kafi loss ho chuka hai iss k wajha sy
                        asal me bat ye he ke trading ka matlab he tijarat ,, aor tijarat me logon ko kabhi faida hota he aor kabi nuqsan ,to is se darna ni chahiye, .is ka hal ye he ke ap ko trading time ka pata hona chahiye ke kis time achi tradding ho sakti he aor kis time sari markets khuli hoti hen. ap sara din lappi bar bete baghair is ko band kar ke bi trade kar sakte hen..thanks
                        • #13 Collapse

                          forex mein stp loss ki boht ahmiyat hai..apko hr trade mein stop loss lazmi use krna chaiye q k ap jab stop loss lga kr trade krty hain to apka account safe rhta hai .or heavy loss se bachy rehty hain.
                          • #14 Collapse

                            Forex trading mein stop loss aur take profit ki buht ziada ehmyeet hy kiok stop loss se ap apny buht ziada loss ko kam kar sakty han aur take profit se ap profit earn kar sakty han aur new trader ko jab bhi wo trade open karen tu stop loss aur take profit laga kar open karni cahye is se wo loss se bach jayen gay aur profit earn kar sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              It must be used in Forex because to become a pro it is necessary to practice all we found in Forex including stop loss which is a very important step. Stop loss and take profit is a very good and strong tools for reducing loss.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X