Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?
    Dear members mujhay iss baat ki smajah nahe arahi k agar hum chart ko dekhtey hen analysis kar letay hen uss base pe trade len ya kuch chezen aur b dekhni hen wo tamaam compulsory chezen discuss karain ap
    Last edited by ; 10-07-2018, 01:35 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mwmber bht sari baten hoti hain achi trade ky leay
    Planning
    Trade lgany sy oehly achi planning krna market ki current previous situation ky hisab sy management
    Strategy
    Achi strategy bnana market ky key support aor resistance ko delhty huy stop loss take profit lgana
    Management
    Apny capital ky hisab sy trade volume select krna
    Technical and mundamental analysis
    Market.ko news ky hisab sy aor technical move ky hisab sy analyze krna bhi aik achi trade ky leay zaroei hai
    Market ma news update rakhna bhi bht zarori hai
    Entry aor exit
    Fear greed aor regret control bhi zarori hai
    • #3 Collapse

      ANALYSIS KAAFI HOTAY HAIN YA NA :
      dear forex trading mein market ko sirf analysis krna kaafe nhe hota he forex trading mein ache trading ke lie boht sare aur chezein bhe hote hein jo keh trader ne smjhne hote hein aur forex trading mein phle to trader ache trah se money management ko follow kre aur es trah se trader forex trading mein risk management ko follow kre agr trader market ko ache trah se analysis kr leta he aur phr bhe market mein risk management aur money management sahih nhe kr pata he to woh ache trade nhe kr skta he aur forex trading mein trader ko hmesha market ke sath chlna he forex trading market mein good planing se trading krna he aur trading mein good decision aur ache time frames mein trading kr ke ache trading krne hote he.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
        Dear members mujhay iss baat ki smajah nahe arahi k agar hum chart ko dekhtey hen analysis kar letay hen uss base pe trade len ya kuch chezen aur b dekhni hen wo tamaam compulsory chezen discuss karain ap
        Mere Khayal Mein Toh analysis trading ke liye Kafi acche Hote Hai aur instaforex ki application Mein Aise expert cae analysis Hote Hai Jo ke Akshar bahut perfect Hote Hain Jis Se Hame trading karne mein Kafi help mil Jati Hai analysis karna bahut Zaroori Hota Hai Uske Bina Agar Hum trading Karoge Toh Hame lost hoga
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
          Dear members mujhay iss baat ki smajah nahe arahi k agar hum chart ko dekhtey hen analysis kar letay hen uss base pe trade len ya kuch chezen aur b dekhni hen wo tamaam compulsory chezen discuss karain ap
          sirf analysis karne se Hame trade main fayda nahi hota Hame chahiye Ke Hum Apni trade analysis karne ke sath sath market Gaye Chand Ko Bhi Dekhe aur hard work Karke Kaise open Kare Aur Zyada lalach Na Kare
          • #6 Collapse

            sub se pehlay yeh zehhen nashine kar lay kay forex market sirf technical analysis par nehi chalti ha forex me economy factor bohat important hota ha jub hum technical analysis kartay hain to humainy economy news par b nazar rakhni chahiey kun kay fundamental analysis ko technical analysis par fokiat hasil hoti ha ap ka technical analysis kitna b acha ku na ho jub market ki economy condition kafi weak ya strong ho jati ha to wo har kisam kay technocal analysis ko fail kar deti ha
            ap kay liey meri mashwra yeh ha kay ap sub se pehlay kisi b curency ki fundamental ko dekhay phr os fundamental kay hisab se technical analysis karay phr ap kay success honay kay chances bohat zada hain me b technical analysis se zada fundamental analysis ko important deta ho
            • #7 Collapse

              Analysis coffee help kehte hain aap ko kam karne ke liye market main aapko apna achha wala standard banana hota hai Jise market aapko stable rakhne Mein aapki bahut yaad aa health Karti Hai market ki movement ka acche se aur thik karne 10 Bonala SBI Ho Pata hona chahiye ki market kya kaam kar rahi hai kab Lagani chahiye
               
              • #8 Collapse

                dear Terminal chart ko watch karna hi market analysis nahi hota hay, market ko proper analysis karny key ley traders ko daily forex news update hasil karni hoti hay es key sath market ko indicators se ya self base par technical techniques use karni hoti hay, market ko agar 1 month be watch karen gey to app koi be trading ka idea nahi laga sakty hey, market ko as a fundamental analysis aur technical analysis dono hi important hey, agar app ko news se koi trading ka idea nahi milta to powerful indicators ko use kar key app ye ideas le sakty hey.
                • #9 Collapse

                  Han g ap ny sahi kaha ha k Analysis coffee help kehte hain aap ko kam karne ke liye market main aapko apna achha wala standard banana hota hai Jise market aapko stable rakhne Mein aapki bahut yaad aa health Karti Hai market ki movement ka acche se aur thik karne 10 Bonala SBI Ho Pata hona chahiye ki market kya kaam kar rahi hai kab Lagani chahiye.best ha k baki tools ko bhi dakha ..
                  • #10 Collapse

                    forex trading main trading karny k liye hmain har point ko achi trah smjhty howe trading karni hoti hai sirf analyse ko he use kar k achi trading nahi ki jati hai es k liye hmain boht kuj dekh kar trading karni hoti hai es liye hmain hmari zara se mistaes se loss hos kat hai es bat ko mind main rkahna chhyae or tading karni chhyae q k jub hum khud e trading main mistakes karty hain tu hmain loss ho jata hai or hum achi trading nahi kar paty hain analyses ko bhia chi trah use karen baki points main bhi achi trah focus rakhen ta k loss na ho
                    • #11 Collapse

                      forex trading main achi trading k liye boht kuj aysa hai jis ko karny k abad achi trading ki jati hai jis main hmain sirf nalayse ko he he nahi dekhna hota hai hmain over all har chez ko dekhty howe trading karni hoti hai jis main market hoti hai or harts wagera hoty hain es liye hum yah kah skty hain k hmain aghr achi trading karni hai tu apny analyses k sath sath apni trading skills par bhi focus rakhna chhyae jis main hum apni leraning ko use kar k achi trading kar ksty hain or es main hmary liye he bhatri hoti hai or hmara risk bhi akm ho jataa hai
                      • #12 Collapse

                        Nahi sirf annalyses pe depend krn mushkil ha .analysis karne se Hame trade main fayda nahi hota Hame chahiye Ke Hum Apni trade analysis karne ke sath sath market Gaye Chand Ko Bhi Dekhe aur hard work Karke Kaise open Kare Aur Zyada lalach Na Kare.best ha k
                        • #13 Collapse

                          Kuch kaam Aise Bhi hote hain jispe analysis summary help karte hain analysis ke sath sath Hamare Paas fundamental analysis Kaho Na lazmi Hai Jitna Zyada Hamare Paas fundamental analysis song uski aap se hum apne liye technical analysis create kar sakte hain wahan se apne business ko bhi accha manage kar sakte hain
                           
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
                            Dear members mujhay iss baat ki smajah nahe arahi k agar hum chart ko dekhtey hen analysis kar letay hen uss base pe trade len ya kuch chezen aur b dekhni hen wo tamaam compulsory chezen discuss karain ap

                            My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma forex ma kamyab ho ny ky leya analysis hi kafi nhi ha him logo ko ager acha profit haisl KRna ha to him logo ko zayada mhnat krna ho gye kau jtni him log mhnat kre gye itna profit him logo ko mily ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Nahi just analysis ki base pe hum achi trading nae kar skte hain achi trading karne ke lie humain Forex Trading ke bare main acha knowledge ka lena bohat zaruri hai or hum ko Forex main analysis karne ke bad trading karni ha or next complete Analysis karne ke bad humain market ke trend ka bi pata hona bohat zaruri hai humain news ke bare main pata hona chaiye ke kabi ani hai to ye bohat help karti hain Forex main humain aik bohat hi achi trade lene ke liye or Forex mai survive karne ke liye bohat zaruri hai ke hum Market ko technical bi analyis karain ye bohat hi zaruri hai hamare liye ke hum lazmi market ko sahi tara se follow karne ke bad trading karian to sab se best hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X