Lack of knowledge increases loss chances.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lack of knowledge increases loss chances.
    friends market k knowledge ki kmi jtni ziada ho gi utni hmari kamyabi k chances km aur loss k chances ziada hoty jaien gy. Is lye market k knowledge ko gain krna aur trading k lye market k sath attach rehna buht zruri hy . For this, hmy apny kamyab business k lye ye sb krna ho ga is k bghair nakami e hy.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
    friends market k knowledge ki kmi jtni ziada ho gi utni hmari kamyabi k chances km aur loss k chances ziada hoty jaien gy. Is lye market k knowledge ko gain krna aur trading k lye market k sath attach rehna buht zruri hy . For this, hmy apny kamyab business k lye ye sb krna ho ga is k bghair nakami e hy.
    G bobilk hamen koshish krni chahiye k ham apne knowledge ko grow kren agar hamara knowledge avha hoga to ham bahot hi achi trading kr paen ge
    Aur agar ham bagair knowledge and experience k tradiing start kr llen ge to phir hamara kamyab hona bhi mushkil ho jata hai isliye isliye hamen koshish krni chahiye k ham trading ka acha experience hasil kren then hi ham trading knowledge start kren
    • #3 Collapse

      G janab forex mai ap ko knwoeldge or expeirnece hasil kar ky yay kam karna chahyay taky ap ko loss na ho saky or ap bahtreen tarde kar saky forex maia p ko kafi kuch seekhna chahyay ap ko yay buissness seekhny par bht kuch dy sakta hy or karwa sakta hy.
      • #4 Collapse

        lack of knowledge har trader kay liye bohat nuksaan waali baat hay humey har haal mei apnay knowledge pe khaasi tawajah deni chaiye jab aik confirm acha knowledge hoga ap behtreen trading karney k kaabil hogay experience knowledge bohat qeemti hain humari trading k lye
        • #5 Collapse

          ap nay bhut khobsorat bat ki hai k jab hamry pass lack of knowledge ho ga to hum es mien aa ker earning zayada na ker sakty hien q k jab hamary pass knowledge he na ho ga to earning impossible hai loss k chances us waqt increase ho jaty hien.
          • #6 Collapse

            Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss start karan us k baray main knowledge hasil karna boht zarrori hota hay knowledge k bagher aap khuch nahi kar saktay hai same issi tarha instaforex trading main jo k aak worldwide international bussniss hay aur ya aak bhot he difficult tarha ka bussniss hay iss ko samjana k laya bhot knowledge ki zarrorat hay aur trade open karna k laya bagher markit knowledge k aap kabi success hasil nahi kar saktay hain
            • #7 Collapse

              Yehi waja hy k new trader jaldi loss kr k market ko chorh dete hen hlanky unko nhi pta k knoweldge k bagair forex krna asan nhi hy apko chiye k full knoweldge len pehle then forex me enter hon agr ap bagair knowledge k enter hongy to ap big loss krengy loss se bachne k liye apko chiye k forex ko learn kren achi tarhan
              • #8 Collapse

                g bilkul theek bat hy ap ki is forex mai kamyabi ki jo sab sy pehli serhi hy wo is ki knowledge hi hy ager wo ap ky pas hy tu phr ap ko kafi had tak loss mai bahut hi kami ho jay gi gi jab hm logo ko pas is bat ki knowledge hi nahi ho gi tu hi ap trade kaisy laagy gy or jab ap sirf buy ya sell kery gy tu phr ap ko close ka hi nahi pata ho ga.
                • #9 Collapse

                  g bhai har kaam ki tarha forex mai b humay knowlege hona bhot he ziyada zarori hota hai knowledge k bagair hum kuch nhe kar sakte hai issi waja say humay professional trader banna hai tw humay forex ka acha experience gain karna hoga or wo humay forex mai practice karne say hasil hota hai or ye kaam hum daily basis per kar sakte hai jitna ziyada humara experience hoga utne he ziyada humari trading skills b increase hoti hai
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main knowledge kam hay to esmain achi earning nahi kar sakty es liye humay chahiye keh knowledge ko enhance karen kyun keh knowledge ko enhance kar kay kam karnay main he faida hota hay ta he humari trading achi ho sakti hay khoob time daina chahiye esmain hard work karna cahhiye samin
                    • #11 Collapse

                      g han apki bat shai hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main jub hum market main attch rahty hain or chek karty rahty hain tu hmain best entry point mil jaty hain ji ko follow kar k hum achi trading kar lety hain es liye aghr tu hum apni trading k liye har trah ka knowledge gain kar lety hain tu apko es main profot hony k chances zeyda ho jaty hain or loss hony k chances kam se kam ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Ji dear lack of knowledge ek sab si barhi waja hai hoti hai saabit humare trading mein loss hone ka kyun ke jab tak aap ke pas proper knowledge nahi hogi trading ki to aap ko koi bhi profit to door koi proper trading ki samjh hi nahi rahegi ke aap ko krna kia hai iss liye we should learn first practice first ek acha sa grip banaye trading pe usko sai se samjhen demo ko use krke new experiments try kren and then live mein trade kren jis se hum ko koi loss na ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Lack of knowledge increases loss chances.

                          forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahay pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mao dunay ky bary bayr mumalik sahmil hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Lack of knowledge increases loss chances.

                            jee janab ap ny bilkuk sai kaah ha yeh aik online karobar ha is man is man ap ny knowledge k sath bht acha kahsa earning kar skty hain or yeh aik bohrmt he zabadast qisam ka kam ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lack of knowledge increases loss chances.

                              Je ha bilkul sahi kaha apny ager ager aap Pakistan forex me kamyaab banna chahty ho to apko zyada se zyada mehnat karni ho ge tabhi apka luck bhi apka sath dega aur kamyaabi se trade ker sakty ho otherwise aap ager aap bgair mehnat ke tuky wala trade open karo ge to apka luck bhi apky khilaaf jaye ge aur apko lose pe lose ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X