Without knowledge trade krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without knowledge trade krna.
    slam dosto knowledge 1 aisi chez hy jo kbi b hmy ksi b jga py kam daita hy. Isi trha forex trading me b kamyab hony knlye hmy forex ka knowledge gain krna chahye. Without knowledge agr hm trade kren gy tu bilkul e loss ki trf jaien gy. Is lye knowledge gain kren . E books forex k related ya phr ksi senior sy guideline leni chahye.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading k liya knowledge bohat hi zarori Hy warna hum just loss hi Kary Gaya or kuch Ni isliya hummy zada sy zada mahnat krni chahiya
    • #3 Collapse

      Aslam o alikum dost agar apky pass knowledge nahi hai tu ap instaforex mein kasy kam karna chahty hai knowledge ka hona behad zaroori hai
      • #4 Collapse

        Knowlade aor experince k baghair trading karna bewaqoofi hay experince aor knowladge trading k liye must hain agar knowladge nai hay to pehly knowladge hasil karen aor sath sath demo account py practice karen us sy ap ko achy skills milen gy jis sy achiii trading kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k dyunia main kohi be aasa bussniss nahi hay jis ko start karna sa phalay us bussniss k baray main knowledge ki zarrorat na ho bagher knowledge k kohi be bussniss nahi keya ja sakta hay same issi tarha instaforex trading main knowledge k bagher aap khuch be nahi kar saktay hain aap ko instaforex ko samjana k laya iss main success hasil karna k laya instaforex k matalaq knowledge hasil karna bhot zarrori hay
          • #6 Collapse

            Without knowledge trade karna andhery ma teer chalany wala kam ha or yakeenan es may ziada ter hmien loss ky hi chances ho gay lehaza jb tak mukamal knowledge na ho os wakht tak koshish krien ky trade na krien agr krieen bhi to kesi senior sy rehnomai zror lein taky loss ky chance kam ho or demo account pr practice krien Forex sy related books k study krien taky profit ky chances ziada hn or loss ky chances kam hon.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
              slam dosto knowledge 1 aisi chez hy jo kbi b hmy ksi b jga py kam daita hy. Isi trha forex trading me b kamyab hony knlye hmy forex ka knowledge gain krna chahye. Without knowledge agr hm trade kren gy tu bilkul e loss ki trf jaien gy. Is lye knowledge gain kren . E books forex k related ya phr ksi senior sy guideline leni chahye.
              Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul thik kahan hai Insan ke paas Agar knowledge photo knowledge Insaan ko Zindagi Mein Kahin na kahin zaroor Faida Deta Hai ISI Tarah Forex trading Mein Jitna knowledge Hoga Itna Jyada profit Hoga knowledge Hasil karne ke liye aap ko Apne Sare Sapne Mein Rehna chahiye aur saath saath Pakistan Forex forum posting Karni Chahiye posting karne se Ye Hota Hai Kay bahut sari Cheez Hai Insaan ko padhne Ko Mil Jati Hai
              • #8 Collapse

                Without knowledge trade karna bewaqoofi hai koun ke jb apko kisi cheez kar pta nai ho ga tu us main ap nay definitely loss hi lena hai aur koi bhi kam ho us ki proper jankari ke bnana nai ho skta is se surf aur surf apka time aur Pisa waste hota hai baqi much hath nai ata
                • #9 Collapse

                  Without knowledge trading karna game play karnay ki tara hai agr ap chahty ho achi trading karo to is kay liye apko acha knowledge hasil karna ho ga phir ap market ko samjh pao gay agr knowledge ni hoga to ap tuky he lgao gay aur loss kar dogay is liye mehnat karain aur knowledge gain karain taky achy trader ban paen...
                  • #10 Collapse

                    Bhai knowledge aur experience ka bagair trading krna aise he hai jaisa dakhta howa bhe konwan main girna jaisa hai ap agr profit kamana chahta han tu ap ko chaya ka phala forex ka bara main knowledge aur experience gain kran phr trade kran
                    • #11 Collapse

                      salam dear fellows mery khyal sy knowledge ky bgair life ki koi bhi race nhi jiti ja sakti knowledge is much more important in any bussiness zahari si bat hy agr without knowledge kam kia jaye to loss confirm hy knowledge ky bgair kam krna bht bari bewaqufi hy ar trading krna to impossible hy bgair knowledge ky kuch bhi hasil krna mumkin nhi hy so pehly knowledge hasil kry success khud he apko mil jaye gi
                      • #12 Collapse

                        Bil kul ap thek keh rahay ho forex main knowledge bahut ehm ha agr hum forex k baray janty ni k forex ha kia chez aur hmain forex ki history ya basic chezo ka ni pta to hum aik achay trader nai ban sktay. So hmain jitna ho skay sb say pehlay learning krni chaheay aur phir us k bad jb achi c grip a jaye to us k bad real money investment kr k trading krni chaheay us say pehlay apko jo fourm say bonus milta ha us pay apni skills ko test kr lain.
                        • #13 Collapse

                          boaht acha sawal ha ager hum with out knowledge trade ko open karta ha to per hum ko loss ka elawa kuch nhi ho sakte ha es leya hum ko jab be knowledge nhi hota ha hum ko chaheya ka hum us kaam ko hath be na lagaya to per hum ko achi earning hoge warna hum ko loss hehoge ager hamara pass knowledge nhi hota ha............
                          • #14 Collapse

                            Agar hum forex trading ko without knowledge aur experience ke is mein work kartey hein to hum kabhi bih is business mein kamiyab nahin ho saktey hain kiun keh yeh aik aisa business he keh is mein hamen achey knowledge ke sath hi acha profit ho sakta hey warna kabhi nahin ho sakta.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bhai i agree with u koi bhi bussines hai us mein kamyab hony k ley uska knowledge hona bahout zarori hai. Forex trading tu eik samunder hai iskka jitna knowledge ho kam hai acha trader aur kamyab hony ke ley humien isko ziada sy ziada sekhna chahiey phir trading karni chahiey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X