Jaiza: market gap
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: market gap
    Market Gap

    Market me gap key sath market kinu open hoti hay aur gap kinu banty hey esi ka ham jaiza lety hey, market me gap previous market price aur next day key price me difference ki waja se ata hay, aur agar ye price level zeyda large hon gey to market me gap be bahot hi zeyda aye ga, market me gap ya to big news release hony key bad banta hay ya week key end par kesi be din jab market close ho jaye to us key bad big gap ban jata hay jes ko kesi be time frame me deka ja sakta hay, gap any key bad traders ki strategy tend following ki hi honi chaye.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	2
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12462323
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market share the movement Karti Hai market come new car movement Karti Hai Hame Aksar sunne Mein watch karne mein Aata Hai isliye market ab kabhi bhi kisi bhi site par koi BF nahi chodti hi long time ke liye working Karti Hai Isme isme long time ke liye score watch kar sakte hain isme se kuch na kuch Idea nikal sakte hain phir aap ki investments se boli Jati Hai
    • #3 Collapse

      Dear ap ne pehly hi ye jaiza pesh kar diya ha aur mane reply bhekiya hua ha.
      Please check link http://investsocial.com/ur/showthread.php?...za-Market-Gaps
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedTrader پيغام ديکھيے
        Dear ap ne pehly hi ye jaiza pesh kar diya ha aur mane reply bhekiya hua ha.
        Please check link http://investsocial.com/ur/showthread.php?...za-Market-Gaps
        Yes dear ye posts bahi ne pehly kar de hai. Aur mane bhi eska answer kia ha.
        • #5 Collapse

          Assalamu Alaikum bhaiya Ne bahut accha question Pucha Hai Ke market gap kya hoti hai Tu Mera Bhai Main Aapke Paas Hai bilkul agri kiya hai aur mere pyar mein agar Hum Log market Gaya aapko samajh Lete Hain To Hum logon ko bahut hi jyada profit mil sakta hai isliye sabse pahle Hum logo ko market cap ko samajhna chahiye Humko trading krni chahiye
          • #6 Collapse

            dear members market jub bhi gap krti hai to yeh weekend ky bad start ma gap dekha jata hai iski sold reasons hain
            agr to koi bhi activities ya uncertainty ho weekend py to market jub open hoti hai to gap ma jati hai
            c
            e.g. jesy france ky elections ky bad eur aor pound ny gad sy bullish start loa aor currency gap fill nhi hua
            isky elawa liquidity gap ka reason bnti hai jub bhi liquidity market say ghaid yehni kch points py miss hoti hai to wahan market gap kr jati hai jahan py traders ki lot open nhi hoti keun ky apko maloom hona chye ky market ki movement ky leay liquidity ki zarorat hoti hai jub liquidity je na ho to market phr move nhi kr pati
            • #7 Collapse

              Market mein gaps ban'nay ki waja ye ha kay beshak forex market weekend mein close ho jati ha, lekin haqeeqat mein market band nahi hoti balkay ye traders kay liye available nahi hoti aur worldwide banks, financial institutions open hotay hain aur wo lein dein kartay hain, jis ki waja se closing price se actual price increase ya decrease ho jati ha. Ab jab forex market Monday ko open hoti ha, to price kay increase ya decrease ki waja se Gap up ya Gap down ho jata ha. Gaps usually jaldi fill ho jatay hain, matlab market wapas closing point tak ati ha, aur ye trade open karnay ka sab se acha waqt hota ha.
              • #8 Collapse

                Market Mein working karne ke liye usko Samay Naraz Nahi Hota Hai market Mein sometimes kaafi Jyada gap create Ho Jata Hai Jiski wajah se market ki movement maker Pizza difficult difference aa jata hai is difference Ko Jitna Juda Ho sake aapko chahiye kya aap isko remove kar le Jaise aap isko remove kar lenge aap apko working karne mein Asani ho jayegi
                • #9 Collapse

                  Dear market mai gap kun aata hai ya ais mai kaam kaisy karty hai ais mai ye hai k hum ne dekha ho ga jab aik candle close ho aor aus k sath agli candle open ho to aus time gap show ho raha hota hai ye tab hota hai jab market bahot hi zayda fast ho aor ais mai ye hai k weekend par jab trade close hoti hai to aus k baad agar market open hoti hai to aus mai bhi ye dekha jata hai k market gap se open hoti hai aor aus mai ye hai k zayda tar market gap ko cover karti hai ais liay agar ap ne dekha hai k market weekend k baad gap se open hoi hai to ap aus mai enter ho jaye aor aus mai se ap ko jitny pips milty hai wo ley le wo to market ne gap cover karna hi hai aus k baad agy move karna hai.
                  • #10 Collapse

                    my dear brother ager him logo ko forex market ma trading krni ha to phir him logo ko forex ky bry ma jana hota ha jo ky him log pakistan forex forum sy jan skty ha or apny knowledge ma ezafa kr skty ha is tra him logo ko forex ma kafi experience hota ha or him log profit hasil kr skty ha
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Market Gap

                      Market me gap key sath market kinu open hoti hay aur gap kinu banty hey esi ka ham jaiza lety hey, market me gap previous market price aur next day key price me difference ki waja se ata hay, aur agar ye price level zeyda large hon gey to market me gap be bahot hi zeyda aye ga, market me gap ya to big news release hony key bad banta hay ya week key end par kesi be din jab market close ho jaye to us key bad big gap ban jata hay jes ko kesi be time frame me deka ja sakta hay, gap any key bad traders ki strategy tend following ki hi honi chaye.
                      [ATTACH=CONFIG]5133[/ATTACH]
                      Assalamu alaikum bhai jaan maa ke Bachche tarike se remove kar rahi hoti hai Tu Jab Koi baat ko bi karta hai tu usne difference aaya tha hai aur uska rate hi ho jata hai lekin Jab uski market Mein values kam hoti hai ya bhaiya aur Sali ke Darmiyaan Baatein Chalti rehti hai aur Chale aur bhai nahi hota Jiski wajah se market mein kya pata hai aur kya haal hai gav ki actual Baja Tu Mujhe Maloom Nahi Hai par mere Undertaker Amitabh Jo Main jawab Diya Hai Shayad Wohi Ho
                      • #12 Collapse

                        Gap charts par bannay walay patterns hain jahan ek price bar aur dusri pinbar k darmeyan empty space hota ha. Gaps unexpetedly bantay hain aur yahi waja ha k 2 price bars k darmeyan trading nahi hoti. Gap tab bantay hain jab closing days aur opening days k price mein farq ho. Ye farq is liye ata ha k forex market weekend par band ho jati ha lekin banks aur dusray idaray khulay hotay hain, wo aps mein transactions kartay hain jis se price par farq par jata ha. Agar ye farq bohot ho (for example kisi news ki waja se), to next day price gap se open hoti ha. Gap usually fill ho jatay hain.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Market Gap

                          Market me gap key sath market kinu open hoti hay aur gap kinu banty hey esi ka ham jaiza lety hey, market me gap previous market price aur next day key price me difference ki waja se ata hay, aur agar ye price level zeyda large hon gey to market me gap be bahot hi zeyda aye ga, market me gap ya to big news release hony key bad banta hay ya week key end par kesi be din jab market close ho jaye to us key bad big gap ban jata hay jes ko kesi be time frame me deka ja sakta hay, gap any key bad traders ki strategy tend following ki hi honi chaye.
                          [ATTACH=CONFIG]5133[/ATTACH]
                          Assalamu Alaikum bhaijaan market Mein gav ki wajah tum mujhe Sahi tarike se Maloom Nahi Hai Lekin Aisa Lagta Hai Ke Jab ek baar Kisi cheez ko buy Karta Hai To Uske jitni Jyada by Bally Hoti Hai uski value be bad jati hai aur Jab Koi kharidne wala nahi hota to ASCII value kam ho jati hai aur Agar ISI tarike se dono ek barabar Jalte rahe hai to market Mein Gaya jata hai aur Baki friend ke baare mein experience wale log hi bata sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Jnb aap nain bht a hi bt ki hai to main aapko batata chalon k market haftay main 5 din open rehti hai jis main aap 24 ghantay trading kar saktay ho aur kisi bhi session main yeah facilities aapko forex provide karta hai q k bht saray mumaalik aisay hain Jin main Saturday and Sunday ko chuti hoti hai jiski wajah sat market bhi close hoti hai sirf trader k liye lakin actually market weekend pr bhi move karti rehti hai jiski wajah say itna gap aa jata hai Monday k graph main to iska best solution yeahi hai k aap Friday night ko apni tammam trades close kar dain aur Monday ko dobara open karain..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jnb aap nain bht achi BT ko hai Saturday and Sunday ko bht Sarah country main q k market close hoti hai aur holidays hoti hain to us din koi bhi trader koi trade ni laga skat a lakin market ussi hissab say move karti rehti hai air jub market ussi hissab say move karti rehti hai air trade koi ni lagata to in do donon ki wajah say gap aa bata hai Monday ko jub market open hoti hai is liye humain chaye k market k opening and closing time main bilkul bhi trade nan karain q k yeah bht dangerous hai account k liye ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X