Economic progress ma forex trading ka kirdar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic progress ma forex trading ka kirdar
    Economic progress ma forex trading ka kafi had tak bohat hi aham kirdar hai forex trading se muashi khushhali laye ja skti ha or iss se beroz gari bhi kafi had tak khatam ho jati ha or her aik ko apna khud ka business start krne ka moqa milta hai.
    Islamic Books Blogging Tips
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Economics progress main forex ka bara role hai kun keh forex trading aik reliable business hai aur agar hamary pass acha technical knowledge ho to hum achi profit kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      jb b ap kaam ko karty hian to us say apa k mulk ko kafi had tak faida hota hai aur apa ko yaha pay kaam karnay k bad he sub samjh ata hai k kesay cheezon ko samjha jae aur kesay inhe yaha pay kaam ko kar k dekha jae.
      • #4 Collapse

        forex trading her mulk ki economy per asar dalta hai ... koun k aik to yeah bohat say logoon ko source of employment deta hai or us k sath sath logoon k control main foreign thora foreign exchange reserver mojood hota hai jo kuch had tak kisi b mulk ki economy ko stable rakhnay main madad kerta hai.......
        • #5 Collapse

          forexx app ka ecnomicss may boht hi aham kirdar ada karta hain yanii is say app economicall say app ko mazboot banaty hann
          • #6 Collapse

            yes i agree with u that learni ng is too much important in forex if u donot learn then u will not remain long time in forex so learn forex first and then invest it will be good for u forex is the real buisniss from which u can earn thousand of the dollers. we never earn profit from trading and if you have no knowledge and experience about trading then you may get many loss from trading. If you have knowledge and skills then you earn huge profit from forex trading and make your dreams in real.
            • #7 Collapse

              Economic progress main forex trading ka kirdar zaroor hai lehaza hamain chahiye keh market main koi achi strategy honi chahiye ta keh hum market main positive pips laga sakein. Mulki progress main economic situations ka kirdar bohat ahem hai.
              • #8 Collapse

                forex trading ko karne say economic progress main jab hum ko profit hota hai tu hum withdrow leatain hain tu iss say pakistan ke currency behtar hote hai matlab rupay ke qader behtar hote hai.
                • #9 Collapse

                  Forex trading main agar ham apney trading kartay hain or is main kam karnay say hamara life style bahter hota ha to is ka asar hamaray molk key economy par b ho ga or hamara molak b trakey karaay ga .
                  • #10 Collapse

                    ji haan dear aapnay bhut hi achi baat kahi hai ecnomic mai forex bhut hi achaa kirdaar adaa karti hai and yai bhut hi achaa bussniss hai hamay chaiye kay hum is mai mahnat karen ku kay yai be rozgari ko khtam karti hai rozgaar barhati hai or hum is mai bhut hi faidaa hansil kartay hain.............................................. ...
                    • #11 Collapse

                      mere bhi forexpar trading kr k har kise ko bhot sa fida hota ha si iye huem chaye k humbhi forex par trading kr k bhot sa knowledge hasil karn is k bad he hume forex par trading k liye hard work ki zarorit hoti ha is liye hume chaey k hum forex par hard work karn
                      • #12 Collapse

                        humari economic progress I think 80% isi forex sy chal rahe hy chaye wo online ho ya pir duseri mandi main ho ek maqsad tu ek he hy na. aur dua kro k humari economic progress behter ho jaye.
                        • #13 Collapse

                          buht bara kirdar hai is mein roz buht se loag kaam krte hain aur earning krte hain agar pakistan ki bat krain to buht se loagon ko job mil gai hai aur banks mein [paise rakhwana buht hi acha hota hai mulk ke liye trader aksar bank mein rakhte hain paise
                          • #14 Collapse

                            forex trading her mulk ki economy per asar dalta hai ... koun k aik to yeah bohat say logoon ko source of employment deta hai or us k sath sath logoon k control main foreign thora foreign exchange reserver mojood hota hai jo kuch had tak kisi b mulk ki economy ko stable rakhnay main madad kerta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G logo ko forex se kaafi relief mil sakta hai jis se un ki economical haalat behter ho sakti hai aor gradually country ki economical condition bhi durust ho sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X