Yeah review Rawal Dam par mabni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeah review Rawal Dam par mabni hai..
    INTRODUCTION:
    Assalamu Alaikum dear member main aapse a Rawal Dam Islamabad Apna review share kar raha hun Boss famous largest dam hai hai jo ki bahut Purana Na Hai Rawal Dam Ek artificial river hai jo ke Pindi Aur samvad Ke Logon ki jarurat Puri Karta Hai Pani e ki dear iski aur detail hai jo main aapke sath share karta hun...

    LOCATION.
    Margalla Hills National Park.

    COORDINATES.
    33 42' N 73 7'E

    TYPES.
    RESERVOIRS.

    CATCHMENT AREA.
    106.25 sq k
    275.5 km.

    CITY.
    ISLAMABAD

    BASIN COUNTRIES.
    Pakistan.

    SURFACE AREA.
    (8.8) km 3.2 sq.


    Max depth.
    102 ft. 31 ml.

    ADVANTAGES..
    Dear members Rawal Dam bahut Thi Bada Dam hai yah Islamabad aur Rawalpindi Ko Pani ki jarurat Puri karta hai yah ka artificial river hai ye Rawal Dam ke sath Lake View Park bhi hai Hai Jo Ek fomous pak ha r bht purana park ha..

    DISADVANTAGES..
    DEAR mambers isky bht nuksan b hn jb ziada brishen hoti hs to phr bht khtra hota ha k rawal dam over floow ho gya to islmbd r pindi k cites ko bht nuksan ha Ho skta ha is ly government ko chahiye k k iska acha intyzam kr k rkhy...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeah review Rawal Dam par mabni hai..

    NTRODUCTION OF RAWAL DAM :-
    Dear friends main apko apni is post mein rawal dam k bary batana chahta hon kyun k hamara topic hai rawal lake
    Rawal dam islamabad mein hai aur ye bahut bara dam hai is ka total area jo ye dam cover kar raha hai wo 8.8 km hai jo k bahut bara area hai aur ye aik artificial reservoir hai mein k artificial dam hai jis mein korang river and margala stream aur kafi small streams isko fill karti hain
    Is ka purpose islamabad aur rawalpindi ki water requirements ko poora karna hai iski location margala hills national park hai ye malpur village ,bani gala aur margala hills national park k darmayan hai aur is lake ki depth 102 feet hai mean k 33 meters hai
    ADVANTAGES :-( faide )
    Dear friends jaisa k apko pata hai k kisi bhi country mein dam aik bahut he important role play karty hain ab rawal dam ki bat karyn tu ye aik artificial reservoir hai but ye pakistan k jurwam cities rawalpindi aur Islamabad ki water ki jitni bhi requirements hain unko poora karta hai ye sab se bara fiada hai aur is ki waja se water level kafi upar hai zameen mein koi boring kary tu is dam ki waja se pani ka level bahut upar hai aur is k ilawa ye bahut he khoobsoorat hai jo k bahut acha picnic point bhi hai log is par picnic k liye bhi aty hain aur is dam ki waja se rawalpindi aur Islamabad k area mein barish bhi zayada hoti hai rawal dam k advantage bahut zayada hain
    Islamabad mein barish zayada hony ki waja se is mein fresh pani ata rehta hai iska pani saaf hai ganda nahi hai
    DISADVANTAGES : ( nuqsaanat )
    Dear apko is dam ka agar disadvantage btaun tu sirf aik he hai k is mein agar barish zayada hon tu khatara hota hai aur is k ilawa iska disadvantage ye hai is par pani ki waja se mosquito hoty hai jo nearest logon k liye parehsani hai
    Click image for larger version

Name:	images(7).jpg
Views:	1
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12331049Click image for larger version

Name:	images(8).jpg
Views:	1
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12331050
    • #3 Collapse

      Re: Yeah review Rawal Dam par mabni hai..

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
      INTRODUCTION:
      Assalamu Alaikum dear member main aapse a Rawal Dam Islamabad Apna review share kar raha hun Boss famous largest dam hai hai jo ki bahut Purana Na Hai Rawal Dam Ek artificial river hai jo ke Pindi Aur samvad Ke Logon ki jarurat Puri Karta Hai Pani e ki dear iski aur detail hai jo main aapke sath share karta hun...

      LOCATION.
      Margalla Hills National Park.

      COORDINATES.
      33 42' N 73 7'E

      TYPES.
      RESERVOIRS.

      CATCHMENT AREA.
      106.25 sq k
      275.5 km.

      CITY.
      ISLAMABAD

      BASIN COUNTRIES.
      Pakistan.

      SURFACE AREA.
      (8.8) km 3.2 sq.


      Max depth.
      102 ft. 31 ml.

      ADVANTAGES..
      Dear members Rawal Dam bahut Thi Bada Dam hai yah Islamabad aur Rawalpindi Ko Pani ki jarurat Puri karta hai yah ka artificial river hai ye Rawal Dam ke sath Lake View Park bhi hai Hai Jo Ek fomous pak ha r bht purana park ha..

      DISADVANTAGES..
      DEAR mambers isky bht nuksan b hn jb ziada brishen hoti hs to phr bht khtra hota ha k rawal dam over floow ho gya to islmbd r pindi k cites ko bht nuksan ha Ho skta ha is ly government ko chahiye k k iska acha intyzam kr k rkhy...
      dam islamabad mein hai aur ye bahut bara dam hai is ka total area jo ye dam cover kar raha hai wo 8.8 km hai jo k bahut bara area hai aur ye aik artificial reservoir hai mein k artificial dam hai jis mein korang river and margala stream aur kafi small streams isko fill karti hain
      Is ka purpose islamabad aur rawalpindi ki water requirements ko poora karna hai iski location margala hills national park hai ye malpur village ,bani gala aur margala hills national park k darmayan hai aur is lake ki depth 102 feet hai mean k 33 meters hai


      Assalamu Alaikum dear members of Hamare Sath bahut Achcha knowledge Kiya Kiya Hai Aur informative topic select Kiya Hai Diya Rawal Dam Pakistan country or city Islamabad mein hai hai ek bahut famous aur artificial reserva hai hai jo Islamabad aur Rawalpindi ke citizen ko Pani provide karta

      Dear friends jaisa k apko pata hai k kisi bhi country mein dam aik bahut he important role play karty hain ab rawal dam ki bat karyn tu ye aik artificial reservoir hai but ye pakistan k jurwam cities rawalpindi aur Islamabad ki water ki jitni bhi requirements hain unko poora karta hai ye sab se bara fiada hai aur is ki waja se water level kafi upar hai zameen mein koi boring kary tu is dam ki waja se pani ka level bahut upar hai aur is k ilawa ye bahut he khoobsoorat hai jo k bahut acha picnic point bhi hai log is par picnic k liye bhi aty hain aur is dam ki waja se rawalpindi aur Islamabad k area mein barish bhi zayada hoti hai rawal dam k advantage bahut zayada hain
      Islamabad mein barish zayada hony ki waja se is mein fresh pani ata rehta hai iska pani saaf hai ganda nahi hai


      Dear apko is dam ka agar disadvantage btaun tu sirf aik he hai k is mein agar barish zayada hon tu khatara hota hai aur is k ilawa iska disadvantage ye hai is par pani ki waja se mosquito hoty hai jo nearest logon k liye parehsani hai
      • #4 Collapse

        Re: Yeah review Rawal Dam par mabni hai..

        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
        Yeh review Rawal Dam par mabni hai ;

        Dears , Ajj ka hamara review hai Rawal Dam .
        Introduction ;

        Dear friends main apko apni is post mein rawal dam k bary batana chahta hon kyun k hamara topic hai rawal lake .
        Rawal dam islamabad mein hai aur ye bahut bara dam hai is ka total area jo ye dam cover kar raha hai wo 8.8 km hai jo k bahut bara area hai aur ye aik artificial reservoir hai mein k artificial dam hai jis mein korang river and margala stream aur kafi small streams isko fill karti hain .
        Is ka purpose islamabad aur rawalpindi ki water requirements ko poora karna hai iski location margala hills national park hai ye malpur village ,bani gala aur margala hills national park k darmayan hai aur is lake ki depth 102 feet hai mean k 33 meters hai .
        1)LOCATION.
        Margalla Hills National Park.

        2)COORDINATES.
        33 42' N 73 7'E

        3)TYPES.
        RESERVOIRS.

        4)CATCHMENT AREA.
        106.25 sq k
        275.5 km.

        5)CITY.
        ISLAMABAD

        6)BASIC COUNTRIES.
        Pakistan.

        7)SURFACE AREA.
        (8.8) km 3.2 sq.


        8)Max depth.
        102 ft. 31 ml .


        ADVANTAGES :
        Dear friends jaisa k apko pata hai k kisi bhi country mein dam aik bahut he important role play karty hain ab rawal dam ki bat karyn tu ye aik artificial reservoir hai but ye pakistan k jurwam cities rawalpindi aur Islamabad ki water ki jitni bhi requirements hain unko poora karta hai ye sab se bara fiada hai aur is ki waja se water level kafi upar hai zameen mein koi boring kary tu is dam ki waja se pani ka level bahut upar hai aur is k ilawa ye bahut he khoobsoorat hai jo k bahut acha picnic point bhi hai log is par picnic k liye bhi aty hain aur is dam ki waja se rawalpindi aur Islamabad k area mein barish bhi zayada hoti hai rawal dam k advantage bahut zayada hain .
        Islamabad mein barish zayada hony ki waja se is mein fresh pani ata rehta hai iska pani saaf hai ganda nahi hai .

        DISADVANTAGES :
        Dear apko is dam ka agar disadvantage btaun tu sirf aik he hai k is mein agar barish zayada hon tu khatara hota hai aur is k ilawa iska disadvantage ye hai is par pani ki waja se mosquito hoty hai jo nearest logon k liye parehsani hai .


        • #5 Collapse

          Re: Yeah review Rawal Dam par mabni hai..

          Dear members, i hope so u all are f9...mujay pani wali jagay boht pasand hain.main apko rawal lake k baray main btao gi
          Rawal Lake (Urdu: جھیل راول‎) in Pakistan is an artificial reservoir that provides the water needs for the cities of Rawalpindi and Islamabad. Korang River along with some other small streams coming from Margalla Hills have been set to form this artificial lake which covers an area of 8.8 km². Korang River is the outlet stream of Rawal Dam. Rawal Lake is located within an isolated section of the Village Malpur, Bani Gala and Margalla Hills National Park
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Yeah review Rawal Dam par mabni hai..

            Introduction

            Aoa...dear apny bahot acha review pesh kia hai apny rawal dam ky bary mn bat ki hai js s ham sab hi waqif hen yh pakistan k capital Islamabad mn hai..mn isk bary mn apna knowledge share karun giii

            Advantages

            dear members rawal dam ek bahot ee khoobsurt jagah hai yh Islamabad ky ly andar hai or ek achi jagah hai yh dam khudd bnaya gaya hai..is rawal dam ky sath sath ek rawal jheel bhi hai jahan bahot sary tourist aty hen isk sath sath is rawal jheel par bht sary birds aty hen jinko log bahot shok sy dekhty hen yahan ek natural view hota hai js sy any waly log bht enjoy krty hen yh ek bahot acha tourist point hai isk sath sath lake view park bhi bnaya gya hai jahan bht achi jagah bnai gai hai or yahan logo ki bri tadaad rozana ati hai...

            Disadvantages

            dear memebrs jesa ky rawal dam ek bht achi jagah hai mgr logon ky wahan too much interaction or safai ka khyal na rkny s yh jgh gndi ho rae hai yh pani ka ek source hai magar over raining ki wajah sy yh overflow bhi hoskta hai or dangerous sabit ho sakta hai umid hai apko mera review pasand aya hoga thanks

            اب آن لائن

            Working...
            X