jub big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge karay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge karay?
    mera sawal yeh ha jub brexit ya interest rate jasi big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge laga day profitable way konsa ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear big news kesi be time a sakti hay esy me traders ko apna trade close karny ki zarorat nahi, traders ko market trend dekni ho gi agar market trend be app key open key gaye trade key against move kar rahi ho aur big news any ka signal be a raha ho to app ko trade close kar dena chaye aur market trend ko follow kar key trade open karni chaye,
    jab be market news a rahi ho to pehly se market trend change ho jati hay aur news key mutabeq hi trend move karti hay esy time me market moving average ko dekna chaye, trades ko news any se pehly close kar dena ye kesi achy trader ki neshani nahi hay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
      mera sawal yeh ha jub brexit ya interest rate jasi big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge laga day profitable way konsa ha
      News forex market par bila shuba kafi zayda asar andaaz hoti hain aur traders har news jo forex par asar rakhti ha bht closely daikhty hain. Mukhtalif news aati hain har month kay start par mostly jo kay kise bhe mulk ke maeeshat ke tarjumani karti hain. 1 news to aap nay zikar kiya interest rates ke ha jo kay bht zayda ehmiyat rakhti hay lekin us kay saath aur bhe news hain jo ehmiyat rakhti hain. Maslan:

      Retail sales
      Inflation
      Unemployment
      Consumers confidence
      Trade balance
      Manufacturing sector survey

      Ye sab news market par apna asar fikhati hain aur market en news par kafi react karti hay.

      Ab jahan tak aap nay baat ke news kay wakt trading ke jesa kay aap nay Brexit ka zikar kiya to news par trading wesy to karna acha nahi samjha jaata kun kay market kisi trend par nahi bal kay us wakt ke newd par move karti ha. Lekin agar aap kay pass strategy ho news par kaam karny k ly to aap kay ly news kafi productive ho sakti hain. Mukhtalif tarha say log news par kaam karty hain jis main sy aik break-out strategy bhe hay. Jis sy kafi faaida mil sakta hay. So aap agar news par trading nahi karna janty to aap kay ly news par trading na karna aur news se pehly exit karna mery experience kay mutabik behtar rahy ga.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
        mera sawal yeh ha jub brexit ya interest rate jasi big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge laga day profitable way konsa ha
        Mary khalay ma jib big news a rhi hoti ha is waqat him logo ko trad closed krni chya ya ky nhi is ka inhesr news per hota ha ager new him logo ko acha profit da skta ha or is waqat him logo ko chya ky apni news ko bilkol bi closed nhi krna chya
        Or jib big news ati ha or him logo ko loss hony ky chances zayda hoty ha to is waqat him logo ko jldi sy apny trad closed kr Dani chya
        Mary to is ky Bry ma apni Rae AP logo ki Kya Rae ha wo bi zaror Dana taky log fida uta sky
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          bhai big news ay ya small markit har waqt wesy bhi khtarnak hoti hay aur humin big news k waqt apni trad close ni karni chahiye balky markit ko aynalise kar k sahi trade karni chahiye aur ye profitable bhi hay aur faida mand bhi ye ek achi thread post ki apney
          :1f63b:​BE HAPPY
          • #6 Collapse

            dear aap nay aik bohat intrusting sawal poocha hay pehlay to may aap ko yeh bata doon kay ziada ter jo bhi bari news aani hoti hain wo month kay pehlay week may hi ziada ter aa jaati hain han lekin ager koi political change aai to wo full month kabhi bhi market ko effect ker deta hay abb jab bhi bhi news aaye to pehlay yeh dekha jaaye kay iss ka market per effect kiya hoa hay or koshish to yehi kee jaaye kay trend ki favour may trade lagai jaaye haan ager market koi trend waziah nahin ker rehi to phir aap ko chahiye kay aap apni previous trades ko close kerdain phir aap new opportunities ka wait kerain ager market bohat ziada vibrate ker rahi ho to phir aap hedging ki strategy apna saktay haain
            • #7 Collapse

              jabb ap yahan par working karty han tu ap ko jab is may big news aye tu ap yahan say kafi auchi amount ko gnenrate kar skty han jitna say ap khud ko manage karty han tu ap ko buhat maza aa skta ha jis say ap ki working may ak auchay wala idea ban skta ha yahan say
               
              • #8 Collapse

                Jab koi aesi news ka time go jis main apko pata chal jata hai ky market is time main kisi aik direction main bahot zyada movement ker sakti hai tou agar apky analysis one direction ki taraf indicate ker rehy hon aur apko open trade other direction main ho tou zaruri hai ky ap apny balance per itna bara risk na lain aur agar trade small loss main bhi chal rehi hai tou close ker dain kyun ky aesa mumkin hai ky apko loss wali trade market ki big movement ko waja sy bahot zyada loss main chali jaey ya apka account hi wash ho jaey but agar apki open trade already bahot zyada loss main chal rehi hai jo recoverable nehi lag raha tou same trade ko news time per continue kerain ky aesa ho sakta hai ky market apki favour main big movement ker jaey aur apka sara loss bhi recover ho jaey aur kafi profit bhi mil jaey lekin agar ap news time per koi trade open kerna chahty hain tou pehly market ko check ker lain news time per move hony dain usky bahd ap previous trend ky hisab sy trade open ker lain jab news time wali movement stop ho jaey tou phir ap profit hasil ker sakty hain
                • #9 Collapse

                  jab b big news ho rahi hoti ha ap ko yahans ay kaam ko kabi b stop nahi karna chiye ap ko yahan say market ki direction may compleat illam hona chiye k market kis side par zayda move kar skti ha is par ap ko kafi zayda nazar b rakhana hoti ha is say ap ko support mill skti ha yahan say
                   
                  • #10 Collapse

                    Economic news ka impact forex trading par bohot bara hota ha aur kisi bari news se la ilmi ya ghalat judgment loss ka sabab bhi ban sakti ha. News kay anay kay waqt market mein volatility barh jati ha aur kisi aik direction mein trade lagana bohot mushkil ho jata ha. Aisay mein ya to hedging ki ja sakti ha ya phir pending orders se trades open ki jati hain. Hedging se aik ji waqt mein kisi pair ya commodity ko buy/sell kar liya jata ha aur jesay hi market kisi aik direction ki taraf ati ha, profit wali trade ko open chor kay loss wali trade close kar di jati ha. News kay waqt hedging bohot risky hota ha.
                    Dusri taraf pending order se ye hota ha kay kuch pips lose ho jatay hain lekin sahi time mein market mein entry mil jati ha aur take profit/stop loss ki waja se risk bhi kam ho jata ha.
                    • #11 Collapse

                      Yahan Par bahut Log Yahan Par working karne ke liye Aisa system manage Karte Hain Ki Jab Bhi Kabhi Haan Kabhi Nahi Jati Hai Aap big news ki help se nuksaan bhi kar sakte hain aur aap ko achha wala big capital b generate ho sakta hai ya par depend karta hai ki aapne iss Mein Kaise kam Kare manage karna hai ya Se Kaise investment co increase karna hai kaise kam karna hai
                      • #12 Collapse

                        assalamu alaikum bhai Hum Dono trading nahi karni chahiye Jab news aaj ke baad hum logo ko trading Karni chahiye Kyun Main Ishq Ke Baad market ka train ban jata hai aur hum log Chhapra se bana sakte hain uske baad hum logo ko Kafi fayda hota hai agar aap news paper trading Karte Hain Tum loss bhi skta
                        • #13 Collapse

                          Re: jub big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge karay?

                          friend of the trailer isliye traders ko chahiye ke Hamesha friend ke sathtJewar to aap ne Suni Hogi there Trend friend of the trader isliye traders ko chahiye Kya Hamesha friend ke sath trading Karen aur friend ke against TM Aaron lekin apni Puri planning karne ke bad hi trading Karni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: jub big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge karay?

                            mean app ki baat say shemat hon jab bhe market main koi bare news hoo jesay k usd ki high impact news main FOMC hai us k bad NFP hai to easi news jab bhe aa rahe hoon to app ki trade ager buy ya sell ki open hai to pher app ko us main trade leni chhy our us main open ko bhe eurusd ya usdcad nzdusd usdjpy ksii bhe main open hain to un ko must close ker lain koin k us say app k loss kafi ho sagta hae ya pher app ka account wash bhe ho sagta hia ya pher hedge strategy bhe best hai us say app mehfooz rahean gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jub big news a rehi ho to trade ko close karay ya hedge karay?

                              bhai jan jub bari news ati hai tu market k trend change hony ki kafi possibility hoti hai es liye tab faisla soch smjh kar karna chahye q k jub ap aysa karty hain tu apko news se loss bhi ho skta hai or profit bhi ho skta hai es liye apko apny liye ahtiyati tadabeer karni zraori hoti hai or ap jo hadging ki bat kar rahy hain es main ap apni trade ko open kar skty hain yah aik acha plane hai aghr tu koi karta hai tu apko chahye k ayse sort e hal main aysa kuj karen jis se apko loss na ho es liye hadging karna aik best amal hai q k es main hum buy sell donu ki tarde open kar skty hain jis se aghe aik order se loss ho rha hoga tu dosry se hmain profit bhi mil skta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X