Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.
    Click image for larger version

Name:	20200907_220241.jpg
Views:	3
Size:	38.5 کلوبائٹ
ID:	12467373


    Click image for larger version

Name:	20200907_225500.jpg
Views:	1
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12467374

    Railway track candle pattern strategy b price action trading par based hai. Ye 1 hour or bigger time frame k lae use hota hai secondly har pair or commodity k lae use ho sakta hai. Railway track pattern 2 candles sy mel kar banta hai. Ye 2no candle same length ki honi chahe or railway track ki tarha parallel nazar ani chahe. But pehle candle bullish ho to second bearish honi chahe or agr pehle bearish ho to second bullish honi chahe.

    Railway track pattern trading strategy rules.

    1. Buying rule.

    Jb bullish railway track ban jae to hamy buy stop sy trade open karni chahe or esko 2 sy 5 pip pattern sy high rakhna chahe. Secondly hamy stop loss ko 2 sy 5 pip pattern sy low set karna chahe. Thirdly take profit hamy second candle ki height k 3 times set karna chahe. But tp ko es sy close b movw kiya ja sakta hai.

    2. Selling rule.

    Jb bearish railway track ban jae to hamy sell stop sy trade open karni chahe or esko 2 sy 5 pip pattern sy low set karna chahe. Secondly stop loss hamy 2 to 5 pip pattern sy high set karna chahe. Thirdly take profit hamy second candle ki height k 3 times set karna chahe. But tp ko es sy closer b set kiya ja sakta hai.

    Additional note.

    Jb trend reversal trend ma ata hai to ye pattern applicable hota hai. Es ka clear matlab ye hai k ap ko es pattern ko support or resistance ma find karna ho ga. Agr apk pass asi information hu k market side way movement ma hai to es pattern ko ignore kr dena chahe. Agr second candle pehle candle sy size ma kam ya zayada ho to ye kuch cases ma matter ni karta. Albata ye pattern support or resistance par hona zaruri hain.
    Last edited by ; 07-09-2020, 10:58 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

    Dear aapane bahut hi informative post Hamari sath share Ki Hai no doubt Forex trading Mein jitne bhi e-market patterns hote hain vah aapko bahut jyada help karte hain aur aapki trading ko bahut jyada profitable banaa Dete Hain isliye Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko market Mein different important chart patterns ko Jarur focus karna chahie Aaj aapane Jo discussion railway chart pattern se related Ki Hai no doubt yah Ek bilkul unique information hai jo Mein first time Pakistan Forex form ki page per uh observe kar raha hun aur Aise Mera knowledge bahut jyada increase Hua Hai.

    Is ko railway chart pattern isliye Kaha Jata Hai Kyunki ismein do different candlesticks banti hai jinki length bilkul same hoti hai aur agar aap isko carefully observed karte hain to bilkul yah railway track Ki Tarah aapko parallel Najar Aati Hai Jiski vajah se isko aap railway track pattern Kaise sakte hain.

    Jab is chart pattern Mein Ek candlestick banti hai to dusri candlestick opposite reversal candlestick banti hai no doubt donon candlestick ka opening or closing ek hi point Hota hai.

    Dear jab Ham is chat patterns per apni trading karna chahte hain to Hamari Puri koshish honi chahie ki is chart pattern ko carefully completely study Karen aur uske bad usko apni trading per apply Karen sometime aapko market patterns ki samajh nahin aati to use condition mein aap unko demo account per per apply Karke Apne analysis ko perfect bana sakte hain Jiske bad aap Jab Bhi Forex trading Mein kam karte hain to aapko bahut acche results mil sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

      AOA friends jesa k aap ko pata hea k bearish railway candlestick pattern forex main kafi ahimiat ka hamil hea aur Candle stick ka knowledge aur education har technical trader aur non technical traders ko hasil karna zarori hay, other Forex education (technical, fundamental) key sath agar candle stick ka knowledge be hasil kia jaye to ye traders key ley extra market analyzing benefit de sakta hay, candles ko samjna etana mushkil be nahi hay agar koch din candles ki study ki jaye to bahot hi asani se popular candles movement ki samaj traders ko ho sakti hay, candle sticks pattern ko technical technique be ham keh sakty hey jes ko understand key baghir kabi be es se traders faida nahi le sakty aur Candle stick ka knowledge aur education har technical trader aur non technical traders ko hasil karna zarori hay, other Forex education (technical, fundamental) key sath agar candle stick ka knowledge be hasil kia jaye to ye traders key ley extra market analyzing benefit de sakta hay, candles ko samjna etana mushkil be nahi hay agar koch din candles ki study ki jaye to bahot hi asani se popular candles movement ki samaj traders ko ho sakti hay, candle sticks pattern ko technical technique be ham keh sakty hey jes ko understand key baghir kabi be es se traders faida nahi le sakty aur Forex trading mein trading karty waqt market ki movment ko janna bahut zaroori ha aur market ki next movement ka andaza analysis kar k lagaya ja sakta ha aur analysis 2 types k hoty hain technical analysis aur fundamental analysis aur technical analysis k liye har trader k liye zaroori ha k usy candle stick patten ana chahye aur trading start karny se pehly candals ka basic knowledge hona bahut zaroori ha kyun k candles ki diffrent shakal hoti hain aur har candal doosri se diffrent hoti ha aur har candal market ki next movement ka idea deti ha jis se hamyn trading mein help milti ha is liye japanies candle stick pattren seekhna bahut zaroori ha har trader k liye kyun k chart open karyn gy tu hamyn diffrent candles nazar ayn gi aur agar candels ka knowledge ni hoga tu ham analysis ni kar sakyn gy.is liye koi e book se ya seminor attend kar k candles k bary learning hasil kar leni chahye ta k trading mein asani ho.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

        Dear aapane bahut hi informative post Hamari sath share Ki Hai no doubt Forex trading Mein jitne bhi e-market patterns hote hain vah aapko bahut jyada help karte hain aur aapki trading ko bahut jyada profitable banaa Dete Hain isliye Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko market Mein different important chart patterns ko Jarur focus karna chahie Aaj aapane Jo discussion railway chart pattern se related Ki Hai no doubt yah Ek bilkul unique information hai jo Mein first time Pakistan Forex form ki page per uh observe kar raha hun aur Aise Mera knowledge bahut jyada increase Hua Hai.

        Is ko railway chart pattern isliye Kaha Jata Hai Kyunki ismein do different candlesticks banti hai jinki length bilkul same hoti hai aur agar aap isko carefully observed karte hain to bilkul yah railway track Ki Tarah aapko parallel Najar Aati Hai Jiski vajah se isko aap railway track pattern Kaise sakte hain.

        Buying rule.

        Jb bullish railway track ban jae to hamy buy stop sy trade open karni chahe or esko 2 sy 5 pip pattern sy high rakhna chahe. Secondly hamy stop loss ko 2 sy 5 pip pattern sy low set karna chahe. Thirdly take profit hamy second candle ki height k 3 times set karna chahe. But tp ko es sy close b movw kiya ja sakta hai.

        2. Selling rule.

        Jb bearish railway track ban jae to hamy sell stop sy trade open karni chahe or esko 2 sy 5 pip pattern sy low set karna chahe. Secondly stop loss hamy 2 to 5 pip pattern sy high set karna chahe. Thirdly take profit hamy second candle ki height k 3 times set karna chahe. But tp ko es sy closer b set kiya ja sakta hai.

        Additional note.

        Jb trend reversal trend ma ata hai to ye pattern applicable hota hai. Es ka clear matlab ye hai k ap ko es pattern ko support or resistance ma find karna ho ga. Agr apk pass asi information hu k market side way movement ma hai to es pattern ko ignore kr dena chahe. Agr second candle pehle candle sy size ma kam ya zayada ho to ye kuch cases ma matter ni karta. Albata ye pattern support or resistance par hona zaruri hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

          Dear kafi acchi information aapane share ki hai aur yah kafi helpful bhi hai aapki is thread se kafi kuchh sikhane ko mil raha hai aur jis tarah aapane railway track pattern ke bare mein knowledge on information share ki Hai Ya kabile tarif hai agar koi trader is tarah ke pattern ko follow karen to vah hamesha Hi sahi direction trade kar payega aur maximum profit Forex se book kar payega kyunki Forex ek technical business hai jismein sirf aap technical work ke upar depend karte ho aur technical points aur technical chart aur pattern ke upar aapki trade depend karti Hai jitna jyada aapko knowledge hota hai in technical points ke bare mein utha nahin jyada aap forex se profit gain krte ho

          Railway track pattern 2 type candle stick pattern per mushtamal hoti hai buy aur sale ka secuance 2no he is pattern mein paya jata hai aur donon ki length ek jaisi hi banti Hai chahe vah buy Mein jaaye Na chahe sale mein jaye aur is tarah ke pattern ko khas karke reversal pattern bhi kaha jata hai kyunki jab inki movement ek direction Mein chalti rahti hai to aapko buy ward side ka single is pattern se milta hai aur jub iski movement down ward side chalti hai to aapko sale ka single milta hai aur is pattern ka shape bhe ek kisam ka railway track ki tarah banta hai jesy identify karna asan hota hai

          Aur jab yah pattern banna start ho jata hai hai to iski entry point aur ending point ek hi banti Hai chahe agar yah buy Mein Jaye ya phir sale jab next candle banti hai hai to vah iske opposite hi word karti hai aur same Hi entry-point se lekar ke Sam he ending point per hi close hoti hai agar koi trader focus ke sath is situation Mein kam karen to vah maximum profit book kar sakta hai aur 2 type ki trading karke achcha profit gain kr sakta hai 2 type trade se Murad hai ek trade sale ki lagani chahie ek buy ki jab is tarah ki situation aapko najar aaye tab is tarah ka decision aap le sakte hain aur maximum profit book to sakte hain

          Jab is tarah ka koi bhe pattern banai to ek bar support aur resistance ko bhi lazmi check karna hoga kyunki Inka bahut role hota hai jo ki aapki trade ko acchi support bhi dete Hain agar aap active mind hokar ke har EK point ko apne mayke Mein rakhte ke kam karte ho kyunki jab ek trade kisi support yah resistance ko break kar deti hai tab market apni direction khud banana start kar deti hai aur vah out of control Ho jaati Hai FIR vah apni direction khud chose krti hai ke next movement osne kis taraf krne hai to support or resistance ka bahut hi jyada khayal rakhna chahie aur unko Bhi apne mind mein rakh karke FIR Koi explain create karna chahie jitna jyada focus ke sath kam karenge utna hi jyada Forex a benefit gain karenge
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

            Ap ne jis tarhan pic share ki our us ka jaiza lia bhot hi acha tha yaqeenana agar ham is tarahn se trading karen to hamain achi khasi achi trading karne ka moqa milta hai hamain forex business main bbot zyada ihtiat se kaam karne ki zrorat hoti hai jitna ham kaam acha karte hain hanain us ka utna zyada faida hota hai dear forex members hamain forex business main bhot zyada soch samajhdari se kaam karne ki zrorat hoti hai our trading ke lye ham market ko analyse bhi sirf our sirf in candles ki madad se kar sakte hain agar ap forex business main marker ko achi tarhan analyse kar rhi hain to in candles ki wajha se to is tarhan jese candles ke mukhtalif size hain isi tarhan in ki aqsaam bhi hai jo hamain market ke trend ke change hone our is ke sath sath marker main feture main kia hone ja rha hai is ki janib ishara deti hain hamain in cheezin ka gihrai se jaiza lena hota hai tab hi ham market ko samajh sakte hain agar ham in ko samjh jate hain tk hamare kaam main bhot c asanian peda ho jati hai our ham achi earning hasil karne main kamyab ho jate hain

            jis tarhan dost ne picture share ki our candles ko do nam dye Bearish candles ryalway our Bullish Candles Ryalway to is se ham market ko achi tarhan analyse kar ke profit hasil kar sakte hain lekin in main main ek cheez add karna chahon ga ke in candles ko har time frame main alag dekha ja sakta hai agar ap alag time frame main cheek karen ge to yr candles is tarhan ban rhi hon gi lekin is cheez ko dekhte howe ham isi ghalan bhi nhi keh sakte kyun ke agar big time frame main is tarhan ki candles main is ho rha hai to is ke mutabiq big movement hone wali hai to in cheezion ko hamain bhot ghoor se samajhne ki zrorat hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

              Ham Sab Ko starting ke andar Dil lagakar Apna kya karna chahie aur mehnat Karke Apna bonus increase karna chahie Iske Saath Saath trading Mein kam karte hue aapko Hamesha relax mood se kam karna chahie aur aapko chahie ke daily basis per kam karte hue apni tradeworks Mein kamyabi ke liye ek acchi planning Karni chahie Jo log trading Mein without planning kam Karte Hain vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamesha aapko Ek acchi planning ke sath Hi Kam karna chahie aur Jyada Se Jyada focus aapko Apne trade analysis per karna chahie market ki analysis hi aapki trading co Kamyab banati Hai trade open karne se pahle aapko market situation ko samajhte Hue Apna trade karna chahie aur iske sath sath Ek acchi planning jismein aapki money management lot size aur Iske alava Aur Bhi bahut se cactus hote hain jinko aap use karte hue Jyada Se Jyada Achcha trade Karke apni profit ko Hasil kar sakte hain Iske alava aapko demo account se practice karni chahie aur aapko use pair ka selection Karni chahie jismein aapko Achcha experience ho aur jismein aapane Jyada practice ki ho aapko entry or exit point Ka Pata Hona chahie aur yah points aapko trade open karne se pahle mark kar Lene chahie Taake Koi Mushkil pesh Na Aaye aur ham Sab Ko Apna Kam Apne time per Karya ke kamyabi Hasil Karni chahie ISI se Hamari Aane increase hoti hai aur aap kamyabi ke sath acche trading kar sake aur Achcha experience bhi Hasil ho sake Jo log trading Mein mehnat karte hain Vahi acchi earning bhi kar sakte hain isliye Hamesha aapko chahie ke Sabar ke sath daily work Karen tar ke aap acchi earning kar sake Jo log trading Mein Soch Samajh Ke aur acchi planning ke sath kam karte hain unko Jyada Achcha experience Milta hi jaldbaji mein kiya Gaya trade aapko loss De sakta hai isliye Hamesha aapko apni trading Mein kamyabi ke liye market ki situation ko Dekhte Hue apni trading Karni chahie aur jaldbaji bilkul Nahin Karni chahie aur iske sath sath hamen candlestick leavening bhi Karni chahie because candlestick ki learning bahut hi Sada important role play karti hai so isiliye Hamen candlestick ko study karna chahie vah bahut hi important hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                Jab Ham Forex trading Jab Ham Apna Kam start karte hain to use takat Hamen usmein maujud Tamam patterns ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Kyunki yah patterns Hamen market ki movement ko samajhne mein bahut jyada help Karte Hain Forex trading mein bahut se pattern Hote Hain Forex trading ke railway track candle pattern bhi bahut jyada important hote hain isliye Hamen chahie ke market Mein trade Lagane se pahle ine ko acchi Tarah Se learn kar len ine ko acchi Tarah Se learn karne ke bad hi market Mein trade open Karen

                Forex market Mein different types ke chart patterns hote hain isliye Hamen chahie kya Hamen UN per acchi Tarah Se focus karna chahie tabhi Ham unko mein maujud jo difference hai usko acche tarike se learn kar Payenge in patterns ke jariye se Ham market ki movement ko acchi Tarah Se samajh sakte hain ke market Mein price kis Taraf move kar rahi hai agar is main price uptrend ya FIR downtrend mein movekar rahi ho to use market han is main apne trade open kar sakte hain aur is trade ke Jagah Se Achcha Khasa profit bhi Hans kar sakte hain Kyunki use Waqt market bahut jyada joron per hoti hai use Waqt aap Achcha Khasa profit aur earning Hasil kar sakte hain Agar Ham Apna Kam properly tarike se Karenge aur ismein Jyada Se Jyada time spend Karenge tab bhi Humne usko acche tarike se samajh Payenge aur isko Ek successful business bhi banaa Payenge Agar Ham Apna Ek alag business start karna chahte hain to uske liye bhi Hamen chahie ki Ham pahle sabse pahle Forex trading ko acchi Tarah Se samajhne Jab Ham Forex trading Mein Kamyab Ho Jaenge tab Ham Ek Achcha alag business start kar Sakenge aur use business ko ek successful business bhi banaa Payenge Ek Achcha trader Vahi Hota Hai Ek Achcha trater wahi Hota Hai jo market ke rules ke according Apna Kam Jari Rakhta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                  Aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Is Tarah Ki information share Kar Ke aapane Hamare knowledge ko increase kar diya hai aaj Ham Forex trading ke liye railway track candle pattern ki complete information ke about baat karenge ke patton mein maujud candlesticks ko railway track ke sath Kyon compare Kiya gaya hai Ham Jante Hain Ki Forex ek Aisa business hai Jiski market Mein Bahut Si chijen Aisi Hoti Hai Jo Ek drader ke liye Janna bahut Jaruri hoti hai

                  Ham Jante Hain Ki market Mein maujud patronage Mein Bahut Si candlesticks bante hain aur yah candlesticks Jaise shapes a different hoti hain vaise in ki information bhi different hoti hai candlestick patterns ko railway track se isliye compare Kiya Gaya Hai Kyunki Unki shape railway track Jaisi hoti hai Jab Ek pattern Mein different types ki candlesticks banti hai to Unki length bilkul Ek Jaisi hoti hai lekin Jab Ham isko Majeed Jante Hain To yah Hamen railway track Jaisi Najar Aati Hain

                  Agar Ham Forex Mein mojud patterns per apni trade Lagana chahte hain aur usse profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham patterns ko sabse pahle acchi Tarah Se understand Karen aur patterns ko Ham use Waqt samajh Sakenge Jab hamare pass experience or knowledge hoga aur bahut se traders aise hote hain jinko market Mein maujud patterns ki bilkul bhi samajh nahin aati Aise traders ko chahie ki vah demo account per Jyada Se Jyada practice Karen Kyunki demo account per Unki practice jitni Jyada Hogi patterons ko samajhne Mein Aur candlesticks Ko samajhne Mein unhen aasani Hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                    Dear friend aap ne bohat behtreen information share ki hai men ne is pattern se related learn nahi kiya Tha forex trading market Mein candlesticks bohat sare different patterns bnati hain aur Har pattern ko learn krna possible nahi ho sakta is liye mein ne bohat Kam patterns ko abi tak seekha hai
                    Lekin dear aap ne railway track pattern ko jis tarha se explain Kiya hai bohat acha tareeka hai aur yeh humein ache guidance provide kr sakta hai is ki learning see hum apni trading ko kamyabi ki taraf ly kr ja sakty hain
                    Dear yahan sab ka kaam krny ka method different hai yahan agar mein fkag pattern ko importance dy rha hun to koi aur member hammer per maximum focus karne wala ho GA aur koi railway track pattern ko ache tarha see janta ho GA hum sab ko chaheye KY jis ky pas jis pattern see related ache information mojood Hai wo isi tarha share kren ta ky ache learning ko possible bnaya ja sake aur us ka istemal apni trading Mein Kiya ja sake kyun ky learning ky bgher hmare liye Kisi bhi step ko follow krna possible nahi ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                      Successful trading aur achy profit kay hasool kay liye railway track pattern bahut helpful hay. Is pattern ki pehchan 1 hour plus time frame aur kisi bhi security main mumkin hay. Laikin isko samjhna aur iski prediction karna bahut zaroori hay. Q keh baz dafa ye pattern bullish trend main create hota hay aur baz dafa bearish trend main. Jab ye pattern create ho to hamain is say previous movement ko bhi daikhna chahiye. Yani keh ager aik candle bullish ho aur is kay bad same body ki bearish candle bany to isko ham railway track pattern tab he samjhain gay jab last bilullish trend ki movement kafi ziada hui ho, jiska matlab hay keh ab price down kay yani bearish trend kay he chances hon gay. Isi tarah bearish candle kay bad ager bullish candle bany to is say pehly wali bearish movement ko bhi hamain analyse karna hota hay keh ye movement kitny volume per phaili hui hay aur is nay yeh distance kitny time main tay kia. Ager ye movement short ho aur ye candle bany to is main ham buy ki trade nai kar sakty.

                      Trading strategy in railway track pattern: -

                      Is pattern main ham aik long term pattern kay khatam hony kay bad reversal pattern per trade lagaty hain. Is pattern per ham bullish trend kay bad bearish main sell and long term bearish pattern bullish main buy ki trade laga sakty hain. Fundamental analysis kay bad trade start karain aur trend ki confirmation yani is patteern kay ban'ny kay bad he trading order place karain ta keh safe and profitable trading mumkin ho saky
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                        [ATTACH]18997[/ATTACH]


                        [ATTACH]19004[/ATTACH]

                        Railway track candle pattern strategy b price action trading par based hai. Ye 1 hour or bigger time frame k lae use hota hai secondly har pair or commodity k lae use ho sakta hai. Railway track pattern 2 candles sy mel kar banta hai. Ye 2no candle same length ki honi chahe or railway track ki tarha parallel nazar ani chahe. But pehle candle bullish ho to second bearish honi chahe or agr pehle bearish ho to second bullish honi chahe.

                        Railway track pattern trading strategy rules.

                        1. Buying rule.

                        Jb bullish railway track ban jae to hamy buy stop sy trade open karni chahe or esko 2 sy 5 pip pattern sy high rakhna chahe. Secondly hamy stop loss ko 2 sy 5 pip pattern sy low set karna chahe. Thirdly take profit hamy second candle ki height k 3 times set karna chahe. But tp ko es sy close b movw kiya ja sakta hai.

                        2. Selling rule.

                        Jb bearish railway track ban jae to hamy sell stop sy trade open karni chahe or esko 2 sy 5 pip pattern sy low set karna chahe. Secondly stop loss hamy 2 to 5 pip pattern sy high set karna chahe. Thirdly take profit hamy second candle ki height k 3 times set karna chahe. But tp ko es sy closer b set kiya ja sakta hai.

                        Additional note.

                        Jb trend reversal trend ma ata hai to ye pattern applicable hota hai. Es ka clear matlab ye hai k ap ko es pattern ko support or resistance ma find karna ho ga. Agr apk pass asi information hu k market side way movement ma hai to es pattern ko ignore kr dena chahe. Agr second candle pehle candle sy size ma kam ya zayada ho to ye kuch cases ma matter ni karta. Albata ye pattern support or resistance par hona zaruri hain.
                        Yes dear ap nay bahut hi informative post hamarye sath share Ki hai no doubt Forex trading Mein jitne bhi e-market patterns hote hain wo aapko bahut zayada help karte hain aur aapki trading ko bahut zayada profitable banaa dete Hain isliye jab aap Forex trading mein kam kar rahe hote hain to apko market mein different important chart patterns ko zarur focus karna chahie aj ap nay jo discussion railway chart pattern se related Ki hai no doubt yah ek bilkul unique information hai jo main first time Pakistan Forex form ki page per uh observe kar raha hun aur Aise Mera knowledge bahut jyada increase Hua Hai.is ko railway chart pattern isliye kaha jata hai kiyu nki ismein do different candlesticks banti hai jinki length bilkul same hoti hai aur agar aap isko carefully observed karte hain to bilkul yah railway track ki tarah apko parallel nazar aati Hai jiski wajah se isko aap railway track pattern Kaise sakte hain.Jab is chart pattern main aik candlestick banti hai to dusri candlestick opposite reversal candlestick banti hai no doubt donon candlestick ka opening or closing ek hi point Hota hai.Dear jab Ham is chat patterns per apni trading karna chahte hain to hamari puri koshish honi chahie ki is chart pattern ko carefully completely study karain aur uske bad usko apni trading per apply Karen sometime aapko market patterns ki samajh nahin aati to use condition mein aap unko demo account per per apply Karke Apne analysis ko perfect bana sakte hain jiske bad aap jab Bhi Forex trading Mein kam karte hain to aapko bahut acche results mil sakte hain.
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                          dear friend, railway track pattern forex ma aik price action trading strategy ha jo 2 candlesticks ki length ko analyse kar k use ki jati ha, jin ma sa aik candle bullish aur dusri bearish hoti ha, dono candles ki length same hoti ha auf in ko daikhnay sa bilkul aik railway track mind ma ata ha, isi munasbit sa isay railway track pattern kehtay hain, iski two types hoti hain bullish aur bearish.

                          Bearish railway track pattern ma first candle first candle bullish aur second bearish hoti ha, jis sa hmain is baat ki indication milti ha k ab market ki moment bullish sa bearish honay wali ha, is ma hmain sell stop sa trade open karni chaiay aur ye limit pattern sa kuch pips high rakhain, stop loss ko 5 pips tk rakhain,

                          bullish railway track pattern ma first candle bearish aur second candle bullish hoti ha jis sa hmain market ki moment ka bearish sa bullish ma janay ka indication milta ha, is k liay pending buy stop order 1 ya 2 pips pattern sa high rakhain, stop loss ko 2 sa 5 pips pattern ki low position sa down rakhain,

                          ye pattern hmain trading k liay achi indications daita ha, trend reversal ma ye bht mufeed hota ha, is pattern ko support aur resistance k through find karna ho ga, is sa hmain market ki moments ko samajhnay ma kafi help milti ha lihaza is ko samajh kar thek tarah apply kia jay to profitable trading mumkin ho sakti ha jis sa achay results hasil ho sakain gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                            railyway track candle ko smjh lo ap mein include bhi nahin hua hai yah structure trouble ki vajah se hua hai bahut hiya there jald is isue ko settle kar diya jaega aur hamara acclaim hamare account mein a jaega iske revealed mein hamen bilkul pareshan hone ki jarurat nahin hai.the Forex market gathering as indicated by hamen apni mehnat ko ji rakhna hahie aur forestall nahin kara chahie.te Fore marketsupplanting business undertaking Kaise offices jismein Ham jitni Jyada mehnat Karenge itne jyada hiya Ham apni Rani Gora ani o increase karte color kamyabi Hasil kar Sakenge Kyon individuals the Forex market supplanting business endeavor Mein Nahin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading k lae Railway Track Candle Pattern ki complete information.

                              trading karne ke liye members ko technical baton per acchi tarah Se ghor karna hoga aur unko acchi tarah Se har ek member ko samajh se kam lekar karna hoga reading karna itna aasan Kam nahin hai iske liye members ko maximum learning ka Lena hoti hai aur learning mein members ko trading se related achcha experience hasil kar lena hota hai members ko apni trading mein different type ke patterns per acchi tarah Se interest lekar kam karna hota hai aur yah patterns members ko trading mein acchi help dete Hain aur agar members ke pass in se related koi bhi achcha experience nahin hai to unko yah experience hasil kar lena hoga aur yah experience hasil kar lene ke bad vah ine ka istemal apni trading mein acchi tarah Se Kar payenge members ko apne kaam par kabhi compromise nahin karna chahie aur har tarah Se apne kaam ko acchi tarah Se karne ke liye apni acchi struggle karna chahie trading karne se related maximum members ke pass indicators ke bare mein bhi information hoti hai aur accha knowledge hota hai aur yah knowledge members ke liye useful hogaagar members trading se related apni practice ko acchi tarah Se continue kar lenge tu is tarah Se members ko har tarah Se trading se related achcha experience mein jaegaacchi trading kis tarah Se karni hai yah sab kar lene ke liye members ko apna experience improve karna hoga aur experience ko improve karne ke liye members ko khud Se Kam karna chahie members apne kam mein interest lete Hain to is tarah Se maximum acche result milte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X