day bar informtion in urdu
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    day bar informtion in urdu
    day bar informtion best indicator hai ye indicator ap ko sary din ka hal btata hai k sary din me market kitni up gai ya down gai hai jitna b market me kam hua ho ga us jaga ko ye indicator green color me tabdeel kar de ka jis ap ko asani se pta chal jay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear trader her wo indicator mt4 main jo bhe use ho raha hy to app k leay best hy jes ki app ko samjh aa gaey hai mean jes indicator ko app understand ker chukay hain wo chahy day bar ho rsi ho ya koi bhe useful hy
    • #3 Collapse

      indicators trading ma hamary liye bohat helpful rehty hain agr ham cahty hain k ham achi trading karien tu hamy lazmi indicators ko follow karna ho ga har surat
      • #4 Collapse

        gee haan bhai hmein apne trading mein indicators ko ache trah se smjhna he aur apne trading mein is se hmein market ke signals ka pta chlta he aur hmein market ke trend ke in se ache trah se smjh ate he aur hm apne trading mein in se boht faida haisl kr skte hien
         
        • #5 Collapse

          Dost main to mt4 main deay hoey indicators he use kerta hoon our un say mujjhey kafi faida hota hy jin main moving average hy RSI hy our Bolingr band hai zig zag hy kafi achy indicators hain
          • #6 Collapse

            gee haan bhai trading mein jo indicators hien woh ache hein aur trader ko in ko smjhna he aur in mein experience acha krna he aur jb trader ko in ke sahih smjh hote he to woh apne trading ache kr lete hein aur un ke trading mein profit hasil krna asan ho jata he
               
            • #7 Collapse

              day bar ak indicators hai tou es ki deatil humray sath share kray. tk hum bhe es indicator ko use kr sky. mery pass es indicators ki koi information nahi hai. likan mai es ki information aur tareeqay net say serach kro gy.
              • #8 Collapse

                gee bhai hm ko apne trading mein day bar indicators se bhe market ke up down ka pta chlta he aur hm ko apne trading mein indicators ko smjhna lazme he aur hm in se market ke trend ko smjh kr apne trading ache krte hien aur hmein apne trading se profit hota he
                   
                • #9 Collapse

                  gee bhai ap ke bat sahih ho ge keh day bar indicator se hm market ke up down ko smjh skte hien aur hmein apne trading mein indicators ko ache trah se smjhna he aur apne trading market ke signals se apne trading ache kr ke kamaybe hasil krna he
                   
                  • #10 Collapse

                    ji aik baarka means hai k aik candle aur aik canle ko ager hum mt4 mein chart per dekhain tu yeh aik hi canle bany gi iss se hum andaza laga sakty hai k yeh canlde buy ki hai ya sell ki thanks and achi baat hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: day bar informtion in urdu

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                      dear trader her wo indicator mt4 main jo bhe use ho raha hy to app k leay best hy jes ki app ko samjh aa gaey hai mean jes indicator ko app understand ker chukay hain wo chahy day bar ho rsi ho ya koi bhe useful hy
                      Dear Indicator ko ap bad mai set karain gy ap nay pehly chart ki setting karni hai. ap ager chahty hain ap kay pas chart candle mai aye jis ko bar be kaha jata hai tu ap chart ki setting mai us ko chose karain gy or ap nay time frame mai D1 ko chose karna hai. es sy ap ki har bar jo hogi woh aik din ki ap ko show kary ga or ap jab mouse us pay lay kay jain gy tu har bar ap ko 1 din ki detail dy gi kay market kis price mai open howi or phir close howi.us ka high low sub ap ko bataye gi. us kay bad ap indicator use kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X