Only profit in market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Only profit in market
    dear forex members jeesa ky hum jantay hia ky sir profit he aap ko hoo market main aisa mumkin naih loss bhi trade ka hissa hai khas kar strat main ais liye humin apny loss sy seekhna chahyee na ky forex ko choor deena chaha ye loss he aap ko trade sikhta hai aor trade ka sirf profit deena he boht ziyada experiec chahta hai aor loss minimum he sahee likin moojood rehta hia :1f62f:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Profit aor loss tu forex trading ka hissa hay aor ye her kaam ma huta hay is liye ager kisi ko loss hu tu osay mayus nhi huna chayi aor trading say jura rehna chayi kiun kay bulandiun tak serf wohi ponchatay han jin ko thokray zeyada lagti han is liye loss say darr na nhi chayi balkay is say seekhna chayi aor ye bhi pakki baat hay kay jis ko loss zeyada huga profit bhi baad ma osi ko milay ga is liye loss tu kamyabi ki elaamat hay.
    • #3 Collapse

      yes brother you are right hamisha market aik jase nhi rahti or hamisha ap ko profit nhi milta hamisha business me utharo chaharo rehta hai mgr jo expert hain or senior hain unko loss kam or profit zyada hota hai loss ko kam face karny k lye boht mehnat karni parti hai market ko analyse karna parta hai experience hasil karna parta hai tab ja k ap es kabil ho sakty ho k khud ko loss me zyada se zyada mehfoz rakh sako
      • #4 Collapse

        Her business mein profit aur loss hota hai kionkeh yeh business ka hissa hai ager aap yeh soch k trading kerty hein k profit hoga tu yeh aapki ghalat fehmi hai aapki aik ghalti ki waja se boht bara loss ho sakta hai us k baad forex ko chor dena bewakofi hai,aap ziada practice ker k forex ko continue krein,aapko profit zaror milega.
        • #5 Collapse

          Forex trading mai profit aru loss saht sath he chalty hain aur traders ko yeh khabi b nai sochna chiye ke trading kay doran iss ko profit he ho ga. bary achy achy trader ko trading mai loss zaroor hota hai kion ke Forex ke market he kafi unpredictable hai aur iss mai trader ager loss kay liye ready na hon tu phir baad mai trading b disturb ho jate hai.
          • #6 Collapse

            jnab ye beznus hy r hr beznus m profit r loss sath sath hi hota hy es liy forex m b only profit hi ho aysa nhi hy q k forex m tu loss phly hy r profit bad m loss phly es liy hy k hm loss sy hi treding sekhty hen jo hmari smjh m nhi a rhi bat k forex m loss phly q k loss nhi ho ga tu hm forex ko sekh nhi shaken gy es liy only profit wala jnab koi beznus nhi na real life m na hi ksi b online beznus m .
            • #7 Collapse

              agar loss ka khatra na ho tu wo bussiness nahe kehlata aur risk chahy koi kitna b barra trader ho utata hy likin apne experience ki waja se ziyada tar nuqsan se bacha hota hy barhaal nuqsaan b sab ko hota hy har aek ny es ka maza lena hy tu es mein darne ki koi baat nahe sirf sabit qadam rehne ki zarorat hy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                g sahi kaha ap nay kai is market main sirf profit nahin balkay loss bhi hota hai aur yeh market ka hissa hai jo issay halal business banata hai. lakin humari koshish yeh honi chahiyay kai humari profit ki ration loss ki ratio say zaida honi chahiyay tab hi hum is market main kamyabi hasil kar saktay hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X