Jaiza: leverage effects
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: leverage effects
    Forex aur CFD me trading karny key ley investment karny ko hi kinu chose kia jata hay es ka reason me app ko bata deta hon, Forex aur CFD me trading ham esi ley karty hey key leverage ki sahulat hamy di jati hay jes key help ki waja se hamy zeyda investment to nahi karni hoti magar ham profit unlimited earn karny me kamyab zaror ho sakty hey

    jaha leverage hamy zeyda profit earn karny me hamari help karta hay waha par ham zeyda risk leny ki waja se leverage ki waja se hi loss be zeyda kar sakty hey, leverage ka yahi effect hi hamy risk ko reduce karny nahi deta hay aur ham aur be zeyda loss ki taraf chaly jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Effects of Leverage in forex trading:
    Leverage kay positive affects bhe hoty hain aur negative affects bhee hoty hain. Leverage aik aise cheez hai jo kay bohut sy forex trader ko kaam karney par majboor karti hai. Leverage kay istemaal say say ham bht thory wakt main bht zaida profit bana sakte hain. Magar ess baat ko zehan ma rakha jaay k jis tarha ye faida deta ha usi tarha say nuqsaan bhe.

    Advantages:
    (1). Leverage aap kay profits ko bht zaida increase karti hai.maslan agar aapne 1 dollar khareedna hai to aap leverage ke wajha say us 1 dollar sy 1000 dollar khareed kar profit hasil kar sakty hain
    (2). Leverage zaida honey say aapka capital bbt jald increase ho sakta hai. Maslan aapne 50$ ka account banaya to bht jald wohi account 100$ ka ho sakta hai
    (3). Agar market ma kam movement bhe ho to zaida leverage us kam movement say bhe apko bary profits day jaati hai.

    Disadvantages:
    (1). Jis hisaab say leverage aapky profits ko increase karti hai usi hisaab say aapka loss bhe zaida hota hai
    (2). Leverage aapky capital ko jis tarha minutes main double kar sakti hai esi tarha aapkay account ko minutes main wash bhe kar sakti hai
    (3). Agar Leverage zaida hai to thori see movement say bhe bary losses ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Market Mein earning karne ke liye aap ko sabse Jyada Apne account par Nazar Rakhna hoti hai agar aap apne account ko acche se manage kar lenge to aap ko kabhi bhi yahan se nuksan nahi hoga aapko is mainly beverage Ka Pata hona chahiye Jisme live average aapne Kaise maintain rakhni hai agar aap isko manage karna Sikh Jaate Hain To aap apne account ko manage karna seekh Jayenge
      • #4 Collapse

        Jnb aap nain. Bht acha sawal kiya hai pehlay bhi kaafi trader yeah BT kar chukkay hain k leverage bht kanhai bonus account to main aapko batata chalon k aap k account t pr leavrage bilkul bhi asarandaz ni hota balkay yeah aapko mouqa provide karta hai k aap chotay account k sath ziada trade open kar Sakta ho air agar account PR koi cheez assar andaz hoti hai to woh hain lot size agar aap ka account chota hai air aap barhi lot Sir ki selectionkartau ho to aap barhay mushkil main ho q k koi bhi trade agar opposite chali gayi to aapko barha sanho sakta his aur agar account chita hai to wash bhiho Sakta hai..
        • #5 Collapse

          Bhai AP NY bhot achi bath ki ha leverage ki waja Sy him log Kam balance ky sath big trad laga skty ha is leya ager him logo leverage brhty ha to him logo ko fida ho skta ha or nuksan bi ho skta ha is leya him logo ko Socha smj ky trading krni chya
          • #6 Collapse

            Market Mein kaam karne ke liye leave Basic technique is technical share market ko achhe se samajh sakte hai itna Jyada Se Jyada capital invest kar sakte hain Hamare Paas capital Ho Gayaa par techniques ke saath earning kar sakte hai market Mein Hame Pata hona chahiye futures points kitni der ho rahi hai uske sath market investment karte hain market earning karne ke chances increase karti hai aur main market karne ke liye related information generate hoti hai
             
            • #7 Collapse

              Leverage SBI main account ko bahut jyada hone se save Karti Hai Hame kabhi bhi yahan par market ke hone wale risky Se Khud Ko manage kar sakte hain Hame jeetna Zara market Mein management ke liye utilise karna hota hai usse Jyada Main Market Mein kaam karne mein problem score FB karna padta hai hame chahiye kya main market ke baare mein jyada Se Jyada information Le aur kiske saath saath market ka knowledge, calendar earning calendar for laptop performance system Ka Pata Hoga increase ho ga
               
              • #8 Collapse

                leverage


                In forex, investors use leverage to profit from the fluctuations in exchange rates between two different countries. ... Leverage of 200:1 is usually used for positions of $50,000 or less. To trade $100,000 of currency, with a margin of 1%, an investor will only have to deposit $1,000 into her or his margin account
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  leverage:
                  forex trading main leverage wo amount hoti hai jo k broker aik trador ko deta hai trading karny k liye lvearge amm tour par 50% 100% 200% yah k 400% de jati hai or lvearge hmari jitni hoti hai osi hisa se hmain loss or profit hota hai es liye hmain apny expiernce k hisa se lverage set karni chahye q k jitna hum bahtr trading kar skty hain otnhi he hmain lverage set karni chahye jis trah aghr huari lverage zeyda set karty hain tu ess e hmain profit bhi zeyda hota hai or loss bhi zeyda hota hai or kam lverage par ap ko profit bhi kam milta hai or loss bhi kam he milta hai es liye hmain apny expiernce k hisab se lverge set karni chahye jub hum expert tadir bnaty hain tab hmain zeyda lverage k sath trading karny main koi harj nahi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Dear agar ap koi bhi busienss karty hai to aus mai kuch achi baaty hoti hai aor kuch aisi baty hoti hai jin se ap ko nuqsan hota hai aisy hi levrage ki agar hum baat kary to ais mai ye hai k hum ko ais mai zayda levrage mil jati hai jo humry liay faida mand bhi hai aor nuqsan deh bhi hai, agar hum levrage ki baat kary to ye aik lever ki tarha kaam karti hai mean hum thori power lagaty hai aor zayda weight autha sakty hai aisy hi ais mai hai k hum ais mai kam investment kar k zayd bari lot laga sakty hai jab k hum atni lot waisy to laga ni sakty ais liay hum levrage use karty hai aor ap jitna zayda levrage use kary gay ap aus mai atni hi bari lot laga sakty hai aor aus se faida hasil zayda ley sakty hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Forex aur CFD me trading karny key ley investment karny ko hi kinu chose kia jata hay es ka reason me app ko bata deta hon, Forex aur CFD me trading ham esi ley karty hey key leverage ki sahulat hamy di jati hay jes key help ki waja se hamy zeyda investment to nahi karni hoti magar ham profit unlimited earn karny me kamyab zaror ho sakty hey

                      jaha leverage hamy zeyda profit earn karny me hamari help karta hay waha par ham zeyda risk leny ki waja se leverage ki waja se hi loss be zeyda kar sakty hey, leverage ka yahi effect hi hamy risk ko reduce karny nahi deta hay aur ham aur be zeyda loss ki taraf chaly jaty hey.
                      Salaam Alaikum library science aapke account mein depend karta hai ke aap Agar Apna library size Bada Rakhenge toh aap ko kam paise me Jyada profit Hoga lekin Forex Park forum main aapka jolaibari sahi hai aap usse Jyada library size nahi kar sakte Hame affiliate account mein lovely size ko kam Jyada Karne Ki Ijazat nahi hoti Aur Hum ek hi lovely science fair trade kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X