how to control emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to control emotions
    main janna chahti hon kay forex trading main hum apnay emotions ko kaisay control kar sktay hain ap kay khayal main emotions ko control karnay ka best tarika kya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haan hamen forex mai apne emotions ko lazmi control mai rakhna hota hai or agr ham chahen to khud apne emotions ko control mai kar sakte hain mgr is k liye hamen zada se zada greed se door rahna chahaye
    • #3 Collapse

      ji my dera frend hamen forex mai apne emotions ko lazmi control mai rakhna hota hai or agr ham chahen to khud apne emotions ko control mai kar sakte hain mgr is k liye hamen zada se zada greed se door rahna chaye.
      • #4 Collapse

        yawr hum apnay emotions ko control karsaqtay hay agar hum khud ko reserve karlay tu warna khud ko samjhana bhi musqil ho jata hay loss huwa ti kia hoga galti karkayt hi banda seakhta hay ab profit bhi ho ga .
        • #5 Collapse

          App koshish Karen Ke Long term Entry Lagaya Karen. Jiss se app Ko Kafi Patients Aye Ga. App Koshish Karen Ke Jab Koi Achi support Level ho To uss sE App Long Term Entry laga Den Achi Income Be Ho Gi.
          • #6 Collapse

            Friends hum apny emotions ko control kar sakty han , ye hamary he hath may hy k hamara reaction kia hy kese b action k baad and trading may emotions control may hon to he behtar hy ager emotions control may hon gay to ap thandy mind say apny kam per concentrate kar sako gay and achi trade kar pao gay
            • #7 Collapse

              yar ye waqat k sath sath aap kuad hi jan jawo gay kyun k jab aap pora month posting kr kr k bonus hasal kro gya or per jab wo emotion ki waja say loss ho jay ga tuo per aap kuad hi emotion contaroal main ho jay gi wasay baat ka asar nei ho ga
              • #8 Collapse

                dear g jub ap forex trading may achi planing kary gay or si may ap ko acha profit ho raha hay magar ap os ko close nhi karta ho to ap ko is may loss b ho skaty hay is liya ham ko apnay emotion ko control karna chay or ham ko is per kabo panay k liya ham ko apny dil say lalach ko khatam kar dani chaya
                • #9 Collapse

                  Dear forex mein emotions control karne ka ek bohat acha tareeqa ye hai ke ap is mein ape daily targets aur weekly targets aur sath hi monthly targets bi set karen aur unke hisab se hi trade karen with proper stop loss and take profit.
                  • #10 Collapse

                    Yes g ha sir forex me ap ager apny emotion par control kar jaty ha to ap forex me achy our best trading kar sakty ha jis sy ap ko forex me sirf profit he hota ha our is me ap emotion par kam lot me is par ap control kar sakty ha our me to kud bi is me kam lot k use karo ga.
                    • #11 Collapse

                      ere khyal se hum apny emotions ko control kar sakty hain is ka yeh tarika hai k hum khud ko samjhaen khud hi k nuksan hony ka faida bhi hoga mujhy main learn karon ga and aik dum se main r
                       
                      • #12 Collapse

                        My friend i cannot give a real suggestion to control your emotion, because if you loose your money you will fall in emotion, but i can suggest you dont be hopeless be active on your work and success will come to your feet.
                        • #13 Collapse

                          bhi hoga mujhy main learn karon ga and aik dum se main rich nahi ban sakta.mehnat karni hai mujhy
                             
                          • #14 Collapse

                            ji janab forex tarding main ager apne emotions ko control kia jae to boht acha hota ahi kiu emotions ager kam hon to insaan loss se bach jata hai aur ager emotions ziada hon to loss ke chances ziada ho jate hai is liye best traders ke liye zaruri hai e apne emotions ko control amin rakha jae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han agr hum ko trading man loss hota ha to hum ko apny emoshan ko control krna chy q k loss to business ka ek hesa ha or man samjhta hon k jsy loss hota ha wohe es man kamyab ho ta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X