Jaiza: Types of traders 1: Scalpers
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Types of traders 1: Scalpers
    Scalping wo trading hoti hai jis main traders zaida trades open karty hain aur unka profit target long term traders kay muqablay main kafi kam hota hai aur wo traders thory profit wali zaida trades daily basis par karte hain.

    Aap achy scalper ban sakte hain agar:
    Aap ko lamby arst kay liey trades ko open rakhna acha nahi lagta ya aap wait nahi kar sakte.
    Aap ko jaldi aur sahi decision thory time main lenay main koi preshani na ho.
    Aap apne analysis chart par lamby time ka liey daily ke buniyaad par kar sakte hain.
    Halaat kay tabdeel hony par aap jaldi aur achy decisions halaat k mutabiq ly sakte hain.

    Scalpers mostly busy time kay wakt trading karte hain jis main market movement fast hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bbhai ager him logo ko lamby arrast kay liey trades ko open kr ky rakhna acha nahi lagta ya aap wait nahi kar sakte to phir ap ko scaplers ko istmal kr waqat trading krty ha or profit bna skty ha is ma mhnat kam lagti ha
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Scalping wo trading hoti hai jis main traders zaida trades open karty hain aur unka profit target long term traders kay muqablay main kafi kam hota hai aur wo traders thory profit wali zaida trades daily basis par karte hain.

      Aap achy scalper ban sakte hain agar:
      Aap ko lamby arst kay liey trades ko open rakhna acha nahi lagta ya aap wait nahi kar sakte.
      Aap ko jaldi aur sahi decision thory time main lenay main koi preshani na ho.
      Aap apne analysis chart par lamby time ka liey daily ke buniyaad par kar sakte hain.
      Halaat kay tabdeel hony par aap jaldi aur achy decisions halaat k mutabiq ly sakte hain.

      Scalpers mostly busy time kay wakt trading karte hain jis main market movement fast hoti hai.
      Scalping kia hai:
      Scalping ham trading men uss method ko kehatkehate hain jismen ham short term trading krte hain yani k ham kam titime men trade ope kr k uss profit lete hhain aur phir usse close kr dete hain iiss tarah se trading ko hham scalping kehte hain aur mere kahayal men ye tareqa trading k liye manasib nhi hai hamen iss tarah ki trade na krna hi behtar hota hai...
      Scalping k nuqsanaat:
      Ham jab trading men scalping se trade open krte hain to uss waqt hamara lot size big hota hai ham uss waqt big lot size k sath trade open krte hain agar uss waqt hamari koi trade loss men challi jay to hamara kafi nuqsan ho jata hai isliye main iss method ko better nhi smajhta hoon
      Main smajhta hoon k agar ham daily basis pe trading kren to ye hamare liye best hota hai q k ham apni trades ko acha handle kr lete hain
      • #4 Collapse

        Forex trading ma scalping bohot he profitable trading technique hai . scalping mai traders apni positions bohot he short duration kay liye open karty hain aur profit ya loss ke sorat mai apni trades jaldi close kar daite hain . iss trah say scalpers din mai kafi tadad mai apni trading strategy ky hisab say trades karty hain. Scalper kay pas ager achi trading strategy ho aur woh jaldi mai achy decision lay sakty hain tu phir scalping traders kay liye bohot he ziada behteern option hai. maire khayal sya scalpers baqi traders say ziada earning karny kay qabil hoty hai ager woh achy scalpers hon tu. Lakin iss ke sath sath yeh batana b zaroori hai ke scalping kafi risky b ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          Assalamu alaikum bhai Hum logo ko forex market Main mhnat krni Chayajitni Jyada Hum Log hardwork Karenge Hum Logo Ko Itna hi Milega isliye Hum logo ko hard work Jyada Se Jyada gana chahiye kis kaam mein kaam nahi kar sakte hain Kya bana sakt Hum logo ko kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Jnb aap nain bilkul sahi kaha hai trader do qisam k hotay hain
            long term trader
            short term trader
            long term trader real main trader kahlaye jatay hain aur yeah market ko a hi tarah analysis kartay hain aur market main trade laga k sabar kar k Beth jatay hain aur us waqat tak dobara in ni hotay Jub tak in k analysis sahi sabit nan ho jayen is qisam ki trading main log hafta hafta mahinay mahinay wait karta hain aik trade ka aur woh zida tar h4 d1 w1 time frame use kartay hain aur yeah in k liye best hota hai
            Short term trader...
            short term trader jinko scaler kaha jata hai woh short time k liye market main enter hotay hain barhi lot k sath aur profit lay k exit kar jatay hain..In k liye m15 m30 m45 h1 best time frame hai...
            • #7 Collapse

              bhai scalping trading strategy har trader ko suit nhi krti jo log part time trading krty hain wo scalping sy avoid kren .scalping trading strategy apkapka full time attention screen py mangti hai apko market ko full time dena prta hai is ma apko tratrade py stoploss take profit zaror lgana chye aor apko har trade profit ma close krny ka nhi target rakhna chye
              is ma apka technical analysis strong hona chye jis ma support resistance aor pull back pinbars ka maloom ho apko mean to say apko candlestick bars ko study krna ata ho
              nechy ma apko picture dey rraha hun jis ma apko scalpingscalping ky leay emtry exit point wazy ho jain gay
              aor apko smjh ajay ga ky kitna mushkil kam hai scalping
              • #8 Collapse

                Dear jab hum ne ais market mai kaam karna hota hai to ais mai hum diffrnet way se trading kar sakty hai agar hum ais mai scalping karty hai to ais mai ye hai k hum ne jitni trades lagani hoti hai wo thora sa profit ley k close karni hoti hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye dekh lena chaye k hum ne ais mai jo trade lagani hai wo kon se time frame k hisab se lagni hai agar hum ne sirf scalping wali trade lagani hai to aus k liay best time frame 15 mint hai aor ais se zayda 30 mint ka chart use kar sakty hai ais se zayda ka chart hum ko use ni karna chaye ais mai ye hai k hum agar ais mai aisy hi kaam karty hai to hum apna loss kar lety hain.
                • #9 Collapse

                  G han jnb aap nain bilkul sahibkaha hai do qisam k trader hotay hain aik scalper Jo bilkul short time main lot size barhi rakh k profit and loss ratio 1:2 rakh k trade open kartay hain yeahni unka to agar 20 PR bhi hoya to SL 10 PR rakhain yeahni half pipsayr woh shirt time main bhi bht ziada paisay kaka letay hain air in k liye woh bilkul short time frame use kartay hain m5 m15 is k liye best timeframe hai .
                  Jub k is k badlay main Jo long term trader hotay hain woh small lot size k sath barhi pips trade uthatay hain air woh bhi acha kamtay hain butbtike ziada lagta hai inko...
                  • #10 Collapse

                    Scalping trading wo trading ha jis mein short time ki multiple trades se profit earn kiya jata ha. Har trade ka profit target kam hota ha aur jab sar trades execute ho jati hain to agar loss wali trades kam hain aur profit wali ziyada, to hum kehtay hain trader ko profit hua. Agar loss wali trades, profit wali trades se ziyada hain to hum kehtay hain trader ko loss hua. Ek acha scaper bannay k liye kisi specific currency pair ko target karna hota ha because ziyada pairs par scalping se trades o manage karna difficult ho jata ha, agar 1 pair par multiple trades open ki jain gi to un ko manage karna easy hoga.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                      Scalping wo trading hoti hai jis main traders zaida trades open karty hain aur unka profit target long term traders kay muqablay main kafi kam hota hai aur wo traders thory profit wali zaida trades daily basis par karte hain.

                      Aap achy scalper ban sakte hain agar:
                      Aap ko lamby arst kay liey trades ko open rakhna acha nahi lagta ya aap wait nahi kar sakte.
                      Aap ko jaldi aur sahi decision thory time main lenay main koi preshani na ho.
                      Aap apne analysis chart par lamby time ka liey daily ke buniyaad par kar sakte hain.
                      Halaat kay tabdeel hony par aap jaldi aur achy decisions halaat k mutabiq ly sakte hain.

                      Scalpers mostly busy time kay wakt trading karte hain jis main market movement fast hoti hai.
                      Forex trading market Mein traders ki Bahut Si types hai kuch traders scalping karte hain Jani small profit Bana kar apni tahdco cut kar lete hain Aise traders ko chahiye K trading karte huye Kabhi B Marketing news ke time pe trading Na Kare Agar wo scalping kar rahi hai tu que Ke Jab market ki news aati hai to market Mein movement bahut fast hoti hai aur traders co profit and loss bahut tezi Se Hota Hai all trades cut karna bhi Mushkil ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Scalping trading karny key ley market me teezy any ka wait karna zarori hay agar market me tordi si be teezi ajati hay to scalping traders ko active ho jana chaye esi ki simple waha ye hay key scalping trading market me teezi any key bad hi maza karti hay, scalping traders ko 1 bat mind me rakni chaye agar short term ki trading me loss ho be jaye to us ko pareshan nahi hona chaye, scalping trading 24 hours ho sakti hay es ley scalping trading me agar 100$ ka be loss ho jata hay to es ki recovery bahot hi easy scalping trading strategy ko us kar key ki ja sakti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Types of traders 1: Scalpers

                          forex mai traders ke 2 types hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai amount invest kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Types of traders 1: Scalpers

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Scalping wo trading hoti hai jis main traders zaida trades open karty hain aur unka profit target long term traders kay muqablay main kafi kam hota hai aur wo traders thory profit wali zaida trades daily basis par karte hain.

                            Aap achy scalper ban sakte hain agar:
                            Aap ko lamby arst kay liey trades ko open rakhna acha nahi lagta ya aap wait nahi kar sakte.
                            Aap ko jaldi aur sahi decision thory time main lenay main koi preshani na ho.
                            Aap apne analysis chart par lamby time ka liey daily ke buniyaad par kar sakte hain.
                            Halaat kay tabdeel hony par aap jaldi aur achy decisions halaat k mutabiq ly sakte hain.

                            Scalpers mostly busy time kay wakt trading karte hain jis main market movement fast hoti hai.
                            Forex main do tarha k traders hoty hain aik to normal trading kerty hain jin ko professional traders bhe khe sgty hain our usmain agay scalpers trader bhe atay hain us main un ki way of thinking jo trading say related hoti hai wo yahi hoti hai k kesay big lot enteris k sath market main kum time k leay enter ho k acha profit earn kerna hai app ya main bhe achy scalpers ban sagty hain lekin us k leay boht time our practice us market main demo account k andar kerna hoo ge pher heapp ko us main kum time main scalping trades say acha profit milay ga but diekha jaey to personally main us trading style ki favour main nahe hoon koin k us ki aik main reason hai aik to app ka full capital risk pay hota hai doara app ka ka koi stop loss our take profit point nahe hota hai but un k leay acha trading technique hai jo k long trades ko hold nahe rakh sagty hain wo scalping ache ker lety hain to un k leay short time main acha profit nikal sagty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Types of traders 1: Scalpers

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                              Scalping wo trading hoti hai jis main traders zaida trades open karty hain aur unka profit target long term traders kay muqablay main kafi kam hota hai aur wo traders thory profit wali zaida trades daily basis par karte hain.

                              Aap achy scalper ban sakte hain agar:
                              Aap ko lamby arst kay liey trades ko open rakhna acha nahi lagta ya aap wait nahi kar sakte.
                              Aap ko jaldi aur sahi decision thory time main lenay main koi preshani na ho.
                              Aap apne analysis chart par lamby time ka liey daily ke buniyaad par kar sakte hain.
                              Halaat kay tabdeel hony par aap jaldi aur achy decisions halaat k mutabiq ly sakte hain.

                              Scalpers mostly busy time kay wakt trading karte hain jis main market movement fast hoti hai.
                              Main to dosto scalping ko like kerti hoon koin k mujh say zeada wait nahe hota hai main bus chahti hoon k main trade loon our us ka muyjhey foraan result mil jaey but us k leay mujhey mazeed practice ki zarorat hai koin k main do account wash ker chuki hoon koin k scalping main app ka pips target kum hota hai but risky trade boht hoti koink us main app apny account capital say zeada bare trade lay rahy hoty hain us main app ki lot size kafi bare hoti hai to barey account pay to us k sath trade karna kafi asaan hota hia but choty account aksar wash ho jaty hain dosto app ache scalping tab he ker sagty hain jab app k pass acha or strong trading knowledge ho ga our pher he app ache trades lay pain gay us main technical analysis app k strong honay chahain pher he us main app ache trade ker sagty hain ouir ache scalping ker k acha profit kum time main bna pian gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X