forex main terms istamail hoti hain un ka matlab
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main terms istamail hoti hain un ka matlab
    a.salam sab ko.main ic forum main new hoon and mjy forex ka baray main ziada nahi pta.main forex terma ka baray main poochna chahta hoon.forex main limit and level ka kia matlab ha.aur order and trade ma kia farq ha?plz reply kijiya ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap jab tak forex ko learn nahi karain gey, aap ko in terms key baray main brief nahi kia ja sakta. Internet pr aap in term ko likh kr in key baray main details main jan saktey hain aur phir demo account open kr key is main in ko practically check bhi kar saktey hain. Learning sey hi aap different terms ko seekh saktey hain.
    • #3 Collapse

      forex main different terms use hoty hai is lai limit to kai base per ho sakty hai ka ap kiss level per purchase karna hai or kis level pay different order lagani hai. to is is k alawa different term use honty hia jin ko samjhna zarory hota hai .
      • #4 Collapse

        yes forex main different terms use hoti han app uss k leay google open ker k uss main sare terms jin main app ko confusion hy app un k barey main learning ker sagty hain our khud siekh sagty ho
        • #5 Collapse

          gee bhai forex trading ke terms jo hote hien un ka mtlb yeh hota he keh trader ko chahe keh woh trade mein proper trade kre aur apne trading mein 2 terms hote hien aik to short term trade aur dosre long term trade es mein ham apne trading kr ke profit earn krte hein
          • #6 Collapse

            Asalam o alikum dear ap n both acha question ha forex trading m limit laga daty han jis sy ap ko loss kam hota ha or apna target hasil ho jata ha or level both han jahan sy value lagany wo ap ki value ka level hota ha resistance or support level b both jin ko dakhna both zarori ha
            Be safe .its a dangerous market out there...:D
            • #7 Collapse

              aap ko forex k baare main ziada se ziada knowledge chaye to aap different web sites ka visit kare aor forex ko samjhain jaise k www.forexustaad.com ye aik achi site hai jaha se aap urdu main forex ko learn kar skate hain
              • #8 Collapse

                dekhen sub sy pehly main apko order aur trade main farq batata hun jaisy ap aik order place kerty hain aur us order ko apk buy ya sell kerty hain to is ka ye matlab hai k ap nay trade ki hai aur jo ap computeer ko function dety hai k jab rate is level per ho ga to trade open ho jay isko order placement kehty hain
                • #9 Collapse

                  Bhai jan agr ap bilkul new han to apko chaey k ap pehle forex k bare me knowledge hasil kren internet se search kren logon se pochen is k bare me is market k graph ko samjhen or koshish kren k demo account me practice kia kren ta k apko experience hasil k trade kis tarha lagai jati hy or kis tarah close ki jati he ua k bad ap aista aista agay k taraf ain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main terms istamail hoti hain un ka matlab

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: umer abbas پيغام ديکھيے
                    a.salam sab ko.main ic forum main new hoon and mjy forex ka baray main ziada nahi pta.main forex terma ka baray main poochna chahta hoon.forex main limit and level ka kia matlab ha.aur order and trade ma kia farq ha?plz reply kijiya ga
                    Dear ap pay depend karta hai kay ap kaisy apni trades ko manage or deal karty hain. yeh ap pay hai. kay ap apni trades ko jab open karty hain tu kin base pay open karty hain or ap ager koi rules banaty hain or un ko follow karty hai n tu ap pay hai kay woh ap kaisy manage kar rahy hain.Ap kaisy apny technical or fundamental analysis ko karty hain or kaisy apny weak point pay ap kabo mai rahkty hain. sub rules ap kay apny banaye howy hoty hain bus un ko follow karain gy tu ap kamyab hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X