false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?
    Ddear members ye jo false break out hotay hen insey faida liya jay ya phr achay analysis ka wait karen aor correct break out ka level dekhan zaroori hai kya ?
    Last edited by ; 10-07-2018, 01:19 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    False break out support and resistance pe bohat bantay hain innsy se faida lya jaa sakta ha agar resistance break out hojay wahan buy ki candle banna start hojay uskay bad agli candle zera c b sell mey open hojaey ap samajh jao ab resistance line se market down ay gi aor ap profit ki trade laga saktay ho
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
    • #3 Collapse

      FALSE BREAKOUT KA FAIDA YA NUQSAN:
      dear false breakout se faida ho skta he jb trader ko sahih false breakout point ka pta chl jae aur trader ko chahe keh woh hmesha market ke true support aur resistance ke level ko smjhe aur trader market mein hone wale false chances aur false breakout level ke points ko smjhne ke koshish kia kre aur trader ko jb pta chl jae keh market ka ab right support aur resistance yeh he aur market false breakout kr rhe he to trader market ke sahih price movement ho follow krte howe trade kre na keh false breakout pe trade kre aur trader ko hmesha market main ache analysis krne he aur market ko ache tareeqe se technical analysis krna he aur trading mein jb sahih market mein enter aur exit ke level points trader ko pta hon ge phr trader ko boht acha faida apne trading se milta he.
      • #4 Collapse

        Dear fake ya false break out se ham trading me faida to le sakty hey magar fake aur false break out trend ki identification bahot hi mushkil se hoti hay, trading me expert traders ko agar loss ho sakta hay to wo esi fake ya false break out trend se ho sakta hay, false break out market trend support and resistance key strong level ko hit to kar lety hey aur break be kar lety hey magar per market back apni position ki taraf move karna start kar deti hay esy me traders ko loss hi ho jata hay es me trader ki koi ghalti nahi hoti hay.
        • #5 Collapse

          Sometimes Aisa Hota Hai ke market Mein movement Kafi Hoti Hai Jiski wajah se Woh Apna actual level Breakout kar Jata Hai Jaise Jaise market ki movement Hoti Hai waise waise market Mein working karna bhi aapke liye bahut jyada important hota hai aap isme long time ke liye acche se working Kare aur Market Mein accha sports Kit Kat Jaye
          • #6 Collapse

            False breakout mein price kisi strong weekly ya monthly resistance ko break karti hui lagti ha lekin asal mein aisa hota nahi ha. Jab market mein long time tak market kisi aik side par rahay, for example Bullish side, to jab buyers ziyada ho jatay hain aur wo profit taking start kartay hain to price bari tezi se girti ha, jis ko breakout samajh liye jata ha lekin jesay hi buyers kam hotay hain, price wapas bullish side par move karna start kar deti ha aur traders false breakout mein phans jatay hain. False breakout ka faida sirf yahi ho sakta ha kay market direction kay along trading ki jaye, is soorat mein pending orders bohot helpful ho saktay hain.
            • #7 Collapse

              Market number ki karne ke liye aap Kisi bhi breakouts a fact directly working correctly working Karenge Breakout ko Dekhenge toh aapko bahut nuksan ho sakta hai isliye aapko chahiye market Trend ke sabse kam Karega Aap Yahan Ke sabse kam Karenge toh aapki earning Jyada increased Hogi isliye aapko chahiye kya apne capital account ko manage kar lenge aap equity increase kar sakte hain
              • #8 Collapse

                assalamu alaikum bhai Hum Log Forex trading karke bahut Achha To Hum Logon Ne Cheena nahi karni hai to hum Logon Ko Apne experience knowledge ezafa karna hoga knowledge or experience Hoga Hum Log Itna achha profit bana sakte hai
                • #9 Collapse

                  Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                  forex trading main false breakout say trader ko faida hasil krna easy nhi hay forex trading market main right analysis ko smjh kr trading krna chahy trader ko market main honay wali changes ki information ho kah false break out kis waja say howa hay false breakout kay back main boht sary effect hoty hian in ko trader smjhy aor trader ko market ko smjhna hay market kay correct breakout levels ko smjhna hay aor is pay ja kar trading krna hay trading market main analysis krna trading market main complete analysis trader kay pass ho fundamental analysis bhi aor technical analysis bhi is trah jb trader complete analysis kar kay trading krta hay trader ko faida hota hay trader ko market main without analysis kay profit earn na hota hay trader forex trading market main market ko smjhy market kay right points ko analysis kar kay order place karay phr trader ki trading main good earning ho gi aor trader profitable trading kr lay ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                    Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai aapne bilkul theek kaha ke false breakout se faida ho skta he jb trader ko sahih false breakout point ka pta chl jae aur trader ko chahe keh woh hmesha market ke true support aur resistance ke level ko smjhe aur trader market mein hone wale false chances aur false breakout level ke points ko smjhne ke koshish kia kre aur trader ko jb pta chl jae keh market ka ab right support aur resistance yeh he aur market false breakout kr rhe he to trader market ke sahih price movement ho follow krte howe trade kre na keh false breakout pe trade kre aur trader ko hmesha market main ache analysis krne he aur market ko ache tareeqe se technical analysis krna he aur trading mein jb sahih market mein enter aur exit ke level points trader ko pta hon ge phr trader ko boht acha faida apne trading se milta he. Aur aapke is jawab se aur aapki is Baat se main hundred percent ittefak Karti Hoon Shukriya Allah Hafiz
                    • #11 Collapse

                      Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                      Agar Hum Log forex market Mein hardware Karte Hain To Phir Hum Logon Ko iska bohot hi Zyada fayda ho sakta hai aur hum log hard worker ke isme bahut zyada fayda hassil kar sakte hain iska Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                        False breakout ma aksar bohot se traders phans jatay hain or bhari nuqsan ka samna kartay hain. False breakout se faida lena bohot mushkil ha kyun k false breakout fake movement create karti ha, jis se traders ko lagta ha k market na strong support ya resistance ko break kar liya ha, magar haqeeqat ma market na support ya resistance ko completely break nahi kiya hota balkay kuch pips move kar k market reverse ho jati ha. Agar fake breakout ka pehlay se pata chal jaye, for example agar chart par inverted hammers ya doji form ho jain, to phir stop loss ya take profit ko support or resistance k qareeb rakha ja sakta ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                          AP aapne theek Baat kahi hai ki Jab Tak Hum Apne seniour say help nahi lete Apne seniour scho Pehle nahi karte hain toh main bhi yahan par long time kaam karne se Kuch Nahi Milta Hai long time kam karne ke liye Hame Apne seniour score for loan karte rehna chahiye in se Hamesha Apne account ke liye guideline lete Rahna chahiye iski vajah se apne account ko Kafi strong and stable bana sakte hain without any type of risk analysis Kyunki Agar Hum accha kaam Karenge to achi main Hogi Yahan Par
                          • #14 Collapse

                            Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                            Ddear members ye jo false break out hotay hen insey faida liya jay ya phr achay analysis ka wait karen aor correct break out ka level dekhan zaroori hai kya ?
                            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main humy both sary false break out milty han hum in sy easily fayda la sakty han fayda tab he la sakeny gy jab hum log forex trading ko samjty hon gy jab tak hum log forex trading ko samjny gy ni to forex trading main successful ni ho sakty Han is ley humy chae ha pehly forex trading seeken knowledge or experience hasil Karny us k baad sahe analysis kar k trading karny ta humy loss na ho or hum ziada sy ziada profit hasil karan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                              koiin nahe dost last 2 days phelay gold main jo us ki 1438 aik resistance ban rahe the market main us ka daily main false breakout hoa hai js main mazeed aik confirm hota hia k stop loss hit kaey gaey hain our market nayh 1452 ko touch kia our pher closing 1428 pay ki hai our us say abhe ye confirm down jeay ga app sell ki trade confident k sath lay sagty hian or acha profit ban sagain gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X