What is harmonic price pattern in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is harmonic price pattern in forex trading?
    Asalamo alikum!

    Friends kesy hain ap sab log?

    Mera sawal ye hai kay harmonic patterns kiya hote hain aur kis tarha ham inko apni trading main use kar sakte hain??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Harmonic Price Patterns:
    Dear harmonic price patterns aise pattern hoty hain jin par ham Retracement kay jesy trade lagaty hain. Maslan ham nay jis tarha Fibonacci Retracement ko read kiya hua hai us main retracmnent kay levels hoty hain issi tarha harmonic patterns bhee hoty hain jin par aap trade laga sakte hain aur un pattern ko daikh kar market main in ya out ho sakte hain. Harmonic patterns bht kisam kay hoty hain:

    ABCD Pattern
    Three Drive Pattern
    Crab Pattren
    Bat Pattern
    Butterfly Pattern


    Ye patterns hain jo kay ap apne charts par daikh sakte hain aur es par trade laga sakte hain. Magar en patterns ke complete honey kay baad he entry leni chahey aur confirmation la wait lazmi karna chahey.
    • #3 Collapse

      Harmonic trading indicator chart pattern me ABC aur D movement ki identification karta hay aur D point es ka market trend reversal point hota hay, Harmonic indicator ko ham ABCD pattren ya three drive pattern ka name be de sakty hey, bullish harmonic pattern me D point par buy aur bearish pattern me sell orders lagna hota hay, harmonic indicators me jesy hi A point se market movement start kar leti hay us key bad B aur C point key bad D point es ka last zone hota hay es key bad indicators clear buy ya sell signal provide karna start kar deta hay.
      • #4 Collapse

        Market Mein kaam karne ke liye sabse Pehle Hame harmonic motions Ka Pata hona chahiye kuch movement market ki is zigzag type ki hoti hai kuch movement market ki harmonic motion type ki hoti hai yeh harmonic motion types Samay market Mein risk level ko Hamare ko kam karti hai aur Hame Hamari account ko Aur Bhi Jyada stronge banati Hai Jis Se main kaam karne mein maza aata hai
        • #5 Collapse

          My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma main is ky bary ma kuch nhi Jata ho is post sy mj ko bhot hi Zayada information mili ha haemonic motion ky related so this is information wali post ha
          • #6 Collapse

            Click image for larger version

Name:	2018-09-14_00h19_30.png
Views:	1
Size:	61.5 کلوبائٹ
ID:	12321192
            Dear ap k samny jo pic hai ais mai harmonic pattren bana hoa hai ais mai ye hai k jab market harmonic pattren banati hai to aus k baad ais mai entry jab lety hai to ais mai 2 tp hoty hai agar hum ne ais mai 1.00 ki lot lagai ho aor jaisy hi market apny tp1 par jati hai to hum ko chaye k hum waha par apni half lot close kar dy ta k jab market thora sa wapis jaye to aus mai humra profit zaya na ho jaye aor aus k baad hum ko remaining lot ka tp 2 par laga dena chaye ais tarha hum humra account bhi safe hota hai magar ais mai trade lagany k liay ye zarori hai k hum ko ais mai achi entry ka wait karna chaye aor jab market order autha ley to hum ko ais mai stop loss bhi lazmi lagana chaye.
            • #7 Collapse

              my dear friends ap ny harmonic price pattern ky bary ma poucha ha mary khayal ma harmonic pattren jib bnata ha to is waqat him log kis bi currency ko buy ya phir sell krty ha to him logo ko is ka fida hota ha or him log achi earning kr skty ha or acha profit bna skty ha
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Forex Mein kaam karne ke liye aapko harmonic patterns ko bhi use karna chahiye Jeetendra aap apni trading main isko utilise Karte Jayenge aap ka confidence ke saath kaam karne ka aur Market Mein working karne ka interest be increased Ho Jayega Jitna Jyada market Mein interest ke saath kaam Karenge aap ke yahan par running karne ke chances before the increase Ho Jayenge aapko chahiye kya Jyada Se Jyada market Mein kaam kare Kaam ke saath saath aap apne account copy manage kare
                • #9 Collapse

                  Re: What is harmonic price pattern in forex trading?

                  dear forex trading main harmonic price patterns technical analysis ka hisa hian aor in ko smjhna trader kay liay faida wali bat hay harmonic chart patterns main abcd pattern , three division patterns , butterfly pattern , bat pattern waghara shmail hoty hain yah sb tools forex trading market main right market main enter aor exit ko smjhny aor market kay right signals ko find karnay main help daty hian kion kah yeh sb technical analysis ka hisa hian aor in ko chart frames main use kia jata hay aor in ko use kar kay trader forex trading market main right trading kr skta hay aor trading main yeh analysis important hay kah trader market main analysis right ways say kary aor jo analysis trader kay liay profitable ho jo easy smjh main a rhi ho trader us ko use kia karay aor harmonic price patterns bhi ap try kr skty hian agr is say ap market ko analysis kar skty hian to ap ko boht faida trading main yeh harmonic price patterns day skty hian.
                  • #10 Collapse

                    Re: What is harmonic price pattern in forex trading?

                    Assalamualaikum bhai kaise hain aap ne Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai aapne bilkul theek kaha ke Harmonic trading indicator chart pattern me ABC aur D movement ki identification karta hay aur D point es ka market trend reversal point hota hay, Harmonic indicator ko ham ABCD pattren ya three drive pattern ka name be de sakty hey, bullish harmonic pattern me D point par buy aur bearish pattern me sell orders lagna hota hay, harmonic indicators me jesy hi A point se market movement start kar leti hay us key bad B aur C point key bad D point es ka last zone hota hay es key bad indicators clear buy ya sell signal provide karna start kar deta hay. Mujhe yakeen hai ki aap aur main aapke is Baat se bilkul Ittefaq Karti Hoon Shukriya Allah Hafiz
                    • #11 Collapse

                      Re: What is harmonic price pattern in forex trading?

                      Harmonic buying and selling indicator chart sample me ABC aur D motion ki identification karta hay aur D point es ka market fashion reversal factor hota hay, Harmonic indicator ko ham ABCD pattren ya 3 force sample ka call be de sakty good day, bullish harmonic sample me D point par purchase aur bearish sample me sell orders lagna hota hay, harmonic indicators me jesy hi A factor se market movement begin kar leti hay us key awful B aur C point key awful D point es ka final sector hota hay es key awful signs clean buy ya promote signal provide karna start kar deta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: What is harmonic price pattern in forex trading?

                        humery pass kafi knowledge available hain jin k oper trade hum forex main technical analysis ker k kerty hiann jes main price action hai pher us main vsa hai pher us main elliott wave hai same dosto us main harmonic pattern ki bhe boht importance hai ye humery pass ABCD pattern shark pattern Alt bat pattern Alt pattern butterfly pattern hain us main total dus hain bus famous jo normal our kafi market main bar bar bantay hain wo yahi hain un ko draw ker k hum ache trade lay sagty hain fibo ko tool ko istimaal keaya jata hai jo k accurate result deta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: What is harmonic price pattern in forex trading?

                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main harmonic pattern both best ha us sy hum easily samj sakty Han k market kase or kdr move kar sakti ha is 4 point hoty gan Jin ko A B C D ka nam dea jata ha agr market up ja rehe ha to A point nechy st strat ho ga or upar jay ga or upar sy nechy ay ga to wo point B ho ga phr jab market nechy aay ge jahan tak aay ge wo point C ho ga wahan sy phr market up jay ge or jahan tak jay ge wo point D hota ha or wahan sy market confrim trend change karti ha or down ana start Kar dati ha is ley hum is sy easily market movement ko samj sakty Han or trading kar sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: What is harmonic price pattern in forex trading?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedTrader پيغام ديکھيے
                            Asalamo alikum!

                            Friends kesy hain ap sab log?

                            Mera sawal ye hai kay harmonic patterns kiya hote hain aur kis tarha ham inko apni trading main use kar sakte hain??
                            Harmonic price pattern egg geometric price pattern Hota Hai Jis Mein Aage fabric Uni numbers Ka darja Diya jata hai aur ja common trading methods K ulta hota hai Harmonica trading co mustakbil ki Niklo Harkat ki peshkash karne ki koshish Aane Wale Chandra Misal on mai aap dekh sakte hain ke harmonic kimat Titan forex market Mein Saanson ki jarurat ke liye istemal Kiya jata hai Jaisa ke 0.38 to comma 0.50 1.41, ya primary ratio aur Market ki movement Ki Tarah Se kaam karta hai aur yah
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is harmonic price pattern in forex trading?

                              ye kafi mashahoor pattern hain jes main shark pattern banta hai butterfly hai ABCD hai Bat pattern hai ye sab harmonic hai but un ko draw kernay k do tarikay hain aik to app us k leay indicator use ker sagty hain jo k app ko easily internet k oper free main available hoty hain dosra us main ap fibonnaci tool ko use ker k jo us ka proper tarika hai us k mutabik draw ker sagty hain oru pher trading say acha profit our secure earn ker sagty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X