Indicator ko Humesha us k rules k sath follow karna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ko Humesha us k rules k sath follow karna.
    Members bhout se newbie and old trader complains karty hain k indicator se un ko faida nahi hota or woh loss mai reh jaty hain indicator use karny ki waja se.Jab k ager trader indicator ko mukamal un k rules k sath follow karay ga tu woh indicator se market k trend ko behtar samaj sakta hai.or trader time frame ko behtar use kar k long and short term trade kar skata hai.
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nhi yea wrong hoga agar ap forex mai indicator ko Humesha us k rules k sath follow karen gy to apko loss hoga kun k indictor koi human nhi hai.... or hn forex mai indicator use karne k leye bhi apko trad ana chahiye warna ap indcator bhi use nhi kar sakte thek se :P
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
      Members bhout se newbie and old trader complains karty hain k indicator se un ko faida nahi hota or woh loss mai reh jaty hain indicator use karny ki waja se.Jab k ager trader indicator ko mukamal un k rules k sath follow karay ga tu woh indicator se market k trend ko behtar samaj sakta hai.or trader time frame ko behtar use kar k long and short term trade kar skata hai.
      Brother, baat asal may yeh hay keh koi bhi indicator perfect market status show nahi karta, aur saray indicator whi show kartay hain jo market already kar chuki hoti hay, aur jo agay ki prediction daytay hain wo average ki bunyad par daytay hain, aur agar ksi ko indicators use karnay hain to wo indicator ko aik extra cheez k tor par lay, indicators par dependent na ho, bohat saray aisay indicators hain jo baaz dafa ghalat indication kar rahay hotay hain.
      • #4 Collapse

        g han app ny thek kaha k trader ko chahea k ager wo indicator ko use karta ho to wo indicator ko us k rool k mutabik use kary. ager indicator indicate kar raha h abuy ka trend ha to buy karo ager sell ka keh raha ha to sell karo... isi main app ka fayada ha..
        • #5 Collapse

          g bilkul aap teek keh rahy ho iss mai education ka hona buhat zarori hai q ky iss mai aap ko har baat ko samajna hoga our iss jiss mai education kafi maini rakta hai iss ky bager aap ko buhat mushkil ka samna karna hotha hai q ky is mai kuch baty aisi hai jin ky liyea education zarori hai forex mai koi bhi kaam mushkill nahi lekin education zarori hai
          • #6 Collapse

            Bilkul ap ne right kaha k indicator ko hamesha os k rules k mutabiq follow karin, let suppose stochiastic letay hein hum, jab stochiasticn oper se nechay a raha ho to sell or agar nechay se oper ho to buy, agar ye indicator itna hi theak hota to traders loose hi kiu karty , kuch merits hotay hein use karny k un ko humein read karna chahye.
            • #7 Collapse

              dear my all friendz main apko indicator k bary main ye nahi kaho ga k app indicator ko 100 % right samaj kar trading karo kabhi kabhi indicator ghalt be ja sakty hai or apko loss be ho sakta hai mostly signal positive hi jaty hai.
              • #8 Collapse

                jee haan indicators ko use Karna Chahiyee magar indicators par pora bharosaa nahin karnaa Chahiyee...Abdullah Sir nay Sahi Kaha K indicators kabhi ghalat bhi indication detay hain.... meri nazar Main news analysis Sab Say best hai market ka trend us Say behtar pata Chal sakta hai
                 
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #9 Collapse

                  Nice discussion topics. Indicator is a part of our forex trading. But I think there is no need to use it. I will suggest you to trade with your own strategy.
                  • #10 Collapse

                    janb aap ko marzi kar lo aap indictor use kar k kbi b kamyaab nhe hu sakty hay ager aapko forex trading krne hai aur aapko professional trader ban kar earning krna hai to aapko khud apne mind set say trading krna huge aur aapko b professional n business point of view say trading krna huge
                    • #11 Collapse

                      g haan bilkul har indicator ke apni ek tareqa kar hoti hy and usi k hisab se usko use and follow krna hoti hy. Indicators huym direction zarur dety hy lakin lazmi nahi hy must correct point tak approach kardy..
                      Last edited by ; 06-02-2014, 09:38 AM.
                      • #12 Collapse

                        Jee yeh tu baat hay ke jis tarha se us na kaha ho e muj se kitne point tak ka profit mil sakta ay ya app ko kon se point per ja kar trade ko loss main closed karna ho ga tu app ko yeh sab dekh kar hi kisi bhi indicator ko use karna ho ga .
                        • #13 Collapse

                          mere khyal main indicators per hum complete barossa nahi kar sakte han in ki help zaror lena chiya but is per complete barossa nahi karna kyoun ke indicators kabhi bhi 100 persent sai nahi batate humien zayda tar apne experience per barossa karna chiya
                          • #14 Collapse

                            g han indicator jis ne bhi bane hote hain wos ne is ka khas tarika istimal diya hota hay agar aap wos taran wose use karo ge aur wos ke sare rules ko folow karo ge to hi aap wos indicator se profit earn kar sakte ho warna to aap ko loss ho sakta hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G haan.aap nay theek kaha.agar koi bhi indicator use karna hai to pehly us kay bary main learn karna ho ga.us kay baad he hum us ka theek use kar sakty hain or apni strategy main is ki help say achy results lay sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X