Spread kiya hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread kiya hay?
    forex trading main aik basic term spread istemaal hoti hay. Spread kiya hay or floating or fixed spread say kiyaa muraad hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex pe kam karne ke liye main Yaha par sabse Pehle spread watch kar lena chahiye Kis Kis Karan se investment karne jaa rahe hai iska spirit level kitna hai kis state level jyada hai to aap yaha par kaam Na Kare Yaha Pe investment Na Kare aap Kisi Aur Kisi Aur commodity main kaam kar le Jaise Jaise Aap Ko Pata Lag Jayega market Mein kaam karne ka experience increase Hota Jayega aap ka kaam karne ki wajah se interest increase Hota Jayega aap yaha par long time ke liye kaam bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      my dear dost jib him log forex ma kam krty ha to is ky leya him logo k sub sy phly spread ka pata hona chaya phir him logo ko is ma investment krni chaya phir him logo ko is ka kafi fida ho ga or him acha profit bna skty ha or earning kr skty ha
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Dear dear forex market mein koi bhi broker chose karo to wo apna commission leta hy to us commission ko spread kaha jata hy jo k humein ask aur bid price k bech difference ki Surat mein milta hy
        welcome to pak forum
        • #5 Collapse

          Forex trading mai Spread ke term common use hoti ha. Spread ko ager simple kar kay daikhin tu yeh broker kay charges / fee hai jo woh traders say in ke trade entry open karnay ke liye wasool karta ha.

          Spread market mai buy price aur sale price ka diffidence hota hai. Aam toor per spread currency market aur commodity market mai jis hisab say price movement hoti hai iss hisab say decide kiye jate ha . Common pair per spread kam hota hai aur sab say kam spread aam toor per Euro / USD per he hota hai aur sab say ziada spread aksar brokers crypto currencies per charge karty hain.

          Day traders kay liye spread say itna koi khas faraq nai parhta hai . lakin scalper nay din mai bohot ziada trade open karne hoti hain aur kam profit magin hota hai iss lye scalper ko jitna kam spread mil jiye in kay liye woh he best rehta hai.
          • #6 Collapse

            Jnb hub bhi trading ki jaati hai to spread ka khass khiyal rakhan hota hai aur pehlay daikhann hota hai k jis pair pr trading ki ja rahi hai iska spread kitna hai aur jis currency ka spread kam ho us pr trading ko tarjih dain q k kam spread walay main aapko ziada pips profit hoga Jub bhi aap trade lagatay hain kki to woh negetive say shuru hoti hai jitni negetive say shuru hogi woh uska spread hoga graph pr daikhann to har currency ki do line draw ki hoti hain Jo spread show karta hai jitna gap ziada hoga donon ka itna spread ziada hoga aur jitna gap kam ho ga utna spread bhi kam ho ga. Aur yeah broker pr bhi bht depond karta hai spread kitna rakhan har aik ka apna steup hota hak
            • #7 Collapse

              Spread kiya hai:
              Koi bhe business hai ya koi bhi business services hain unkay liey aapko kuch na kuch pay karna parta hai ya koi na koi fee ya charges zaroor hoty hain. Jab charges hoty hain to aapko koi facility provide ke jaati hai.
              Forex main kaam karne kay liey aapko broker par account banana parta hai aur wo broker aapky orders ko aagy forex market main place karta hai. Wo order chahey thory hon ya zaida hon aur choty hon ya bary broker aapko aik achi service provide karta hai. Lekin broker nay apna business chalany kay liey apna kharcha aur apna commission lazmi nikaalna gota hai. To apna commission nikaalny kay liey brokers apna spread kay zariey commission ya fee charge karte hain. Spread currency ke value main buy aur sell main jo difference hota hai us ko spread kehty hain.
              • #8 Collapse

                Spread:
                forex trading main spread osy kahty hain jo buy or sell k darmiyan main farak hota hai wo spread hota hai or yah broker deta hai tradors ko trading k liye spread ki jo qeemat hoti hai wo pips par mushtamil hoti hai jo k broker ki traf se har pair main hoti hai q k en ki keemton main jo farak hota hai osi k hisab se set kiya jata hai en qeemton ko ASK or BID ka nam diya jata hai masal k tour par ask price 1100:00 oe bid 1160:00 tu en pair main jo pips ki tadad hai wo 60 hai tu 60 es pair ka spread hai yahi basic main dekha jata hai es k ilwa spraed ka aik or yah bhi hota hai k jis pair main jitna abar hota hai os main osi hisab se commetion bhi dena hota hai zeyda spraed main zeyda commetion dena parhta hai
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                  forex trading main aik basic term spread istemaal hoti hay. Spread kiya hay or floating or fixed spread say kiyaa muraad hay?
                  Salaam Alaikum division Forex trading main Friend Kamina Hota Hai Aap Kisi Ko analyse Karte Hain top SK Jain Muni Fasle ko jis mein gold Mein 60 points ka farak Hota Hai Noori Sitaram bus mein 35 aur isme three points difference hota hai yeh Asal Mein broker Commission Hoti Hai joke Woh Ladki Surat Mein Hum Se Vasool kar lete hain main khayal aata hai spread Kesariya open admission Le Lete Hain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                    forex trading main aik basic term spread istemaal hoti hay. Spread kiya hay or floating or fixed spread say kiyaa muraad hay?
                    Assalamualaikum Mandi bhaijaan Hindu Office ke Darmiyaan new Fasle ke Darmiyaan do. Sec Ami aur Jyada hote hain unko spread kehte hain actually a broker Commission hoti hai agar aapko loss hota hai ya phir aapko profit hota hai tu broker Commission Dono Surat Mein mil Jati Hai Yeh Kaha hota hai woh apna. Se Apna Rozgar kaam aata hai aur Agar Hum without bread ke Dahi changing nahi karte insta Forex Mein goldgate rent par 60. Red hota hai aur oil par koi. Nahi hai woh beautiful level mein chalta hai
                    • #11 Collapse

                      Assalamu alaikum bhai Mere Khayal Mein Spread market mai buy price aur sale price ka diffidence hota hai. Aam toor per spread currency market buy karne or sell krne ko Kehte Hain Phir Hum isme achha profit bana sakte hai on earning kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Aap nain bht acha sawal kiya hai main aapko batata chalon k hub bhi koi trader apni steretgy Janata hai air pair select karta hai k kia PR trading karni hai to woh Sub say pehlay Jo cheez check karta hai woh hain us pair ka spread jis pair ka spread kam ho trader isko tarjih detay hain air us PR kaam karta hai ta k ziada say ziada pips ka faida ho
                        What is spread???
                        Jub bhi koi trade open hoti hai to woh zero zero say start ni hoyi balkay negetive say start hoti hai isko him spread kehtay hain
                        Spread and broker relation??
                        Kisi bhi trade main jitna spread hota hai woh broker ko jatay hai air iska yeahi fauda hota hai broker ko air koi khaas fauda ni hota..
                        • #13 Collapse

                          Dear jab hum market mai koi trade lagaty hai to ais mai ye hai k humri trade phly thory se loss mai jati hai wo spread hota hai jaisy ap ne dekha ho ga k market mai jo prices show ho rahe hoti hai aus mai aik ask price hoti hai aor aik bid price hoti hai ain mai diffenet price hoti hai jab hum buy karty hai ya sell karty hai to aus mai ye hai k market ki ais price mai faraq ki waja se humri trade loss mai show hoti hai aor ye spread hi hota hai jo broker ko milta hai aor wo ais mai se apni service hum ko dy raha hota hai hum jitni zayda trading karty hai aus mai se atna hi zayda faida broker ko hota hai aor agar hum ne IB li hoi hai to aus mai jitni zayda trades hoti hai aun ka hum ko bhi zayda faida hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Dear spread kesi be pair key price deference ko kehty hey, EUR/USD ki agar ham example len aur current market price aagar 1.1373/1.1376 ho to 3 pip es pair ka spread hay trade open karty hey agar ham 1 lot size lagayen gey to hamara account 3$ loss me chala jata hay esi ko ham spread ka name dety hey, kesi esy hi pair me trading karna chaye jes ki market me spread kam se kam ho es me profit key sath loss be kam ho sakta hay aur risk factor be esy hi pair me trading karny se kam hi hota hay, EUR/USD ko me esi waja se trading karny key ley other pairs se best pair samjta hon es ki market movement be fast hay aur spread be esi pair ka kam hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Spread kisi bhi currency, commodity ki bid aur ask price mein farq ko kehtay hain. Ye farq brokers apnay hisab se set kartay hain, jis ko brokers ki fees kaha jata ha aur isi spread se brokers earn kartay hain. Spread kam aur ziyada bhi ho sakta ha, aam tor par currencies ka spread kam hota ha aur commodities ka spread ziyada hota ha. Is ki waja currencies ki kam volatility aur commodities ki high volatility hoti ha. Jin currencies ya commodities ka spread ziyada hota ha, un par trade open karnay kay liye equity bhi ziyada require hoti ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X