Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sabar or tahamul
    Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I am agree with you brother. I think we need the patience must. Because patience helps us to more practice and hard work. A good patience can make us success in forex business.
    • #3 Collapse

      sab se zrori sbr hota he our is main hum tab hi kamyab ho saktey hain warna isain hum ko boht ziada loss ka samna krna parta he our main to ap ko un kahun ga ke ap ko is main sbr ka muzahira karna chahiye
      • #4 Collapse

        g bilkul ... thk kaha sabar sy kam karian gay,...... to phr hi market ma survive kar saktay ha nai to phr ap loss hi karian gay
        • #5 Collapse

          forex trading business mai hamy sabar or tahamul sy kaam karna hota hai agar ham for example loss ho raha hai to hamy apna dil chota ni karna hai or hamy apny experience or skills ko use karna hia ta k ham apny ap ko loss sy bacha ly
          • #6 Collapse

            yes sabar aur tahmal se kam karain ge tu ap forex main kamyab ho ge warna ap loss kar jao ge kun k market se kamana itna asan nahain kosish karo ke trend aur sabar dono pe amal karoap kamyab hoge
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
              dear aik bat bohot hi zyada zaruri hai trading kartay wakat k hamen trading kartay wakat jald bazi say work nai karna chahye bal k aram say or sabar or tahammul say work karna chahye jis say hamen forex k baray mai knowledge gain ho ga or hamariearning b achi hogi
              • #8 Collapse

                forex me kam krne k liye saber se kaam lena chiye ku k saber ka phal meetha hota ha tu humsha saber krna chiye some time loog ye sochtay hain k humay bonus ny mil ra profit ny ho ra ru wo kuch na kuch sochtay rehtay hain so calm n down rehena chiye
                • #9 Collapse

                  sabr se kam lena chahye but also k tahmal b hona chahye ek t ham mehnat nai kertay aur kehtay hian k hamaraynaseeb me itna hi tha ye ham mehnat na kernay k adi ho chukay hain es se guraiz kerain bhaiyoon.. mehnaat kiya kerain ta k pa ko phall zaroor milay ... aur to aur apnay ap ko badlain badlay ga pakistan .... aj mausam bara fit h
                  • #10 Collapse

                    dear ap ne bilkul theek kaha ha k jab tak hum sebr se kaam nai lain gay hamaara loss hi hota rahay ga ..soch semej ker trade open ki jaae to lposs nahi hoga kab hum greeed se trading kertay han loss k chance berhtay jaatay han
                    • #11 Collapse

                      jab bhi ham koi trade lagaty hain to hamy loss ho jata hai to zyada ap tention or pressure mai na jaye ap ko ager trading kerty waqt loss hota hai to ap ko profit hony mai bhi dair nahi lagti bas ap sabar or tahamul se kaam len zyada se zyada mehnat kren IN SHA ALLAH Ap ko jald hi profit bhi ho jayega
                      • #12 Collapse

                        I think in forex market patience is the money maker.May I wrong or right .Could you please share with me your opinion.But I seen several times when I patience for longtime for profit I got it.Also make profit but when try to make money quickly I fall in loss situation.
                        • #13 Collapse

                          bhai forex main trader ki kamyabi main sabar ka buhaat ahaam role ha kyun agar trader agar achi trade kay liya sabar karay ga tu uss ko profit ka chance zaida hota ha trader ko sabar ko apni routene bana laina chaiya trade open aur close main bi sabar ka mozahira karna chaiya
                          • #14 Collapse

                            asa ma har kam mai sabar aur tahamul zaror hai magar jaha forex ke baat ke jay tu yaha jada sabar aur tahamul ke zarorat hoge keyo ka es mai hamra investment laga hote hai ik wrong trade say kafe loss ho sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear forex me sabar or bardasht bht zruri hai. kyun k sabar or bardasht krney se hi kamiyabi milti hai. logo ko forx se bilkul bhi naumeed bai hona chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X