Can i see my deductive posts ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Can i see my deductive posts ?
    Asalam o alikum
    Brothers aksar aisa hota hai k hamari ki hoi posts deduct ho jati hain to koi aisa zariya hai jis say hum apni deductive posts ko dekh sakien ?? kyun k pta ni chalta k hamari konsi post deduct kar di gi hai ag pta chal jaye to next time ham kuch b post karte howe care karien .. kya kehtay hain ap ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nahi brother aap apni deducted posts ko nahi dekh sakty kiun kay moderator in posts ko permanent delete kar deta hai or apko visitors message me bata deta hai kay aapki posts kay deduct hony ki reason kia thi. In posts ko deduct karny kay sath sath inka bonus bhi cut kar dia jata hai jo aap ne earn kia hota hai. Is liay aap apni posts ko informative Karen or topic se related discussion kia Karen apni posts me.
    • #3 Collapse

      g han dear app ny bilkul thik baat ki hy ager hm yei dekh sakan k hamari post kis mistake ki waja sy cancel ki gae hy tu wo galti hm dobara nai karain gye tu place ager app ko pta chal jain k yei post hm kha dekhan tu app hm ko b batana
       
      • #4 Collapse

        i don`t know about this option dear and i still learn new in every thread dear and i see its good for you
        dear to know learn more and this learning is so good to you dear
        • #5 Collapse

          may dear ap apni deducat poston ka nhi dekh skte kun un ko acount hi nhi kiya jata aur post us wqat deduct hoti jab us ko us k asol k mutabiq na kiya jaye yani ka koi b post ko jab 3 lino s kam likh jaye to wo accept nhi ki jati aur aga sawal k mutabiq na ho tab b accep nho ki jati .
          • #6 Collapse

            Je nhe aisi koi baat nhe hai k ap apni deducted post ko check kr sakyn wo actually unhi threads k sath hi delete ho jati hain jo bekar hoti hain aur apko chahye k 5 days purani threads main posting krayn takay apki posts zaya na chali jayn aur apko eanring hoti rhay islye apko chahye k achi informative threads main posting krna chahye.
            • #7 Collapse

              Dear jo post ap to the point answer nahi karty ho wo ap k account sy delete kar di jati hain or ya phir ap copy paste karo to ab ap k account sy finish kar di jati hai forum mein agar apko posting ka work karna hai to wo to full honest ho k krna hoga...
              • #8 Collapse

                jee my dear me ap ko bath do ky ash koi bh seen nahi ha jis me ap apny delet post ko dhak sakh kyo ky toxi ap ke post ko tabh delet karta ah jab ap na short lakh ho our ap na topic sa hat kar post kya ho
                • #9 Collapse

                  ji han mere dost ap ne bilkul sahi kaha hai hamari posts deduct ho jatin hain aur hamain khabar bhi nahin hoti agar aisa koi zariya ho to mujhe bhi bata dain kyun kay mujhe nahin pata hai kaise pata karen kay konsi posts deduct hui hai meri?
                  • #10 Collapse

                    g bilkul asay hi hota hai meri b kch post deduct ho giye thii but ye nahi pata muje b kai inhy kaha sai dekha ja sakta hai dekha b ja sakta hai k nahi. yaha tak muje lagta hai kai jo post deduct ho gye ho uny ham nahi dekh sakty .
                    :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
                    • #11 Collapse

                      jina hi mere dost app deductive post ko kabhi na hi dekh sakta ku ki forex forum ki admin post ko delete kar deta hai is lyea app is post ko kabhi nahi dekh sakta hai lakin app ki account ki bonus ko transfer ko ni bad pata cal jata hai.
                      • #12 Collapse

                        gee nahi dear ap ap apni post ko nahi daikh sakty hain aur apki post admin waly refresh kr daty hain aur woh apko nazar nahi ati hain aur ghaeb hujati hai ap post krty waqt aehtiayt sy kam lekar thread post kry yehi fida hain
                        • #13 Collapse

                          apka sawal bilkul sahi hai janab agar hamen pata chal jaye kay hum ne konsi threading kay against posting ki hai jo dedct ho gai hai to hum next time thread ke carefully se hi jawab den gay aur agar hamen pata hi nahi chaley ga kay hamari konsi post deduct hui hai to hum apne apko aur perfect nahi bana sakte..
                          • #14 Collapse

                            Nahi dear woh posts jin ko forum count nahi krta to woh post apko forum par nazr bhi nahi aegi asal main maksad yahi hota hai k baki forumers bakar posts na dekhen or unhen ziada dair forum par nazr na ane dain take logon ko ache topic dhondne na pare or comment jo mojood hon woh kam k hn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              brother app ny boot acha qustion kiyea ha lakin is k bary ma muj ko b nehy pata ager hum ko is k bary ma pata chal jehy k humare kon se post ha jo glhat ha to humy b pata chal jehy k hum ny is ka ans ghlat dia ha us sy humeray knowledge ma b azafa ho jehy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X