G han dear friends asslam alkum dear friends mai ye khaina cha rha hun kay forex trading aik acha business hai kiyu kay es mai hum mhnet kay sath kam kar kay achi earning kar saktaye hain laken humain es business mai apnaye ap ko zayda husiyar ni samjhna chaye kiyu kay ye aisa business hai jis mai humain samjh ni ataye hai kay pal mai lose aur pal mai profit mai bhi chalaye jataye hain tu kosesh karain kay es mai dil laga kay kam kartaye rhain aur thori learning mai kush na hun balkay esye learn kartaye rhain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим