auto robot in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    auto robot in forex
    Dosto auto robot kbi b istimal ni krna trading me,q k ye hamesha lose hi krta he, aur agr kisi k pas aisa auto robot jo 1 saal se kam az kam runing me ho aur profit dy rha ho to usko istimal kr lena chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar kisi kay pass koi profit deny wala robot hai bhi tu wo phir bhi robot use na kary kiun kay wo ye baat khud bhi jaanty hon gay kay robot unko kitna profit deta hai. EA ya Robot se hum kai guna ziada profit le sakty hain or hum trading me successful bhi tab hi hon gay jab hum khud se planning kar kay trading karen gay.
    • #3 Collapse

      yes gee haan my dear app nay bilkul sahi kaha mujhe robot par 1% bhi bharosa nai hai kyun kay auto robot jitney bhi hotey hain sab kay sab fake hotey hain ye start mein to app ka thora sa profit earn karwa den gaey lakin bad mein ye app ka sara account wash karwa de ga my dear main just manual trade karta hoon aur manual trade hi bohat best hoti hai kyun kay manual trade ka contoral sirf hamarey pass hi hota hai aur hum hi us ko contoral kar kay daily achey say acha profit earn kar saktey hain his a very good and 100% profitable bussiness i like it very much
      • #4 Collapse

        Forex trading robot say bhi kar sakty hain.main nay trading main robots use kiey hain or in ki help say earning bhi ki hai.robot kay peechy bhi ik trader ka mind he hoota hai.robot ko sharp mind say use karny say he earning hooti hai.
        • #5 Collapse

          my dear friend forex ma kobi be auto robote use nai karna mara dasto q k ya hamesha lose nai karta forex trading robote sa kar sakata hai
          • #6 Collapse

            ji ap ney auto robot ka pocha hain toh main apko yahi bataonga k auto robot se behtar hain k ap maual tading karey kyun auto robout ki waja se mere dost k pese lose hogaye hain aur is peh yakeen b nahi karna chayeh..
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
              Dosto auto robot kbi b istimal ni krna trading me,q k ye hamesha lose hi krta he, aur agr kisi k pas aisa auto robot jo 1 saal se kam az kam runing me ho aur profit dy rha ho to usko istimal kr lena chahiye.
              i am not agree with you, Because har Robot Zruri nahi k hamesha loss hi de, bas Robot use kerne k kuch asool hote hen wo follow kar chahye, me kafi arse se kafi robot use kr raha hun or kafi ache result dekhne me ay hen, bas kuch robots hote hen jin ko news timing pe use nhi kerna chahye wohi robot ziada loss dete hen...
              • #8 Collapse

                NAe krna chahiay use auto robot.. kch rules hoty hain business k.. un k khilaf hai ye bt..
                hmehsa apny dmagh sy krna chahiay sb km..
                • #9 Collapse

                  main auto trading pr believe nhi krta q k auto trading ap ko loss zada or profit km deti hay main nay khud robot use kr k dekha hay mughy loss k siwa kush nhi mila es leay apni skills use karni chahye or manual trading karni chahye ta k ap es business main profit hasil kr sko
                  • #10 Collapse

                    my dear friend mare kahyal se hum ko apni manual trading he karni chaye aur hum ko in atuo robot k chaker me nhi parna chaye ku k ye robot hum ko bht loss karte he aur hum is ma apna profit ko loss karte agr ap manual trading karn ga to ap ko is ma bht faida ho ga aur ap yahan se profit ko gain karo ga
                    • #11 Collapse

                      mere khyal se ager ap robot ko use karte hain tu apne skill ko kill karte hain humien robot ka use bilkul bhi nahi karna chiya kyoun ke robot wohi karta hai jo ke aik experience rakhne wala trader karta hai tu is liye apne experience ko strong karna chiya
                      • #12 Collapse

                        G han bro apne bilkul theek kaha k auto robot kabi use ni karna chahiye mein khud kafi logo se sun chuka hn k unko loss howa he auto robot use kiya ta unho ne
                        • #13 Collapse

                          kabi be hame robot per focus nahi karna chaye yeh hamre liye thek nahi hai jitni earning hum khud se kar sakte hai utni hame robot nahi kar ke deta hame apne knowldege ke mutabiq trade karni chahye q ke robot insaan ke create ki hui cheez hai aur insaan allah ki create ki huwi hai baqi aap sab log jante hai.
                          • #14 Collapse

                            eek new bie ko tou bilkul Bhi Robot use nahin Karnaa Chahiyee,balkay Senior traders bhi Meri is baat Say Mutafik hon Gy k Robot Sirf limited Kaam Kar Saktaa hai,Forex market kaa kuch pataa nahin chaltaa Kab Kis waqt palat jaye...so manual Trading he best hai
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                              Dosto auto robot kbi b istimal ni krna trading me,q k ye hamesha lose hi krta he, aur agr kisi k pas aisa auto robot jo 1 saal se kam az kam runing me ho aur profit dy rha ho to usko istimal kr lena chahiye.
                              acha hai k auto robot say trading ki bajae ap menuall trading karain to ap auto robot sey ziada nafa ho sakta hai aur ap apni marzi ka profit kama saktay hain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X