jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me
    jub trading me technical analysis ka use kea jata ha tu os me support and resistance boht important hoti ha market ki price or movement ko analysis karne ke liey chart par boht sari support and resistance banti hain or har support and reistance trade karne ke liey nehi hoti ha kafi support and resistance weak hoti ha agr un par trades open ki jaye tu loss ho sakta ha strong support and reistance ko identify karne ka aik rule ha jo me ap se share karne laga ho jo apki trading ko improve kar sakta ha
    aisi support ya resistance jo previous market ke strong swing par 2 ya is se zeyda bar touch hui ho wo support and resistance zeyda strong hoti hain
    jo support and resistance 2 ya is se zeyda martaba touch hone ke bad reverse hoti ha un point par market ke reverse hone ke chances zeyda hotay hain kyuke wo market ke reverse hone ka aik strong area zone ban jata ha
    example
    Click image for larger version

Name:	IMG_20200409_120606.jpg
Views:	1
Size:	288.0 کلوبائٹ
ID:	12463563
    is pic me ap ko aik resistance nazar a rehi ha jis ne previous two time price ne touch karne ke bad strongly down move kea ha
    Click image for larger version

Name:	IMG_20200409_120640.jpg
Views:	1
Size:	305.3 کلوبائٹ
ID:	12463564
    is pic me aik support ap ko nazar a rehi ha or yaha par price ne previous three time support ko touch karne ke bad strongly up move kea ha
    note
    koi bhi support ya resistance previous swing par jitni zeyda martaba touch ho kar reverse point banaye gi wo support ya resistance utni zeyda strong ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

    Strong support and resistance dekhni hai to aapko market ki big timeframe ki picture lekar usmein samajh sakti hai jab aap dekhoge bearish candles and bullish candle group of candle ek specific range mein ban rahi hai tu market usko break nahin kar rahi hai downword nahin ja rahi hai to vah market ki sport kahlati hai aur Market vahan se reverse hoo jaati hai first time and second time bhi market agar usko break nahin kar paati to iska matlab hai strong sport hai vahan se market upper level per Jahan per stop hoti hai aur vahan per touch karke wapas a jaati hai again and again yah process chalta rahata hai use jagah ko strong sport kaha jata hai forex trading ki sport and distance maloom karne ke liye technical analysis aur candlestick chart pattern best hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

      forex mai hum support or resitance mai km kar ky munfa kama sakty han hum is maai live kam kar sakty hain hum is mai passia be invest kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bna kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex mai hamy expert ban ky suport or resistnace mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain forex aik international business hain hum is maai bager balance account bana kar be kam kar sakty han hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baend ho jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is maai aik din mai be kam kar sakty hain hm is mai part time be kam kar skaty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

        hamy support or ressitance ko achy sy samaj kar is main mehant sy kam karna chahey hamy forex ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karma chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main din main kam kar sakty hain or ham is main raat main be kam kar sakty hain agr ham forex main new hain to hamy phley demo account main kam karna chahey pher hi ham acha experience hasil kar sakty hain expert ban kar ham yreal account main kam karna chahey pher hi ham acha pasia kama sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main hamara koi boss nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

          Yes dear ap ne jo strong support aor resistance ki baat ki hai to ais market mai jab ap chart ko read karty hai to aus mai ap ko ye baat mind rakhni chaye k ap agar ais market mai koi trade lagaty hai to ap ko ais mai bary time frame par resistance aor support level draw kar leny chaye aor aus k hisab se ap jab time frame ko change karty hai to ap k pass strong resistance aor support level aa jaty hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ap ais market mai agar resistance aor support ko follow karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda achi trades milti hai ais mai ap ko achi trades mil jati hai jin par ap ko kafi zayda target mil jata hai aor aus par ap ka stop loss kam hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

            hamy market charts ko samj kr kam karna ho ga per he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hin hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account band ho jy ga forex mai hum agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account band ho jy ga forex ko smajna aik din ka kam nahi hain hum is ma agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss jho ga is mai market ka balm nahi htoa forex aok interaitonal business hain is mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain forex paksitan mau legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy tiem tale bana kar kam kar skaty hain is mai hum apny bosss ap he hot hain forex aik great and best karobar hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

              forex aik bahtren karobar hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy market ke moveemnt ko samj kar is mai risk lena ho ga hamy is mai RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga forex aik legal karibar hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy supoort or resitance ko samj kar is maai risk lena ho ga forex aik amm business ke nisbt aca busness hain hum is mai agat bager learnng ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

                dear is post main aap nay bahut he acha tareekay say support and resistence ki explain ki hay agar ham markeet ko is tarha say pak forum main discus kartay hain to hamko is forum main he kaam karnay say experinece increase karnay jaisa aur koi bhi source nai mil sakta hay,dear markeet main ham daikhtay hain k jub markeet aik he levels ko d1 k chart say baar baar reject karty hay to hamko is baat ko samjhnay main barri asaani banty hay k ham kaisay support and resistance ko search karain agar ham is malumaat k liye sirf d1 ka chart use kartay hain to hamko ba assaani is baat ki bhi smjh aa sakty hay k kaisay ham is support and resistance ko search kar saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

                  dear forex main mera support aur resistance base pay yeh knowledge hai ky market jab bhi 2 ya es say ziada high ya low lgati hai tu wo area support ya resistance ban jata hai aur jab bhi ap nay support aur resistance area pay trade karni hai tu ap nay breakout pay trade karni chahye mager jab bhi breakout hota hai ap ko foran es main trade nahi laini chahye aik confirmation candle ka wait karna chahye aur wo abny ky bad ap trade lay sakty hain forex main ager ap ky pas koi bhi tools nahi hai tu sirf ap support aur resistance ko samajh kar trade karny say achi earning kar sakty hain kyon ky yeh market main aik real method hai market jis ko respect daiti hai aur trade bhi 100 percent es main yakeen sy trade karty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: strong support and resistance konsi hoti hain forex me

                    Mere dost bahut acchi records proportion Ki Hai aapane Yahan per foreign exchange Mein sabse Jyada essential Yahi Baat hoti hai ki Ham test kar sake ki kahani Yad export hai aur kahan according to resistance ban rahi hai agar Ham acche tarike se yah Jaan lete hain to hamare liye forex Mein kam karna Aasan ho jata hai foreign exchange Mein order bhi assist aur resistance ko Dekhte Hue open kiye Jaate Hain To Kuchh weak guide hoti hai aur kuch sturdy guide Hoti Hai To Hamen unko dekhna Hota Hai Jahan se shipping mil rahi ho to vahan se order liya jata hai aur ISI Tarah Jaise per week resistance Hoti Hai strong resistance bhi Hoti Hai ine donon Ko Dekhte Hue Hamen orders Apne Lagane hote hain aur SL aur take profit bhi Ham ine donon Ko Dekhte Hue hi Lagate Hain To ine donon according to aapko chahie ki Jyada Se Jyada expertise Hasil karne ki koshish karen aur apne orders ine donon ko Dekhte Hue agar aap lagaenge to aapko earnings Mein Jaane Ke probabilities Kafi Jyada Honge aur accha income aapko mil sakega Yahan according to

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X