Jaiza: economic indicators key base par trading decisions
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: economic indicators key base par trading decisions
    Forex market key strength ya weakness ka andaza to ham fundamental jaiza leny se laga sakty hey es me traders ko jobs data release, retail sales se asani key sath market ki strength aur weakness ka andaza lagaya ja sakta hay, agar ham daily base par economic news ki update raken gey to trading decision leny me hamy bahot asani ho gi esi base par trading karny se traders ko market ko kesi aur angle se analysis karny ki zarorat be nahi ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Economic Indicators Ki Base Par Trading
    G han economic indicators ke base par ham mulkon ke currency kay future ka andaza laga sakty hain aur uski base par ham trading decisions lay sakty hain. Economic indicators currency ke value ko jaanchny kay liey sab sy behtar zariya hain aur en indicator say mulki taraki ka andaza lagaya jaata hai.
    Economic indicators 2 tarha kay hoty hain:
    Leading Indicators
    Lagging Indicators

    Leading Indicators wo hoty hain jin say predict kiya ja sakta hai kay economy kis tarf ja rahi hai aur aany waly wakt main kahan kahri hoge. Leading Indicators ma Manufacturing Activities, Stock Markets, Inventory Levels, Housing Markets aur Retail Sales weghra shamil hain.
    Lagging Indicators wo hain nin say economy main tabdeeli ka pata chalta hai aur monthly ya quarter basis par economy ma tabdeeli ka pata chalta hai. Lagging Indicators ma GDP, Unemployment Rate, Wages, CPI, Interests Rates, Currency Strength aur Trade Balance shamil hain.
    • #3 Collapse

      Dear Forex trading members fundamental news economic calendar currency pairs ki strength ka andaza lagana is ke liye sentiment data I mean to say technical and fundamental data combine analyse karna padta hai Kisi country ki currency ki strength ko analyse karne ke liye aapke paas Gross Domestic Product producer price index consumer price index short term interest rates monitoring policies building permits employment rates unemployment ratio debit credit index private sectors government sectors jobs ratio Central Bank monetary policies inflation in tamaam things ko understand karna bahut important hai Forex trading me fundamental data aapko scheduled economic calendar se time to time release Hote hue study karna Hota Hai
      • #4 Collapse

        Dear jo baat ap ne ki hai Econimic indicator to ais kbary mai aj phli dafa sun raha hu kun k ais k bary mai mainy suna ni hoa aor na hi ais k bary mai mujhy pata hai ye kaisy use karty hai kun k ab ais ko use ni kia hoa to mai ap ko ais k bayr mai kuch ni bata sakta magar jaha tak baat hai econimic calender ki to aus k bary mai pata hai aor aus ko dekh k trading ki hai aor aus k hisab se bandy ko thora andaza ho jata hai k market kis taraf move kary gi aor ais mai kai ho sakta hai magar jaha tak baat hai indicator ki to ais k bary mai pata ni hai aor na hi ais ko use kia hai ab ap ne batya hai to ais k bary mai aj search karta hu aor ais k results check karta hu k ye kaisa result deta hai.
        • #5 Collapse

          Indicator ki forex market Mein bhot hi Zayada ihmeyat Hoti Hai him log indicator ko istemal karte hain or forex market ka trend find krty ha jis ka him logo ko bhit fida Hota ha or him log kafi profit bna skty ha ha ager him log mhnat krty ha
          • #6 Collapse

            Economic indicators ziada tar logon kay liye understand karna kafi mushkil hi aur economic indicators ko proper tareqay say understand karnay ke liye aur phir inn ke base per trading decision laiay ke liye economics ke bohot achi command chaiye ho ge jo ziada tar traders kay pas majood nai hoti hai.

            iss liye economic indicators key base par trading decisions karna har aik kay bas ke baat nai hai. Economic indicators ki base per bari firms aur financial institution he achy decision lay sakty hain jin kay economic advisors alag say b majod hoty hain.
            Han yah baat hai ke kuch economic indicators kafi asan aur samnjhnay mai clear hon tu iss ke base per trading zaroor Karin lakin iss k liye be best practice yahi hai ke pehlay market ka iss economic indicators per reaction check karnay kay baad he trading positions open karna behtreen rehta ha.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Forex market key strength ya weakness ka andaza to ham fundamental jaiza leny se laga sakty hey es me traders ko jobs data release, retail sales se asani key sath market ki strength aur weakness ka andaza lagaya ja sakta hay, agar ham daily base par economic news ki update raken gey to trading decision leny me hamy bahot asani ho gi esi base par trading karny se traders ko market ko kesi aur angle se analysis karny ki zarorat be nahi ho gi.
              Economic calendar Ko Dekhkar trading karna bahut accha hota hai Kyunki is se Hame market mein aane wali news Ka Pata hota hai aur trading karne mein Kafi help mil Jati Hai Hame apne mobile se computer mein economic calendar zaroor karna chahiye jisse Hum achchi trading kar Sakenge aur Hume market Ke Aane wali news ka bhi Pata hoga
              • #8 Collapse

                my dear friends indicator ki waja sy him logo ko bhot sara profit milta ha ager him log acha kamyabi hasil krni ha to phir him logo indicator ki waja sy acha profit hasil kr skty ha forex ma
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: economic indicators key base par trading decisions

                  Forex market main jo bhe news trader hain dosto wo us main technical ko nahe diekhty hian wo sirf news k oper trading kerty hian us main PPI CPI interest rate data ho geaya our us tarha ki our news jo bhe humean different site pay milti hain instaforex ki site k oper aa rahi hoti hain our us main pak forum ki site k oper bhe mil rahe hoti hain hum un k oper trade kr k us main acha profit earn ker sagty hain humean forex main ager acha profit earn kerna hai to news trading k sath sath technical ko bhe diekhna ho ga pher he hum jab news release hoo ge to pher hum sahe say trade pakar k trade ker k acha profit bna pani gay our ager sirf news ki baat ki jeay to pher us pay trade krna mushkil hai humean forex main mehnat kerna ho ge eour her aik cheez ko learn kerna ho ga pher he kamyaabe milay gee
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: economic indicators key base par trading decisions

                    Jis tarhan technical analysis ki importance ha, same fundamental analysis bhi important ha. Fundamentals market ko long time k liye change kartay hain or is waqt liya gaya decision bara crucial hota ha because kabhi kabhi ek single news hi trend change kar deti ha or us waqt wrong decision bohot costly hota ha. Fundamentals mein sab se important data United States ka hota ha, like Unemployement rates, CPI, interest rate decision, NFP etc, to in ko specially dekhnay ki zarurat hoti ha. Fundamentals un k liye ziyada achay hain jo long term trading kartay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X