Parabolic SAR
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR
    Dosto, is thread may aik aur useful indicator discuss karo ga, wo hay parabolic SAR, yeh indicator market trend ko wazeh karnay may bohat madad dayta hay, is ki madad say ap yeh jaan patay hain k jis waqt ap trading kar rahay ho us waqt konsa trend chal raha hay. lakin baaz dafa long time frame may yeh kuch aur bata raha hota hay aur short time frame may kuch aur, to is lye ghabranay ki koi zaroorat nahi, hum is k sath dosray indicators ko mila kar market ko analyze kar saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	parabolic SAR.JPG
Views:	1
Size:	56.1 کلوبائٹ
ID:	12461281

    Is picture may jo green dots nazar arahay hain yeh trend ki nishandahi kar rahay hain k is waqt market ka trend kia chal raha hay, lakin jab ap daily may check karay gay to is ka trend mukhtalif hoga, lakin is ka matlab yeh hargiz nahi hay k market lazmi oper ya neechay jaye gi, is ka matlab yeh hay k ap aik idea kar lain, aur us k sath sath moving average bhi ap ko nazar arhi hogi, to yeh aik dosray ki help say hi hum market ko janch patay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bht achy janab is tarha k useful indicator discuss krty rhy ta k hum b apny liye or apny ghr walu k liye extra income gain kr saky or ap k in useful tricks sy zada sy zada knowledge gain kr k seekh saky or next logo ko guide kr saky. or khud ko kisi qabil bana saky.
    • #3 Collapse

      Parabolic SAR bhi main scalping main use karta hun.M15 time frame main use kar raha hun.scalping ki most of strategies main parabolic SAR hum use karty hain.
      • #4 Collapse

        Nice indector he aur apne iske barre main ache tarike se smjhaya he Ap aur bhi ache indectr share karain hamare sath Yahan par ziada tar indectr par trad karte hen
        • #5 Collapse

          Dosto chotay time frame, jaisa keh M15 ko use kar rahay ho ya phir M5 ko use kar rahay ho to yeh yaad rakhna k is indicator k signals (dots) repaint hotay hain, aur yeh baaz dafa bohat hi wrong signals dayta hay, to jab kabhi ap scalping kar rahay ho to is cheez ka dhyan rakhna.
           
          • #6 Collapse

            Dear Abdullah you explain the Parabolic SAR very carefully and beautifully so I think every one understand it easily. Dear your thread always most informative and good for learning view thanks dear.
            • #7 Collapse

              that's so sweet of you that you are posting threads according to same to the topic and we get a good help like we can get in books and i think trading is very good business and we need to understand the indicators which are very helpful in trading and if we do understand them very good then we can earn more and more with having an good idea
              • #8 Collapse

                very well defined but this indicator is not very helpful in trading. I try this on my trading but I cannot help alot. it just indicates small dots but we cannot have guess that the trend goes down in future or continue its trend.
                • #9 Collapse

                  Well, brothers, yeh aik trend indicator hay, aur ap ko trend k change honay ka batata hay, jab trend change hota hay to is k dots change ho jatay hain, ya to candle k oper banna shru ho jatay hain ya phir neechay, lakin yaad rahay keh yeh dots repaint bhe hotay hain.
                   
                  • #10 Collapse

                    You've got given good educational approach. Parabolic sar can be a very best and also outstanding warning that provide people the long run movements from the market place. It really is mainly combined with shifting averages and also fractals indicators.
                    • #11 Collapse

                      You've granted good content rich tactic. Parabolic sar can be a ideal in addition to outstanding sign which often give all of us the future mobility of the industry. It truly is generally combined with transferring averages in addition to fractals indications.
                      • #12 Collapse

                        yar mar as job man abi tak new ho jis ka waja sa muja abi tak as kam ka bara ma zayada nahe pata ha aysa kam mah bohot achi expeyan rakhna hota ha as kam ka bara ma ham.
                        • #13 Collapse

                          parabolic sar ek indicator hai aur isay me khud personally apnay chart me use karta hon aur ye kafi had tak faiday mand hai.isay hame chart me zror use karna chahye.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Dosto, is thread may aik aur useful indicator discuss karo ga, wo hay parabolic SAR, yeh indicator market trend ko wazeh karnay may bohat madad dayta hay, is ki madad say ap yeh jaan patay hain k jis waqt ap trading kar rahay ho us waqt konsa trend chal raha hay. lakin baaz dafa long time frame may yeh kuch aur bata raha hota hay aur short time frame may kuch aur, to is lye ghabranay ki koi zaroorat nahi, hum is k sath dosray indicators ko mila kar market ko analyze kar saktay hain.

                            [ATTACH=CONFIG]101[/ATTACH]

                            Is picture may jo green dots nazar arahay hain yeh trend ki nishandahi kar rahay hain k is waqt market ka trend kia chal raha hay, lakin jab ap daily may check karay gay to is ka trend mukhtalif hoga, lakin is ka matlab yeh hargiz nahi hay k market lazmi oper ya neechay jaye gi, is ka matlab yeh hay k ap aik idea kar lain, aur us k sath sath moving average bhi ap ko nazar arhi hogi, to yeh aik dosray ki help say hi hum market ko janch patay hain.
                            Trader K liye Technical Analysis Sekhnaa buhaat Zaroori hai,sir aap nay Parabolic SAR ko buhaat Achi Tarah Say define Kiya hai,ye bhi hammain market Ka Expected trend batataa hai... main Smajhtaa hon K newbies ko Parabolic SAR Ko Demo par Apply Kar k zaroor Test karna Chahiyee
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              In forex trading business market Parabolic indicator is very useful and helpful. And this indicator is very popular in forex market, and this indicator give us market movement idea. So it is for now doing use this indicator in my trade.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X