apka favorite indicator kon sa hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apka favorite indicator kon sa hai?
    dear traderz apka favorite indicator kon sa he uska usage aor importance discuss kren images ky sath demo bhi share kren...?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear sab se pehli bat to ye hay key me kesi be indicator ko zeyda ehmeyat hi nahi deta es ki 1 waja to ye hay key economic news kesi be technical analysis ko fail kar sakta hay hamy market news par hi depend karna ho ga, koi be indicator profitable signals nahi de sakta hay magar moving average ya market oversold aur over brought, RSI, jo be indicator ho signals calculation se hi provide karty hey magar hamary ley economic calendar se behtar aur koi be indicator nahi ho sakta hay jes me real time me different events ki waja se hamy buying selling ideas mil sakty hey.
    • #3 Collapse

      Market indicators ko create karna bahut jyada important hota hai agar aap Yahan Par moving average ke sabse working karte hain to aapko Yahan Se Kabhi Bhi nuksaan Nahi Hoga aap ke yahan se running karne ke Chand Jisko Jyada increased ho jayenge ho raha Pyaar Karoon Kis Ko Jyada Se Jyada time day for long time working Kat Jaye
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
        dear traderz apka favorite indicator kon sa he uska usage aor importance discuss kren images ky sath demo bhi share kren...?
        80% use hine wala indicator:
        Dear brothers jahan tak main ne note kia hai to sab se ziada use hone wala indicator moving everg hai moving everg ko maximum traders use krte hain aur iske Hamm trading men results bhi baqi indicator se best milte hain isliye main smajhta hoon k sab se best indicator moving everg hi hai...
        Indicator pe depends krna kesa hai:
        Trading k liye bahot se log different kinds k indicator ko use krte hain hamen trading k liye fully tor pe indicator pe depends nhi krna chahiye q k jab ham fully tor pe indicator pe depends rhen ge to ham loose ho jaen ge q k koi bhi indicator hamen hundred percent results nhi de sakta hai isliye hamen fully depends nhi krna hai..
        Indicators se confusion:
        Dear brothers agar ham chart oe bahot se indicators ko use krte hain to hamen har indicator aik apni price valu bta rha hota hai jiski waja se ham confusion ka shikaar ho jate hain isliye hamen chart pe aik se ziada indicator ko use nhi krna Chahiye...
        • #5 Collapse

          Dear main aapko BT say bilkul agree karta hun is waqat bht say indicator kaam kar rahay hain had aikki apni aik aik quality hoti hai but dost main aapko batata chalon koi bhi indicator leading ni hota balkay had indicator lagging hai air yeah khud market ko follow kartay hain is liye humainmarkeet ko khud analyse karnan chaye ta k exeact entry poi t say hun trade laga sakain PR agar in sub indicator main say say best ki BT karain to to moving average say koi bhi best ni hai q k is main trend ka andaza laganan bht easy ho jata hai air is k zariye him easily trend ko identify kar Sakta hain air jub trend main trade lagaye jaati hai to maximum profit hi hota hai...
          • #6 Collapse

            Bollinger band favourite iindicator
            dear forex trading forum members Assalamualaikum bhai meri favourite indicator bollinger band hai is ma three bands use hoty hain
            1. upper band
            2. middle band
            3. lower band
            in bands ko dekh ky apko market ki next move ko predictions milti hain is ma ap koi bhi time frame use kren to aoko iska acha result mil skta hai apko jub indication dekhy ky market lower band ko break kr ky koi candle bhr close ho chuki hai to apko usi time next closing candle ko dekhna hota hai agr to next candle usky ult ho to apko wahan py reversal entry leni chye lkn stoploss aor take profit must use kren is sy apko behtr result mily ga
            aisy he jub candle upper band ko break kr ky bhr close ho to next ka wait same jesy oehly btaya
            is ma ma apko images sy smjhany ki koshish krin ga
            • #7 Collapse

              Bahut Log Yaha par kaam karne ke liye moving average indicator score use karte hain Aise Logon Ka Ye favourite indicators Hai Mera BA sabse accha wala indicator se viski aap se bahut pyar karta hoon ki help se kaam karta hoon market direction Bihar Se Uske sar se baat kar Leta Hoon Ki market ki aaj kal kya chal rahi hai hum kahan se investment kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Salam forex users marketing kailiye mukhtlif qism k indicator use hoty hain kuch middle aur kuch high level k hoty hain istrah apple bhi 1 market indicator ha jo normal ya moving value hoti ha us k ooper ya neechy aany ki indication deta ha agr moving value se ooper jy tu ye buy ki indication deta ha istrah agr moving value se neechy ay tu sell ki option ya indication deta ha market ma aur bahut se istrah k indicator hain jin ka maqsad bhi yehi indication dena ha ta k kisi kism k nuqsan se bcha ja sky
                • #9 Collapse

                  Bhai him log jtni Zayada mhant krty ha him log Itna hi zayada profit hasil kar skty ha is leya him logo ko zayada sy Zayada mhant krni chaya ta ky him log acha profit bna sky or jtni zayada mhnat krty ha Itna Zyada profit bna skty ha him logo ko mhnat krni Chaya
                  • #10 Collapse

                    Dear waisy to ais market mai ap ne dekha ho ga kafi zayda indicator hai jin par hum trade laga sakty hai ais market mai mujhy 2 indicator bahot hi pasnd hai aor jin ko mai apny chart par use karta hu ais mai aik to bollinger band hai aor dosra ais mai RSI hai jab market bollinger band mai upper band ko touch karti aor Rsi 70 se oper ho to aus time hum ko sell kar dena chaye aor jab market bollinger k lower band ko touch kar rahe ho ya aus se bahir nikal aye aor sath Rsi 30 se nechy ho to hum ko ais mai buy laga deni chaye kun k aus time market over sold hoti hai aor yaha se market lazmi up jati hai ye simple se indicator hai aor ain par trade bhi kafi achi mil jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k konsa analysis best hai yeah aapki trading ablilty pr depond kartay hain har aik ki apni soch hoti hoti hai aur har aik indicator pr kisi ki grip ni hoti lehaza har koi aik indicator aisa hota hai jis pr usko sahi tajarbabhota hai woh us or kaam karta hai to main aapko bhi yeahi advice karo ga k aap khud bhi koi aisa indicator select karain jis pr aap ziada say ziada practice karain demo account or us k related knowledge ikathi karain aur jitna experience gain kar sakkain karain.
                      • #12 Collapse

                        my dear friends ager him log indicator ko istmal krty ha to phir him log acha profit bna skty ha is ky leya him logo ko bhot kam time dana hota ha indicator ko or phir him log kamyabi sy trading kr skty ha
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Mera favourite Indicator kon sa hai:
                          Mera jo sab say zaida favourite Indicator hai wo bolinger band hai kun kay us main aapko aik clear signal milta hai kay market up ja rahi hai ya phir market range main ghoom rahi hai ya down ja rahi ha. Jab tak aapko clear indication nazar nahi aati Bollinger bands par aap ko koi signal nahi milta ha. Aur jab market wahan say aik side main move karna shuru karti hai to us wakat aapko aik clear signal mil jaata hai kay ab market ny aaya k up trend pakra hai ya down trend pakra hai. Aur mazay ke baat ye hai us main aapko take profits aur stop loss bhe lagany main asaani milte hai. So main aapko bhe kahun ga kay Bollinger bands par aap kaam karna seekhin aur us say zaroor benefit hasil karen.
                          • #14 Collapse

                            dear friend forex mein apko bohat say indicators ka istamal bhe behtar nahi ha tabhi chart ki samajh nahi ati or mera sab say favorite indicators ha wo rsi ha or mein is kay sathor bhe indicators ko passand karta houn jesy kay forex mein mcad ha or billinger band ha is liye lekin forex mein acha experience acha balance backup or then achy tools jesy kay indicators bohat he help karty hein market ki movement ko judge karna bataty hein lekin ye market ko 100% judgement right nahi hoti is liye lekin indocators ko agar long term trading kay liye use kiya jaye to bohat he acha profit earn kiya ja sakta ha is liye rsi indicators sab say best ha lekin agar ap ye 3no indicators ko apny chart py lga lein to bohat he acha profit earn kar sakty hein in ki help say or ye bohat he acha indicators heinClick image for larger version

Name:	125.png
Views:	11
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12321479
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Main friend us main aik to standard khuch mt4 k indicators hain wo use kerta hoon our sath main khuch main nay downloaded indicator use kerta hoon koin k pher he meri jo strategy hian wo achy say work kerti hai main RSI ko use kerta hon koin k ye divergence boht ache dita hia our us k sath main support and resistance k leay aik purchase indicator use kerta hoon our sath main us main Pivot point our support S1 and S2 and S3 k leay our sath main wo mujhey 3 resistance level btata hai forex main jab tak app combination main koi cheez use nahe kerty hian tab tak humean achey results nahe miltay hian main app ko screen short main share kerta hain hoon indciators ki madad say main aik to normal entry lay k trade kerta hon our pher sath main big lots entries k oper bhe trade lta hoon our sath main long term bhe trade kerta hoon sab k leay meri strategies alag hain our us say mujhey kafi achy results milain gay
                              منسلک شدہ فائلیں

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X