Gold ki movement??????
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki movement??????
    My dear friends ma AP sub logo sy ya pouch a chata ho ka gold ma market ki movement currency ki nisbt Zayada kau hoti ha is ki reason Kaya ha ya bhot hi jldi up and down Hota ha ???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold Ki Movement

    Forex Trading kay sath sath jo commodities par trading hoti hai us main Gold sare fehrist hai. Kafi trader gold ko es ly zaida pasand karty hain kay gold ke price ma volatility zaida hai aur es ma zaida chances hoty hain kay aap acha munafa kam wakt ma kama sakin.
    Gold ke price 3 wajha say zaida increase ya decease hoti hai
    1. Dollar kay saath relation
    2. Demand kam ya zaida hona
    3. Inflation

    (1). Sab say bari wajha gold ke zaida movement ke USD kay sath relation hai. Kun k gold ke keemat dollars ma hoti hai to dollar ke value up ya down hony sy gold ke value bhe us kay ulat move karti hai.
    (2). Agar gold ka season jesa kay india kay tehwaar ma gold ke sale barh jaati ha to us wakt gold up jata ha. Yani jab demand up jaay ge to value bhe up jay ge aur esi tarha demand down hony sy value down aati ha.
    (3). Jab United States main inflation barhti hai to us kay baad gold ke value kam hoti hai aur jab inflation kam hoti ha to gold ke value up jaati hai.
    • #3 Collapse

      Janab Gold ki Movement zeada hone ki aek Waja to yeh bhi ha keh Dunya men Bari tadad men Rich Persons ko apna Sarmaya Mahfooz karne ka sab se Behtreen aor Baitemad Zariyyah Gold lagta ha aor yon Ammli tor par currency ke badley men Gold Khareed kar Dolat ko mahfooz kartey han Keun keh aap Tasawwar karren keh Gold ka Stock 100 saal baad bhi zarorat parney par bechney keliay Uss dor men ahmiyyat ke Mutabiq Farokht (sell) ho ga Lakin ittney hee Period ke baad currency woh USD ho ya koey bhi aap yaqeen se nahen kah saktey aaj key zakheera shudda 200 $ ho sakta ha zarorat parney par bechney ki soorat men 10 $ ke brabar Result den keun keh kissi bhi Mulk ya Currency ke halat men inqelaab (tabdeeli) aa sakti ha lakin gold ki ahmiyyat har dor aor har ilaqey men Yaqeeni ha lehaza Gold hamesha purkashish aor ahmiyyat ka hamil raha ha insani muashrey men aor yahee cheez iss ko Forex men bhi Ahmiyyat dilati ha aor Big Traders iss ki Trade men Dilchaspi letey han to Movement men izafa hota ha jo Professionals Traders keliay jab jaldi barey (big)Nataeg hasil karna chahtey ha trade par to woh iss ki trades lagatey han jo iss ki movement men izafey ka baes banti ha aor trade men zeada honey ki aek bari aor Ahm Waja yeh bhi ha keh yeh Yaqeeni tor par movement men Dollar ke Mukhalif (against) ha yani Dollar Up ho ga to Gold Down aor Dollar down ho ga to gold yaqeeni tor par Up lehaza yeh pehlo Gold Analysis ko bhi asan banata ha tajarba kar traders keliay to yon bhi iss ka Len Den zeada hota ha Baqee iss ke len den men izafey ki Ahm waja yeh woh Product samangh len jiss Mang (khappat) porey insani muashrey men yaksan aek jesi ha mukhtalif Mazahib aor Rawayat ke hamill dunya ke ilaqon men iss ka har koey ysksan khareedari ka shoqeen ha baqee kissi product ki mang dunya ke har ilaqey men aek jesy nahen kahen bahut zeada to kahen billkull Nahen
      • #4 Collapse

        Bhai jan gold Ek bahut hi risky content hai isliye gold Mein moment Bhi Jyada hoti hai gold Khesari moments dollars period par Hoti Hai Jaise Hai dollar key-value come yaar Jyada hoti hai Gold ke rate mein bahut jaldi bahut zyada farak aa jata hai aur waise bhi dekhaa J2 gold analysis karne k Bina koi bhi order open karna apne aap ko nuksaan karwana ek barabar hai
        • #5 Collapse

          assalamualaikum bhai apka buaht acha sawal hy gold Ek bahut zayada hi risky content hay isliye gold Men moment Bhi Jyada hoti rehti hy
          Gold ki Movement buhat zayada hony ki aik Waja yeh bhi ha keh Dunya men Bari tadad main Rich Persons ko apna Sarmayaa Mahfooz karne ka sab se Behtreen or Batemad Zariyyah Gold legta ha or yon Amli tor pr currency ky badly men Gold Khareed kar Dolat ko mahfooz kartey hain
          • #6 Collapse

            Yes dear jaisy ap ne dekha ho ga k gold par trading karny se hum ko kafi zayda profit aor loss hota hai ais mai ye hai k market humry opposite jati hai to ais mai ye hai k hum ko ais mai agar trade karni hai to lot ka khas khyal rakhna chaye ais mai ye hai k ais mai waisy to market aik range banati rehti hai aor jab market aik side par niklti hai to aus k baad kafi zayda move karti hai aor jab market aik side par move kar jati hai to atni jaldi phir ap ki side par ni aati k ap ais mai se apni trades nikal lo ais liay agar ap ne gold par kaam karna hai to ais k sath stop loss zaror share kary ta k agar ais mai ap ko loss hota bhi hai to thory loss mai ap ki trade close ho jaye aor aus k baad ap ais mai mazeed trading kar ley loss recover ho jata hai.

            Click image for larger version

Name:	Gold H4.png
Views:	1
Size:	49.9 کلوبائٹ
ID:	12319083
            • #7 Collapse

              G han Gold ki movement sirf currencies pairs se hi nahi all pairs se jes me silver, crude oil sab se zeyda fast market gold ki hay gold me koi esa trader trading nahi kar sakta hay jes ka expernice kam ho, gold ki market ko samjny aur observe karny key ley long time ka expernice chaye hota hay jo trader ye samjta hay key demo account me practice key bad wo gold me successfully trading kar sakta hay to me samjta hon key market analyzing ka knowledge na hony ki waja se wo mistake hi kar raha hay account ki safety karni ho to esy pair me hi trading karni chaye jes me risk kam se kam ho.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                My dear friends ma AP sub logo sy ya pouch a chata ho ka gold ma market ki movement currency ki nisbt Zayada kau hoti ha is ki reason Kaya ha ya bhot hi jldi up and down Hota ha ???????
                Gold ki movement Bose Zyada apko market mein baat karne ko Milti Hai Log Yahan Par investment Bhi Karte Hai uski direction nikalte Hain Jab Kisiki direction change hoti hai toh aap apni investment we change kar lena chahiye aapko Yaad Bas Yaad Se Zyada capital market Mein working karne ke liye kya karna chahiye toh Aap Yahan Aaye Kis Liye working kar sakte hai aur accha kaam manage kar sakte hain yahan se
                • #9 Collapse

                  Golki movement aajkal both Speed ke sath downside ki taraf Jati Hai Jisme market Mein investment karna hai Hamare liye bhosdi wala hota hai Hamare Yahan Par experience nahi hota market ka market mein kis site par working Kare Toh Main Yahan Par Kafi earning wala bonus mil sakta hai hum long time ke liye working kar sakte hain Hamare liye Kafi Raga balance generate karne ke liye Kafi Jada important hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki movement??????

                    Forex market mai gold ki movement ziada honay ki main reason gold ki bohat ziada khareed o firookht hai. Gold kisi bhi mulk ki economy ki safety hota hai. Her mulk ki savings gold ki quantity pay hoti hain or isi tarah her mulk apni currencey bhi apnay paas mojud gold ki quantity or uss ki qeemat kay mutabiq rakh sakta hai. Jab koi mulk tarraqi ker raha hota hai to wo mulk apnay reserves hamesha gold say barhata hai kiyu kay gold kabhi zaya na honay wala metal hai. Agar currencey notes jama kiye jaey to wo zaya ho saktay hain magar gold kabhi zaya nahi ho sakta hai.

                    jab big developing countries gold buy kern shuru kertay hain to gold ki demand ziada honay ki wajah say buy ki market bohat up chali jaati hai or sell ki price neechay aajati hai. issi tarah jab market mai gold bohat ziada sell hona shuru ho jata hai to inflation ki wajah say gold ki price sellmai barhna shuru ho jaati hai. Iss liye gold ki movement hamesha bohat ziada or bohat fast hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ki movement??????

                      Market me gold hi esa pair hay jes ki movement kesi be currency pair se zeyda hoti hay es ki koch wajoohat hey, gold ki supply and demand par depend karta hay aur sath me gold ka relation US dollar key sath be hay es waja se agar US dollar par economic news effect karti hey to gold par sab se zeyda es ka effect hota hay aur agar gold ki demand kam ya zeyda hony key sath supply be kam ya zeyda ho jaye to es ka effect be gold par zeyda hota hay agar Gold ki market USD key opposite direction me move karti hay to es ko true nahi samja jata hay es ki main waja gold ki supply and demand element hi hoty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki movement??????

                        ji mere Bhai golki movement shuru se hi nahin all pair per just silver crude oil sabse jyada fast market gold ki hi nahin kar sakta ke jiska experience kam ho gold ke liye hamen experience ki jarurat hoti hai gold ke karne ke liye hamen use karne ke liye long time experience chahie hota hai pahle trade mein gold sar kam karke achcha profit nahin kar sakta hai isiliye hamen ismein jyada se jyada experience kar sakta haigold medals bahut jyada hota hai lekin bahut jyada hota hai kam karna hai to aap log jarur share karte aap ismein thodi uske bad read lost nowisiliye hamen loss se bachne ke liye kya Ham gole padh kar rahe hain to hamen ismein stop loss or profit ki limit sign karni chahie Taki Ham use limit per sake aur apne jyada loss and profit kar saken
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki movement??????

                          Forex trading business may gold ki movement 1600 tak run kar rahi hai aj kal kafi profit hum easily earn kar sakty hain mager hain gold ka pair or lot size select karne may bohat muskil ati hai is liye humian chah Kay gold ki trade lagty hoe hum apne seniors traders say discus kar lyNa chahye ta Kay unki guidelines ko follow kar Kay hum profitable trade lagain or acha profit earn karain market ko analysis karty hoe gold ki trade lagai jati hai aj kal ku Kay gold ki trading say kafi profit ho raha hai tw bohat say trader gold ki trade ko hi prefer karty hain..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X