Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?
    Dosto aapko bhe pata hai k loss trading ka hissa hai lekin jab loss hota hai to trading karny par dil nahe karta. Es masly ko kesy hal kiya jaay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Dosto aapko bhe pata hai k loss trading ka hissa hai lekin jab loss hota hai to trading karny par dil nahe karta. Es masly ko kesy hal kiya jaay?

    Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha or ma AP ki bath stuff bilkol muktafq ho ager him log ko kisi bi businesses ma loss hota ha to phir is ko krna ka dil no krta ha or is ko him log dobra nhi kr skty ha to forex ek ASA business ha jis ma 90% logo ko loss hota ha or sirf ten percent logo ko hi profit hota ha is let's wo log is ko nhi krna chaty ha
    • #3 Collapse

      dear agar loss ka reason traders ko maloom ho jaye to mery khayal me wo trading par loss ko control kar sakty hey, traders ko agar loss ho jata hay to us ka hope level down nahi hona chaye agar traders ka hope level hi down ho jaye to loss ki recovery esy traders key ley mushkil ho jati hay, hamari koshish honi chaye key loss hony key bad ham mazeed achi trading karny ki koshil karen es se traders ka hope down nahi ho ga aur traders ka dil be trading karny me laga rahey ga, achi trading ka matlab ye hay key kam se kam profit ko be wo zeyda samjy aur over trades open karny ki koshish bilkul be na kary.
      • #4 Collapse

        Han aesa hota hai ky jab hamain bahot zyada loss ho jata hai tou phir trade kerny ko dil nehi chahta lekin profit aur loss tou trading ka hisa hai aur forex trading main tou ap samajh lain ky invesment per sirf loss hi hoga lekin main apni qabliat ki waja sy same loss ko profit main badal don ga so agar ap is jazby sy forex market main trade kerty hain tou yaqeenan ap forex market main profit hasil kerty hain aur jab kisi open trade main profit hasil ho raha ho tou bahot satisfaction hoti hai trading main aur dil bhi kerta hai ky trading hi chalti rehy but jesy ky profit aur loss trading ka hisa hai tou profit hail hony per khushi milti hai tou loss per preshan hony ki bajey trading continue rakhain isi jazby ky sath ky ab loss hua hai tou ho sakta hai ky next open ki jany wali trade main bahot zyada profit ho jaey aur agar aesa ho jaey tou phir dil kerta hai ky trading ko continue kia jaey
        • #5 Collapse

          Market Mein kaam karte hai yahan pe bahut se Logon Ko nuksaan Utha na padta hai loss koshish karna padta hai Jiski wajah se market mein jyada hai capital aata hai aur log isme Jyada Se Jyada investment karte hain aur kaam mein logon ka interest be increase ho jata hai
          • #6 Collapse

            Slam dear brother.
            Apka sawal axa hy k kio dill ni krta jab traders ko loss aty hain to is k liye trade ko zyada mehnat krni hogi r lazmi jis ko b nuksaan ho us ka dill uth jata hy us kaam sa to ya ghlt baat hy. always wohi aagy jata hy jis ko thokar lgii hoi ho . jis ko b loss ho to wo ya target rkhy k mjhy ya sara loss b recover krna hy. R is k double profit b laina hy . is k liye axi sa axi trade lgain r us par apna poora focus kry is sa us ka mind b trading k liye open hota jay ga and wo expert b banta jay ga. R axa proffit earn kr lai ga.
            • #7 Collapse

              jee bahi aap ny boht achi baat ki hai aksaar loss hoo jany ki soorat main humara dill nahin karta hai trading ko koinky ky hum disappoint hoo jatya hia ais liye forex main ager kamyabi chahyee to humien chahyee ky hum kam sy kam risk lay aor ais sy profit to kam hoo ga likin ais sy humin loss ka khatrabhi kam hoota hai ais liye humin chahyee ky humien jab loss ko jaye to usi wakt humin doosri trade nahin lagani chahyee koin ky aisa krny sy hum dobara tension main ghalt decisions lay beethty hai ais liye thoori dair market ko choor dain aor apni ghalti py ghoor karien aor phir us ky baad relax hony ky baad apni naee trade ki taraf jana chahyee
              • #8 Collapse

                bhai yah hmari pani nature ki bat hoti hai or yah psychy hmain khud handle karni hoti hai es liye sub se pahly tu main yah kahunga k hmain es bat ko hmaisha apny mind main rakhna cahhye k forex aik business hai or business main loss hona yakini hota hai es liye hmain jub bhi loss ho tu hmain chahye k dil bura karny ki bjay yah sochna chahye k hmain mazzed loss na ho es k liye hmain kiya karna chahye tab hmain mera nahi khyal hai k dil bura ho ga jub loss ho aik acha trador kbhi bhi business ko balme ahi karta hai wo yah sochta hai k hmain es loss ko cover karn ahai or har hal main karna hai es k liye jitni bhi mahnt karni parhy karni cahhye mera kahna yah hai k jub hmary khud k irady paky hoty hain tu hmara kbhi bhi dill bura nahi ho skta hai
                • #9 Collapse

                  Dear traders loss hona bardashat nahi kar sakty aur zeyda tar traders himat har jaty hey, hona to ye chaye key traders ko agar loss ho to wo pehly se be zeyda confidence key sath trading karen magar loss key bad traders key spread me kami ajati hay jes ki waja se mazeed trading me be us ko kamyabi nahi milti aur loss ki recovery traders key ley dream ban jata hay, first trade open karny me hi agar traders se ghaltiya ho jaye to end tak hi esi mistakes traders se hoti rehti hay, kabi be koi trader asani se kamyab nahi ho sakta jab tak wo pehly trade me koi ghalti na kary.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                    Dosto aapko bhe pata hai k loss trading ka hissa hai lekin jab loss hota hai to trading karny par dil nahe karta. Es masly ko kesy hal kiya jaay?
                    bhai yeh to human nature Ke Jab Hame Kisi cheez Se nuksaan Hota Hai To Hum usko karne se darte Hain ISI Tarah Jab credit score Forex trading se loss hota hai tu Hamara Dil trading Karne Ko Nahi Karta lekin Hume aisa nahi karna chahiye Hame apni mistake score watch karna chahiye aur unko correct Karke reading Karni chahiye Jab Hum Apni mistakes ko correct Karke trading Karenge to hum Forex trading shevatcha profit gain kar Sakenge aur Hamare trading be better Hogi
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Ye to dost aik mind setup hai ap ko normal life main bhe koi kaam start kerty hain our us main ap ko ager nuksaan ho jata hai to pher us kaam ko kernay ko dil nahe kerta hai but ager app k pas deikha jeay k last month ka bonus safe hota hia our app choti choti trades k sath trading kerty rhety hain to pher aik din bhe app posting say miss nahe kerty hain our app ki puri try hoti hai k next month k leay bhe itne post ker doon k mujhey kafi acha bonus mil jeay to dosto forex main ager loss ho jeay our account wash ho jeay to na to posting ko dil kerta hai our na he app ko us main pher trading ko dil kerta hai our app k dil main loss ka aik dar bhe beith jata hai to humesha apny bonus ko safe kr k real account main trading karen gay to pher he us main app ko ache earning ho gee
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Dosto aapko bhe pata hai k loss trading ka hissa hai lekin jab loss hota hai to trading karny par dil nahe karta. Es masly ko kesy hal kiya jaay?
                        Assalamu alaikum bhai jaan main Dekha Hai K Jab Kisi bhi member Chahe wo senior ho ya junior home Jagan hair loss hota hai to Unka Dil Nahi Karta ke woh trading kare ya posting kare Aur Woh bilkul hi kisi se pareshan ho Jate Hain Ke Hum Kaise track Kare aur kaise business Kare aur Mayus ho Jaate Hain Aslam Marine Amber score Yeh Hai Ki Woh Jab Bhi lot Ka Shikar Hoon Tu Nahi Chahiye ke woh apni mistake on Monday aur us mistake ho dubara beat karne se bache Taake Woh Ek acche trader once again
                        • #13 Collapse

                          har business main loss or profot donu kam yakini hoty hain es liye loss e pareshan nahi hna chahye loss ko aghr hum positive way main len tu hmary liye yah bhatr bhi sabit hos kta hai q k jub tradors ko loss hota hai tu un ki leraning main izafa bhi hota hai q k jub loss hota hai tu har trador apni trading ko bahtr karny k liye acha kam karta hai tu loss ki wjah se sub ki ability main iazafa hota hai or kuj tradors ko jub lsos hota hai tu wo dil chor jaty hain or forex se boht mayos ho jaty hain k hmain loss howa q k hai tu kbhi bhi lsos ko negtive way main anhi ly k jana chahye apko apni trading main dehan dena chahye or apni trading ko bahtr bnaa chahye ta k hmain dobara loss na ho ayse humain fada bhi hota hai loss k bad
                          • #14 Collapse

                            dear koi bhe business ho jab us mein apko profit hota rehta ha tabhi tak ap us mein work acha karty hein or jabi apklo loss hjota ha tabhi ap market say or apny business jo bhe ho us mein nirash ho jaty hein is liye hamesha achy work kay liye ap kay pass acha experience or knowledge ka hona bohat he zarori ha then he ap market say achi earning or sath sath ach experience hasil kar sakty hein or apni life ko change kar sakty hein or is liye apka acha hard work or acha experience he apki life ko change kar sakta ha is liye loss honay kay bad bhe dobara is mein join ho or acha experience hasil kareen then apki trading mein kamyabi aye gi or ap life time achi earning hasil kar sakty hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha m n bi suna ha forex trading m both loss hota ha maximum log forex trading ko chor daty han
                              Par Mary khayal m loss tab hota ha jab ap k pass knowledge or experience na ho or ap trading karny to loss he ho ga is ly ap ko chae ha pehly ap forex trading m demo practice karny jab ap knowledge or experience hasil ho jay to phr real trading start karny ta k ap ko ache earning ho saky or loss kam sy kam ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X