margin and free margin main farq batein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    margin and free margin main farq batein
    dosto margin and free margin main farq kiya hota hai? aap in dono ka farq mujhy batein aur details main dono ki defination bi batein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    we can define its to simple wording jab apka accounts nil ho jata hai to apko Forex ki traf se free margin dia jata hai jis ap trading kar skte hein our apne business ko Run kar skte ho our bad mien jab ap trading karte ho to apk account mn se adjust kar liya jta ha.
    • #3 Collapse

      for joining his projectb ecause sayeth may be small balnace achieving profits but otherwise the big balance may be achieve loss so it isn't important how much hi............
      • #4 Collapse

        Asallam o Alekum , dear brother margin apko balance deposit karne k baad milta hia hai boker ki traf sey jo aik un k liye astimated amount hai jis peh aap trade kar saktey hai aur free margin open trades k baad apko milti hai jis mein aap aur trades open kar saktey hain ya nhi
        • #5 Collapse

          well my dear friend, mein to khud abhe forex trading main new hun aur iss kay baray main study kar raha hun aur mujhay bhe abhe iss kay baray main itni knowledge nahi hay kay main aap ko detail main bata sakun, mein bhe aap ke iss open ke hue thread kay through learn karnay ke koshish karun ga...
          • #6 Collapse

            margin is the amount required by the broker for u to place a trade. it is calculated using the lot size used for the trade and the leverage on ur account, this is determined at the time u opened ur account with the broker.most commonly used is leverage 100:1 and free margin is the difference of your account equity and the open position's margin. its formula is (free margin = equity - margin)
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
              dosto margin and free margin main farq kiya hota hai? aap in dono ka farq mujhy batein aur details main dono ki defination bi batein.
              اصل پيغام ارسال کردہ از: rolling heart
              trading main margin wo hot ahy jo ap ko balance ki bna per milta hy is main app ko trading main kam istamal hota hy or free margin main jb app ka balance katm ho jaye tu app ko kuch margin free milta hy kay shahyd app iss ko ues kar aky market mai dubara wapis a sky

              Rolling heart nay buhat Achi tarah Say describe kar Diyaa hai Aab is main mirch Masalaa laganaay ki Zaroorat nahin,yehi fark hai MArgin or Free Margin main
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #8 Collapse

                margin aap ko balance deposit karne k baad milta hia hai broker ki taraf sey jo aik un k liye estimated amount hai jis peh aap trade kar saktey hai aur free margin open trades k baad apko milti hai jis mein aap aur trades open kar saktey hain ya nhi
                • #9 Collapse

                  aisa hota hai aik free margin hota hai aur aik margin level hota hai jab ap ke pass free margin minus main a jata hai tab ap aur koi order mazeed nahi laga sakte hain but jb margin level 100 % se 0 ho jata hai tu ap ka account full wash ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    me khud he yaha pay ek new trader hon is lye mjhay nahi maloom hai k kesay hame yaha pay margin aur fee margin ka pata chalta hai is lye ap ko ye samjh kar he kam ko karna chahye.
                    • #11 Collapse

                      free margin main jb app ka balance katm ho jaye tu app ko kuch margin free milta hy kay shahyd app iss ko ues kar aky market mai dubara wapis a sky.app iss baat ko iss tarah samaj sakte hein key jab app ke pass paise khatam ho jate hein tou ek moka diya jata hai i mean ke app ko free margin diya jata hai.
                      • #12 Collapse

                        dear margin ka matlb hota ha kh apko us main intrest pay karna hota ha kyn kh jase kh ap lease par koi chez late han tu apko us par margin intrest dna hota ha.ar phr free margin par apko intrest nhe dna parta ha
                        • #13 Collapse

                          margin app mo deposit ke waqat milta hai jab app trading ke liye deposit kerte hain or free margin app ko trading start kerne pe milta hai jab app trade lagarahy hote hain
                          • #14 Collapse

                            trading main margin wo hot ahy jo ap ko balance ki bna per milta hy is main app ko trading main kam istamal hota hy or free margin main jb app ka balance katm ho jaye tu app ko kuch margin free milta hy kay shahyd app iss ko ues kar aky market mai dubara wapis a sky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhain jaaan maon to yahan par new hon or isis month ko he join kya h is lea mjhay ahbi is margin or free margin main farq pata nahin hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X