Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi ?
    members me ap sey ye puchna chaahta hoon aksar time maine dekha ha mind kehta ha market buy jay gi sell jay gi ya ye trde pakki ha tab banda mind ki sun kar money management rule break kar deta ha aur big lots b laga deta ha crazy situation hojati ha mai samjta hun ye cheez ghalat ha lakin agar humaray paas makhsoos (special) jazbat hongay jo humay feelings den gay k mehnat karo strategies pey kaam karo apni mehnat ko jaari rakho ye jazbaat ka istemal karna humaray lya kya sab sey behtr ha ya mind se humara tukka b lag k hum acha profit karen gay kya keya jay ga jo behtar ha kya inhi jazbaat ki qadar karun ?
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex Trading main Jazbaat Ka Asar

    Apna jawab deny sy pehly main apko aik normal life buisness misaal dena chahun ga. Faraz kijey kay apne shoes ke shop bnaai hui hai aur usma customer apsey koi cheez leny aata hai. To aap usko rate btaaty ho phir kuch bargaining hoti hai aur apna cheez munasib munafa daikh kar sale kar dety hain. Aur jab koi deal nahi ho paati to customer to beshak ap kay hath sy nikal jaata ha lekin apka saman apkay pass hota ha aur wo aap loss main nahi bechty kun kay uski marzi apkay apny haat main hoti hai.

    Forex trading main aisa nahe hota hai ye normal kise bhe kaam sy mukhtalif ha. Yahan paisa bhe apka apna hota ha aur currency khareedny waly bhe aap khud hoty hain aur baichny waly bhe khud hoty hain. Es kaam main ye nahi hota kay agar apko profit na hua to loss bhe ni hoga. Yahan par minutes aur seconds main apka loss aur profit tabdeel hota ha. Jiska direct asar hamary mind par parta hai aur ham ko mukhtalif feelings ka samna karna parta ha. Aur un feeling ke wajha sy ham ghlat faisly kar dety hain.

    Trading Psyche:
    Trading main sab bari problem hamari ye hai kay humko pata nahe hota kay kise bhe currency ke keemat kun tabdeel ho rahi hai aur usky peechy wajha kia ha. Hamari psyche ye hai kay jab ham kise pair ke keemat Up daikty hain to sell ya phir Down daikhty hain to buy kar lety hain. Magar hm ye jaanny ke koshish nahe karty k up jany ke reason kia ha. Aur es tarha hamary khilaaf mazeed jab market up ya down jati ha to hmko loss hota hai.

    End pe ma apko yehi mashwra dunga kay aap na dil ke sunin na jazbaat pe faisla karin, balkay aap haqaaiq daikhen aur un ko daikh kar faisla karen.
    Last edited by ; 25-09-2018, 07:48 AM.
    • #3 Collapse

      Forex trading mein 20% strategy hoti ha aur 80% traders ki psyche, because strategy ka ghalat waqt par ya ghalat istemal faiday kay bajaye nuqsandeh sabit ho jata ha. Traders ki aik bohot bari tadad same time mein trade kar rahi hoti ha aur competition har waqt chalta rehta ha. Aisay mein under pressure ana natural baat ha lekin traders ko pressure handle karna ana chahiye. Darr, khof, lalach ya ziyada khushi jesay jazbat aksar nuqsan hi detay hain. Aik achi strategy mein agar trader apni psychology ko shamil nahi rakhay ga to wo strategy kitni hi achi kyun na ho, fail ho sakti ha.
      • #4 Collapse

        dear fellows forex aik bussiness hy ar bussiness me hmy apny emotions py control rakhna chaheye qk baz okat yahi hmy loss krwaty hy some time hm lalach me par jaty hy jis ki wajh sy hmy loss ho jata hy ya some time hm dar jaty hy loss sy ar is liye hmy loss ho jata hy lakin mind py bhi pura bharosa nhi kia ja sakta mind ko proper use krna hmy ana chaheye ar proper think ar analyze krna chaheye tb ja ky trading me koi bhi step lyna chaheye
        • #5 Collapse

          Forex ek kam yahe businesses ha yaha har koi kase na kase waja sy kam kar raha ha koi majbore ki waja sy or koi serf apni khawaish ki waja sy mager sub ka maqsad ek he ha pasa kamana or koi nahe chata ky usay loss laken ya kase ky ekhtar ma nahe ise liya dil bora nahe karna chaheya or dil damak dono ko sath ma istamal kr ky kam kary apny App ko itna mazbot kry ky wo zindage ma hony waly nuksan ko bardast kry jb kabe kuch bora ho jy To dil damak kahty ha kash asa na karty To asa na hota pashtanay ka koi faida nahe hota balkay kud ko or pareshan kar rahy hoty ha ya souch kr saber kar lana chaheya ky ya kismet ma tha or Next khushesh kani chaheya ky agy acha ho
          • #6 Collapse

            forex trading aik total risky business hai jis main hum akbhi bhi jazbat main rahty howe es main kamyb nahi ho ksty hain tu hmain es main smoothly trading karna hota hai jis main hmari learning sub se zeyda ahmiyat rakhti hai es liye hmain apni trading main hmaisha apny knowledge ko increse karny k liye deah dena chahye or jitna ho sky otna he analsye ks ath trading karen q k jub hum apny dil or jazbat ki sunty hain tu es se hmain he loss hota hai es liye greed ko khatm karen apni trading main or saber k sath trading karen q k forex aika sya business hai jo k aik smoothly business hai es main jitna ram k sath akm karengy otna he yah hmain faiada de ga tu hmain chahye k kamyb hony k liye apny mind se akm len
            • #7 Collapse

              dear forex business me jazbaat ki koi ehmeyat nahi hoti hay ham agar trading ka decision mind se karen gey to esi se ham acha profit earn karny me kamyab ho sakty hey agar trading me jazbaat ki bat ki jaye to koch traders hamary esy be hoty hey jo loss me hoty hey agar ham jazbaat se trading karen gey to es traders ko loss me ham kabi be close karny ka sochty be nahi magar mind me account wash hony ka dar hota hay aur news ko be ham ne follow karna hota hey es ley mind se leya gia decision hi hamy faida de sakta hay.
              • #8 Collapse

                dear trading aik business ha koi game nehi ha jis me ap ko jazbaat chahiey trading me ap rules par chal kay hi success ho saktay hain or jazbaat par trading ap ko sirf loss hi day saktay hain
                mind or dream ki bajaey analysis par trading karay or money management par chalay
                dear ap ki baat theek ha baaz okat humainy aisi strong support ya resistance ya trendline mil jati ha jis par hamara mind sochta ha kay ab to market bilkul isi direction me jaey gi to hum big lots laga letay hain jis se loss ho jata ha agr trades negative me chali jaey hum forex me 100% sure nehi ho saktay hain kay humainy profit milay ga is liey humainy apnay mind se zada apnay exprience knowledge or market analysis par focus karna chahiey or money management kay rules ko kabi b break nehi karna chahiey aik choti si mistake bohat zada loss day sakti ha
                apnay jazbaat ko positive me use karay
                dear agr hum me positive jazbat ho gay or humainy manna paray ga kay hum forex me just hardworking or market ko learning kar kay demo practice se exprience gain kar kay or apni mistake par qabo pa kar hi successfull trading kar saktay hain to hum zaror success ho saktay hain
                • #9 Collapse

                  assalamu alaikum bhai aapne bahut accha question Pucha Hai Mere Khayalon Mein Forex Main Wohi log acche profit bana sakte hain Jo log achi se achi a magnet karte hain aur Jyada Se Jyada time Forex ko dekhte h isliye Hum logo ko bhi chahiye Ke Hum Log Jyada Se Jyada Mat Karna Achha profit Bana Lei
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                    market main jzbaat saay kam nai hota hay is main mind say kam hota hay kun kay market main agr hum success hasil karna chahty hain to is main kafi learning karna hogi to leraning hasil kanry ka ye makasad hota hay kay hum kis taar market main kam kar sakty hain or is ko kis tara sikh sakty hain humain isi tra kam karna ho ga kun kay trade mian agr jazbati ho kar kam karty hain yani kay aik order lagty hain to is main lag raha hota hay kay profit ho ga to hum bgyr sochy is mani order place kr dain gay to is main kafi riks ho sakta jab kay hum is main agr mind ka use karty hain analysis karty hain or trade ko achy say planing kar kay kam karty hain or is main kafi time lagty hain chart ko read karty hain to hi ja kay trade ko place karty hain to kam karna kafi best hota hay loss km say km ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatje پيغام ديکھيے
                      members me ap sey ye puchna chaahta hoon aksar time maine dekha ha mind kehta ha market buy jay gi sell jay gi ya ye trde pakki ha tab banda mind ki sun kar money management rule break kar deta ha aur big lots b laga deta ha crazy situation hojati ha mai samjta hun ye cheez ghalat ha lakin agar humaray paas makhsoos (special) jazbat hongay jo humay feelings den gay k mehnat karo strategies pey kaam karo apni mehnat ko jaari rakho ye jazbaat ka istemal karna humaray lya kya sab sey behtr ha ya mind se humara tukka b lag k hum acha profit karen gay kya keya jay ga jo behtar ha kya inhi jazbaat ki qadar karun ?
                      Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading business is both a critical business hai isme aap positive mind ke sath entry Karenge to aap ko Kafi achha profit Uske ho sakta hai aur money management bahut jyada importance lagta hai Forex trading business mein Kyunki agar aap apne capital ko save karna chahte hain to aapko money management Jarur karna hoga aur apne emotions ko control karna hoga aur Lalaji par lanat Karni Hogi aur Kabhi Bhi Apne dil mein isko Nahi Rehna aur jitni achievement Karenge Itna Jyada accha profit on kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatje پيغام ديکھيے
                        members me ap sey ye puchna chaahta hoon aksar time maine dekha ha mind kehta ha market buy jay gi sell jay gi ya ye trde pakki ha tab banda mind ki sun kar money management rule break kar deta ha aur big lots b laga deta ha crazy situation hojati ha mai samjta hun ye cheez ghalat ha lakin agar humaray paas makhsoos (special) jazbat hongay jo humay feelings den gay k mehnat karo strategies pey kaam karo apni mehnat ko jaari rakho ye jazbaat ka istemal karna humaray lya kya sab sey behtr ha ya mind se humara tukka b lag k hum acha profit karen gay kya keya jay ga jo behtar ha kya inhi jazbaat ki qadar karun ?
                        Agar Hum Forex trading machi trading karna chahte hain aur trading Karke successful Hona chahte hain aur Forex trading markets a profit game karna hai to uske liye Hame hardworking Karke trading Karni Hogi Agar Hum Apne mind se kaam Le Ayenge tabhi successful trading kar denge lock pad Band Karke ja ke Rul Kisanji Soch Kar Hum Forex trading Se Kabhi Bhi profit nahin kar sakte main hi Forex trading Mein successful hone ka ek Dariya Hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                          forex trading aik business hai noit a game or anyone els sub se pahly tu main yah forex ko aik as a business kahty howe bat karunga or yah aik such main only one trading bsuiness hai jis main hum trading karty hain or interntaionl currency ko uy or sell karty hain jub k trading ka main point hota hai k hum aghr koi bhi currency ko buy yah sell krna chahty hain tu hmain os ko market according karni hoti hai jub k hmain sub ko pta hona chahye k market hmary jazbat par nahi chlti hai or na he hmain es main profot ho skta hai yah kah skty hain loss zaror jazbat ki base par ho jta hai k aghr hum jald bazi main trading karty hain tu hmain loss ho jay ga trading aik mind wala kam hai jis main jis ka jitna mind fresh or sharp hoga wo otni he achi trading kary ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                            forex trading main makhsoos jazbat rakhny chaiya jo k greed sa paak hon r mind sa saf or baki sochon sa door hona chaiya ap ka mind jitna easy hoga ap utna e achy sa market chart parh sako ga r ak ache trade laga sako ga jis ap ko ak acha profit mil sakta ha bajy iska ka apka mind kahin r ho r ap kam idr kar rhy ho tu is sa apko is kam ki kuch smhj ni aane r ap na smjhi main apna lose kar betho ga islea apko chaiya ka jab v trade lagny bethen tab apna mind sa baki sochen katam kr den r sirf apni trade spa dehan den is ka elwa apny jazbat pa qabu raekhen r ap main trade ko control krna kio hasiyat hona bhut zaruri ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                              Assalamualaikum dekhiye bhai Forex trading Mein Jazbaat wala to Koi issue Hai Nahi Hai Yeh Toh Sab aap apni mind Sahi kar sakte hain aap ke pass thickness ke baare mein information Hogi aap mujhe Itni Jyada success hasir kar sakte hain Aaye jahan tak Jazbaat ki baat hai woh toh aap is Waqt emotional Hote Hain Jab aapko trading Mein loss ka Samna karna padta hai lekin Mere Khayal Se aapko us Waqt Bhi Itna emotional nahi hona chahiye
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X