Jaiza: Hawkish Aur Dovish Central Banks
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Hawkish Aur Dovish Central Banks
    Jab central banks interest rates kay baary mein decisions lety hein to wo ishaara dete hn k wo rates increase karin gy ya maintain karien ge ya phir decrease karne wale hn.

    Hawkish:

    Jab central banks iss tarha ka ishaara dein k wo inflation ko control kerne chahte hain ya increase hone sy bacahana chahte hein to wo interest rates increase karne ka ishara hota ha aur iss ko hawkish kehte hein.

    Dovish:

    Jab central banks iss tarha ka ishaara dein k interest rates decrease karne wale hein to issko dovish kehty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh Dono banks bahut jyada important Bank hai ye banks market mein aane wali news ke hisab se aur Market Mein Hone Wali movement ko acche se control karte hain ye inflation Audi valuations or capital coaches mens karte hai aur Market Mein long time earning karne ke liye Apne consumers ko Kafi Zyada facilities provide Karte Hain
    • #3 Collapse

      mery bhai apki maloom hona chye ky forex trading ma short term interest rates news bht important aor dangrous news hoti hai is ma apko bht carefully trading krni hoti hai apko yahan py trading ky knowledge sy kam chlana hota hai
      hakish tone ma.currency strenght pkrti hai aor optimistic approach hoti hai apko smjh lena chye ky related currency bullish ho jay gi
      jub ky dovish tone ma market ma currency down ho jati hai mayossi ki naveed hoti hai aor related currency pairs bearish ho jaty hai currency down hoti hai
      forex trading ma humen trading ky gur maloom hona chahiye ta ky hum achi trading kr sken
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum aap ne Hum Logon Ko Main Hoon ke baare me bataya Hai Humko Aap Ki Baat se agri Karte Hain Mere Khayal mein aapne bilkul ek baat ki hai yeh bahut hi jyada in Patna isliye Hum Log hona chahiye
        • #5 Collapse

          Dear bro apne bht achi information de hay. Mujhy aaj taqreeban 6 month say zaida ho gy hain mane aaj tak ye terms kay baary main read ni kia ka kiya hoti hain. Magar mane ye terms suni zaroor hain jab Feds ny apna interests rates ka baary main FOMC meeting ke the us meeting main unhon nay decide kia tha kay wo interest rates increase karney waly decision ko maintain karin gy to us time mane ye word hawkish aur dovish suna tha lekin mujhy ye nai pata tha k innka meaning kia ha aur ye terms kis maqsad k ly use hoti hain.
          Hawkish term last time feds ny use ki the aur last days main Donald trump ke taraf say aik tweet aai jis main us nay zikar kiya ka agar fed dovish ho jaain aur apna interests rates increase na karin to un ki stock market kafi ooper jaa sakti hai. So mujh us time bhe ess baat ke understanding ni hui magar abi main enn terms ko samjh gya hun aur us k liey apka shukriy.
          • #6 Collapse

            in dono banks ki bhot hi zayda importance ha hamri forex market ma kau kau ky in dono bank ka forex market ma bhot hi zayda ihm krdar hota ha is leya him logo ko is ko follow krna hota ha is leya him logo ko bas mhant krna chaya zayda
            • #7 Collapse

              Yahan Par market related Kuch Aise banks hai jo market ki movement ke sabse Apna interest rate for isko manage Karte Hai Apna Ragni 20 ke sabse mehnge Karte Hai long time working Karne Wale banks hote hain ye banks kabhi aap ko nuksaan Mein Jane nahi Denge jahan tak ho sake aap ke liye Jyada Se Jyada balustrade Karenge aap ko Masjid information provided Karte Jayenge isliye is ke sabse kam kare
              • #8 Collapse

                Kisi bhi mulk ki economy ko stable rakhna central banks ki zimidari ha aur wo aisa aik policy kay tehet kartay hain jisay Monetary Policy kaha jata ha. Agar central banks ye ishara dein kay wo Interest rate ko Increase karnay walay hain, to is se currency stable hoti ha, economic growth slow hoti ha aur inflation nahi barhti. Is ko Hawkish kaha jata ha. Agar central banks ye ishara dein kay wo interest rate kam kar rahay hain to is ka matlab currency par manfi asar, economic growth mein tezi, aur deflation ka control ha. Is ko Dovish​ kaha jata ha.
                Central banks rates barhanay se pehlay press conference kartay hain aur us mein hawkish ya dovish ishara hota ha, jis se market mein movement ati ha aur traders hawkish ya dovish kay nateejay mein honay wali changes par trade kartay hain lekin actual decision mukhtalif bhi ho sakta ha, jis se market mein yak dam change aa jata ha, aur bohot se traders ko bara loss ho jata ha.
                • #9 Collapse

                  Dear ap ne jo baat ki hai Hawkish aor Dovish central banks k bary mai ain k bary mai aj tak mujhy ni pata tha aor na hi mujhy pata tha k ain se market par koi faraq parta hai ap ki aj post parh k pata laga hai k central bank mai ye 2 bank hai jo kafi zayda important hai agar hum ye sari baaty dekhy to ye fundamental trader ko pata hoti hai aor aus ko ye pata hota hai k agar hum ne Usd par kaam karna hai to aus se releted kon kon si cheazy hai jis se aus par faraq par raha hai aor wo kis waja se strong aor weak ho sakta hai agar ye sari baaty phly se pata ho gi to jaisy hi koi change aye gi banda jaldi se trade laga k zayda faida autha sakta hai ais market se.
                  • #10 Collapse

                    Jnb ap nain bht achi baat share ki hai aur do achi terms k baray achi information share ki hai yeah sub k liye helpful hogi khaas tour pr un trader k liye Jo k fundamental analysis k zariye trade open kartay hain ya close kartay hain waqia kisi bhi mulk ki currency ko control us k Central banks kar rahay hotay hain Jub bhi ksi mulk ki Curduncy up ja rahi hoti hai to woh interest rate main bhi izafa hota jata hai niska matlb hota hai k isko economy strong ho rahi hai aur buy main order laga dai. Jub k Jub kisi mulk k central Bank k interest rate down hun to uski Curduncy bhi down ja rahi hoti hai Jo k sell ilamat hai...
                    • #11 Collapse

                      bhai mary kahayl ma Central banks rates barhanay se pehlay press conference kartay hain aur us mein hawkish ya dovish ishara hota ha jis se market mein movement ati ha phir him log is time trading kr ky acha profit bna skty ha
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Dovish aur hawkish central banks, central banks ki report mein tone ko kehtay hain Central banks kisi bhi mulk ki economy ko shape detay hain aur interest rates, inflation deflation ka control, valuation aur devaluation jesay important kam kartay hain, to jab central banks ki meeting hoti ha to traders un ki taraf bohot ghor se mutawaja hotay hain kyun k central banks ki report ki roshni mein market move karti ha. For example, agar central banks ki speech mein chairman ki tone aggressive hoti ha aur w rates barhanay ka kehtay hain, to is ko hawkish kaha jata ha aur is se mulki maeeshat par achay asaraat hotay hain. Agar rates cut karnay ka kehtay hain to ye Dovish kehlata ha aur is se mulki maeeshat par manfi asar parta ha.
                        • #13 Collapse

                          Jnb aap nain bht hi achi information share ki hai main bhi aap say agreed karta hun isko him fundamental analysis keh saktay hain fundmanetal analysis main banks ki news shamil hoti hain is ki movements do qisam ki hoti hai hawkish and dovish type jub bhi ksi milk ka bank interest increase karta hai mulk ki economy ko stable karnaij k liye to isko hawkish kehtay hain agar woh isk. interest rate ko kam karray to isko dovish movement kehtay hain donon ka mqsad apnain mulkii economy ko strong rakhnan hota hai..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Hawkish Aur Dovish Central Banks

                            forex aik real business hain hum is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ma apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik amm business ke nisbat bohat acah business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain or acha bonus earn kar lety hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalk sahmil hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X