crude oil aor usdcad ka opposite strong relationship hai kya?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    crude oil aor usdcad ka opposite strong relationship hai kya?
    dear members ab crude oil strong hai aor isky sath usdcad bhi weak hai hai yeh pair bearish move ly raha hai cad aor oil aik sath strong hoty hain iski main kya waja ho skti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    CAD Aur Crude Oil Relationship

    Canada duniya kay top exporters main say aik hay aur United States sab say zaida Canada sy oil import karta hai. US ma takreeban 40% oil canada say import kiya jaata hai. Jiska matlab ha kay takreeban half oil ke zaroirat US Canada say poori karta hai. Yehi wajha hai kay jab market main oil ke demand barhti hai to Canadian dollar strong hota hai jis ka matlab hay kay USDCAD down jaata hai aur Oil up jaata hai esi tarha jab market main oil ke demand kam hoti hai to oil down jata hai aur USDCAD up jaata hai. Esi tarha say jab oil ke prices barhti hai to US dollar ke value bhe kam hoti hai. Ye cheez currency pairs par jin main CAD aur USD shamil hoty hain un par apply karti hai. Maslan jin pairs par main CAD hoga wo currency oil kay up jaany par CAD k mukably main weak hoge. Aur jab oil down jata hai to CAD k mukably ma dosri currency strong hoti hai.
    • #3 Collapse

      sab se pehly ye bat samjny ki hay key crude oil/USD 1 pair hay aur agar USD currency weak ho gi to hi crude oil ki market price up ja sakti hay otherwise market me kesi kisam ki koi khas movement dekny ko nahi milti, USD/CAD pair me USD base currency hay aur esy me agar USD strong ho ga to zahir si bat hay key crude oil ki market down jaye yahi waja hay key crude oil aur USD/CAD kabi be same direction me move nahi karen gey aur hamesha opposite hi jaye gey, USD agar kesi be pair ki base currency ho gi to crude oil ki market opposite move hi kary gi.
      • #4 Collapse

        USA , Canada say oil import karnay wala bara country hai. iss hisab say WTI crude oil aur USD CAD currency pair ka aps mai relation banta hai .
        Ager crude oil ke market mai curde oil ke prices up ja rahi hon tu iss is matlab hai ke USD ko Canadian dollars mai convent kar kay Canada ko oil ke payment kay liye dine hon gaay.

        Iss hisab say jis ager simple baat Karin tu currency pair mai crude oil ke price increase honay ke sath sath USD / CAD mai CAD ke prices increase ho hai hoti hai aur CAD ke demand barh rahi hoti hai.
        Waise b iss pair mai USD hai tu iss ka effect sari commodities per zaroor hota ha , USD ke prices kay kam ya zaida honay ka effect commodities ke market per b zaroor hota hai.
         
        • #5 Collapse

          USA , canada say oil import karnay wala bara country hai. iss hisab say WTI crude oil aur USD CAD currency pair ka aps mai relation banta hai .
          Ager crude oil ke market mai curde oil ke prices up ja rahi hon tu iss is matlab hai ke USD ko Canadian dollars mai convent kar kay Canada ko oil ke payment kay liye dine hon gaay.
          Iss hisab say jis ager simple baat Karin tu currency pair mai crude oil ke price increase honay ke sath sath USD / CAD mai CAD ke prices increase ho hai hoti hai aur CAD ke demand barh rahi hoti hai.
          Waise b iss pair mai USD hai tu iss ka effect sari commodities per zaroor hota ha , USD ke prices kay kam ya zaida honay ka effect commodities ke market per b zaroor hota hai.
           
          • #6 Collapse

            Which currency is Aisi Hoti Hai jinki movement market ke against hoti hai aur kisi ke saath mein Milkar move kar rahi Hoti Hai in ke Darmiyaan competition Bahut Yaad Aata Hai Aur Ek Doosre Ke Saath Milkar Chalti Hai Ek Doosre Ke Saath ek saath karti hai competitions for comparison B hota hai isliye office mein investment bhi kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum bhai crude oil main market ki moment bahut aati hai isliye Hum logo ko currency trading Karni chahiye cryptocurrency ki market mein hoon bahut Hoti Hai Aur Hum Log isme achha bana sakte hain Hum Log Dhayan se trading kariye
              • #8 Collapse

                Forex pe kam karne ke liye aap ko bahut Si Aisi cheez Se Dekhne kab Milegi Jo Ek Doosre capacite working Karti Hai Sabse Jyada important USD Canadian Dollar Hai Jab upper side ki taraf jata tha crude oil ki movement for skin traction Neeche ki taraf Jana start ho jati hai agar crude oil ki movement upset ki Jati Hai to USD Canadian Dollars ki movement Neeche ki taraf Jana start ho jati hai kyun Ye Dono Ek Doosre Ke upset working karte hain market prediction kabhi bhi kisi bhi time par change ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  g bhai him logo ko is ma trading krny sy acha profit bi ho skta ha or hmra account wash bi ho skta ha kau ky oil ma market ki movement bhot fast hoti ha or him logo ko kafi fida or nuksan hota ha is ma
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Dear USDCAD mai jo moment hoti hai aus k hisab se oil bhi move karta hai ais mai asal waja ye hai k Canada mai sab se zayda oil niklta hai aor aus ki currecy agar strong ho gi to aus k sath oil bhi strong ho ga aor agar Cad weak ho ga to aus k sath oil bhi weak ho ga ais liay jab USDCAD move karta hai aor aus mai usd zayda strong hota hai to aus mai ye hai k Cad weak hota hai aor aus ki waja se oil bhi move karta hai aor aus ki waja se faraq parta hai aor oil ki jo moment hoti hai wo to waisy ais ki demand aor supply k hisab se hoti hai jab ais mai demand zayda hoti hai to ais ki price zayda ho jati hai aor jab ais ki supply zayda hoti hai to ais ki price kam ho jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Crude oil aur Canadian dollar (loonie) ka positive correlation ha, matlab agar crude oil ki price increase hoti ha to CAD ki price bhi increase hoti ha. Is ki waja ye ha k Canada k foreign exchange reserves ka bara part crude oil ki sales se ata ha. Canada ki economy crude oil par ziyada tar depend karti ha aur Canada ki tamam industries k muqablay mein 10% ziyada earning crude oil se hoti ha. Canada sab se ziyada United States ko oil supply karta ha, to jab oil ki price high hoti ha to Canada mein Us dollars ka flow ziyada ho jata ha, to us waqt Canada dollars ki value increase ho jai ha.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: crude oil aor usdcad ka opposite strong relationship hai kya?

                        usdcad aik strong major currency pair hai jis ma trading krny ky leay apko Canada ki economy aor technical aor fundamental data required hota hai jub ky is ky sath sath humen USA ki economy ki sate bhi clewr honi chye sath sath apkoin dono countries ki news ka bhi maloom hona chye aor apko trading ky leay in ki strength aor weakness ka bhi ilm hian chye
                        lkn jahan tk bat ha in ky opposite relationship ki to is ky leay humen dekhna hota hai ky Canada ki economy 60 to 70 percent oil oy depend kr rahi hai hivher prices of crude oil best for Canada lkn agr prices low hon to Canada ki currency bhi gir jati hai aor yeh pair uadcad down ana shuru hi jata hai ap ny dekha ky jesy jesy crude process bearish tha cad bhi down tha lkn ab jub crude oil ki price increase hina shuru hu8 ha8n tb sy yeh pair down aa raha hai mtlb cas strong hona shuru ho chuka hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X