Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho
    Trading me agar loss bahot zeyda aur musalsal ho raha ho to kia karna chaye? ye esa question hay jo har member key mind me hota hay, agar esi situation trading me ho to es ka matlab hay key market ki movement aur market ka behavior hamari samaj se bahir hay, es situation me trading karna stop kar dena chaye aur apny plan aur strategies me changing kar leni chaye, some time esa ho sakta hay key traders jo be trade open karty hey wo big loss me change ho jaty hey es condition me kabi be pareshan nahi hona chaye es ko sideways market ki movement be kaha ja sakta hay jo 1 hi rage me movement ki waja se traders key trades ko bahot zeyda loss de sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

    agar hum forex mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota agar hum apne mistakes ko repeat kary gy to hamy musalsal loss hota rahy ga is mai market ka balm nahi hota hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex ak international business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum pasisa kama skay gy forex mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hum part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hin hum is mai agar kamyan hona chatey hain to hamy mistakes ko avoid karna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

      forex aik unique business hain is mai nuqsan ky zimadar hum kud ap he hoty hain hamy loss ko avoid karna bohat zarore hota hain pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik international business is jasa koi or business nahi hain hum is mai jab tak apne nuqsan hony wali main reson ko find out nahi kary gy hum loss sy bach nahi saky gy forex mai hum part time be trading kar sakty hain or hum is business mai full time be trading kar sakty hain forex aik real business hain
      • #4 Collapse

        Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

        dear forex markeet main kisi k sath bhi koi ziadaty nai ki ja sakty hay agar kisi ko har trades main lose ho raha hota hay to ham yeh samjh saktay hain k is main haamri he koi aisi mistakes hain jinki wajha say hamko lose ka samna ho raha hay aur agar ham yeh samjhtay hain k ham koi bhi mistakes nai kr rahay hain aur usk bawjood bhi hamko lose ka samna krna prr raha hay to hamko apnay knowledge aur experience aur rules ki reveioun krni chaye jis say hamko confirmations mil jayege k ham kahan pay ghalt hain aur kis wajha say hamko lose ka samna krna parr raha hay yeh baat main is liye repeat kr raha hoon k markeet kabhi bhi wrong nai ho sakty hay is nay apnay rules ko follow krtay huvay agay barhna hay aur jo is main reh kr kaam krta hay usay is say earning milty hay aur jo isk opposit kaam krta hay usay is say lose hota hay ab baat yahan say he ham clear kr saktay hain k lose hamko hamari he mistakes ki wajha say hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

          Dear agar ap ko ais market mai her trade par loss ho raha ho to ap ko kaam stop kar dena chaye aor ais mai dekhna chaye k ap ko ais market mai loss kun ho raha hai kun k ais market mai jab ap ki trading strategy achi ni ho gi to aus mai ap ko loss hi ho ga kun k jab ap ais market mai sirf loss kar rahy hai to aus mai ya ap koi aisi ghalti kar rahy hai jis ki waja se ap ki strategy ko complete follow ni kia ja raha hai jaisy kuch log achi entry to dekh lety hai magar sabar ni kar sakty aor market mai time se phly enter ho jaty hai aor ais market mai apna loss kar lety hai ya aun ki trade ka stop loss zayda hota hai aor aun ki trade ka take profit kam hota hai ais mai ap ko apny analysis dekhny party hai tab ap ko samjh aa jati hai.
          • #6 Collapse

            Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

            Agar trading me bahot hi zeyda loss ho raha ho aur loss recover karna be mushkil lagy to es condition me traders ko trading stop kar deni chaye aur full and complete market ko watch karny par traders focus karna chaye, traders key ley sab se best yahi option hi hay, kesi be time loss ko recover karny ka chance mil sakta hay aur market ye chances bahot hi zeyda de sakta hay, agar zeyda time tak market ki movement par nazar raki jaye aur trend ko samjny ya observe karny ki koshish ki jaye to market esy level par be poch sakti hay jaha se traders ka har trade hi us ko profit de sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho<br />Trading me agar loss bahot zeyda aur musalsal ho raha ho to kia karna chaye? ye esa question hay jo har member key mind me hota hay, agar esi situation trading me ho to es ka matlab hay key market ki movement aur market ka behavior hamari samaj se bahir hay, es situation me trading karna stop kar dena chaye aur apny plan aur strategies me changing kar leni chaye, some time esa ho sakta hay key traders jo be trade open karty hey wo big loss me change ho jaty hey es condition me kabi be pareshan nahi hona chaye es ko sideways market ki movement be kaha ja sakta hay jo 1 hi rage me movement ki waja se traders key trades ko bahot zeyda loss de sakty hey.
              Ji ap ki bat bil kul thek hay main is say agree karta hoon. Forex trading main agar traders ko first time yehni jab traders nay learning kay bad trading start ki ho aor is say pehlay kabhi trading na ki ho to this time bar bar loss honay ki aor wajohat hain jin main say knowledge ki kami, kamzor learning and experience ka na hona hay is kay ilawa kai common mistakes bhi hain jin main say greed, fair, emotions and jald bazi shamil hain kun k aksar new traders experience na honay ki wajah say lalach bhi kartay hain aor jald bazi bhi kartay hain jin say un ki trade kharab ho jati hay aor un ko trading main loss ho jata hay jab k expert traders ko bar bar Forex main loss hona kisi aor wajohat ki bina par hay jis say ziada tar market ki movement ko understand karnay main traders say koi mistakes ho rahi hon ya market main prices main aisi tabdeeli aa rahi ho jin ko find na kia ja sakta ho aisi soorat main traders ko trade close kar dani chahiay aor apni trade ko achi taran janana chahiay aor loss honay ki wajohat find karni chahiay phir in kay mutabiq hi apni strategy banani chahiay aor apnay trading plan main bhi tabdeeli karni chahiay is kay bad dobara trade open karni chahiay is say umeed hay k trader ko kamyabi ho gi.
              • #8 Collapse

                Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                Aap nay bohat acha point discuss kia hai. agar trading mai bohat ziada loss ho raha ho ya koi trade bohat ziada loss mai chali jaey to kabhi bhi pareshan nahi hona chaiye bulkay situation ko samjhnay ki koshish kerni chaiye or usay handle kernay ki try kerni chaiye. Ziada loss honay ki soorat mai trading stop ker kay apni strategy ko aik baar dobara daikhna bohat zaroori ho jata hai. Aksar traders loss honay kay baad bhi poorani strategy pay he trading kertay rehtay hain jiss say loss ziada hota jata hai or aakhir mai account wash hojata hai jis ka koi hall nahi hota hai. Market ki movements kay reverse trading kabhi mat karain iss say bhi loss ziada hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                  Piary dosto agra forex trading main lagatar nuqsaan ho rhay ho aur ap samajhte Hain ke aap ka account wash bhe ho skta hay to is sorat main aap aik stretegy use kar sktay hain jesy Hedgging kehthy hain. Hedging ka buniadai maqsaad yeh hota hay ke aap apny nuqsaan ko freez kar lain and ap ne jo order place kia huwa hay same lot size ka opposite direction main place kar dain is se ap ka loss ruk jaiy ga but agar ap ko is stategy ko istamal karne ka Tarika Nahin Aata to aap aap Pahle Se Bhi Bada nuksan kar sakte hain jab tak aapki price reverse hoti Rahe aapane hailing ko Kayam Rakhna hai Jo jo order aapane opposite lagaya hai Jab vah bilkul Kareeb pahunch Jaaye to aap cut kar sakte hain aur janseva Market river Sona Shuru Ho Jaati Hai is tarike se aap apne account ko bade nuksan se bacha sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                    G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik profitable business hy mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy is m hamy successful hony k liay bot zyada mehnat ki zarort hoti hy g han hmary zahn m b ye swal hota hy k hamy musalsl loss q ho ra hy to hamy agr loss zyada hota to hamy trading stop kr dyni chaiy or market ko smjny ki koshish krni chaiy market k up down ko smjna chaiy q k market hmary against ja ri hoti hy or asi sorat m trading krna khud ka loss krna or account wash krna hota hy jamy ruk kr w8 krna chaiy or market ko smjna chaiy ta k ham zyada loss sy bach skan or profit hasil Kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                      Forex trading business ki market is traha ki market Hy k is mein profit bhi Hy aur loss bhi hota hy aur profit hum apni mehnat aur hardwork see aur learning knewledge aur experience hasil kar k kartay han aur agr loss hota hy aur lagatar loss hota hy tu hum ko trading ko stop tu nhi karna cahaiye aur hum ko ye dekhna cahaiye k hum trading mein kon si mistake kartay han js se loss hota hy aur hum ko ye dekhna cahaiye k hum ko har trade mein loss hone ki waja Kiya hy aur is k liye hum ko demo account par ziada se ziada practice karni cahaiye aur forex ka ziada se ziada knewledge hasil karna cahaiye aur hum ko js mistake ki waja se loss hota hy hum ko us mistake ko demo account par practice kar k khtam karna cahaiye aur agr hum mehnat karain gay tu loss ko Kam kar saktay han aur phr profit bhi ho sakta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Trading me agar loss bahot zeyda aur musalsal ho raha ho to kia karna chaye? ye esa question hay jo har member key mind me hota hay, agar esi situation trading me ho to es ka matlab hay key market ki movement aur market ka behavior hamari samaj se bahir hay, es situation me trading karna stop kar dena chaye aur apny plan aur strategies me changing kar leni chaye, some time esa ho sakta hay key traders jo be trade open karty hey wo big loss me change ho jaty hey es condition me kabi be pareshan nahi hona chaye es ko sideways market ki movement be kaha ja sakta hay jo 1 hi rage me movement ki waja se traders key trades ko bahot zeyda loss de sakty hey.
                        Assalamualaikum Forex trading business Mein loss hone ki sabse pahle Hamen reason ko Talash karna chahie ki Hamen Kis vajah Se load ho raha hai agar Ham use reason ko Talash kar lenge To Apne dost ko bhi recover kar sakte hain aur next time use loss se bhi ban sakte hain iska simple Tarika yah hai ki Jab apni trade ko open karen to usse set ko open karne ke liye aapane Jo Kuchh kiya hai use Note kar len aur uske bad apni trade open kar den aur loss hone Ki Surat Mein mistake Ko Yad rakhen Ke Kisse Mishr ki vajah se aapko loss Hua Hai agar Yad Rakhenge to next time loss Nahin hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                          Forex trading main ap ko musalsal loss ho raha ho to ap ko chae ha tohra rukh jany or socheny muj sy Kay galti ho rehe ha q bar bar loss ho reha ha is k alawa ap ko chae ha maximum knowledge or experience hasil kar k phr trading start karny
                          Forex trading main jtna ap knowledge or experience hasil kar k trading karny gy to ap ko loss ni ho ga is ley apni tawaja pehly learning or practice pe rakhen phr us k bad earning ki tarif aany ta k phr ap ko loss ki tensn na ho
                          Forex trading main proper learning or practice ki zarort ho ge jab knowledge or experience ho ga ap easily ache trading Karny gy or ap ko loss ni ho ga or apni mehnat karty jany
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                            Agar Ham frax mein kam karte Hain ismein loss ke chances bhi hote Hain Los ke chances is waqt jyada hote Hain jab Ham Koi galat re laga de yah and experience Banda Koi trade lagaen yah Ham jaldbaji mein Koi trade laga rahe hain ya ismein koi lalach Kar Le to hamen yakin ismein loss hoga to iska blame Ham market ko nahin de sakte balki yah hamara khud ka faisla hota hai isliye hamen chahie ki Ham experience ke sath trade lagaen aur ismein mehnat Karen aur market ki movement ke hisab se tradee lagaen isase aap ka profit hasil hota aapko apni mistakes ki vajah se Hi loss hota hai jab aap lalach mein a jaaye yah jaldbaji mein trade laga de to isase aapka loss hota hai agar aapko bahut jyada lock ho jaaye to aapko thoda time sochana chahie aur ab FIR uske bad experience ke sath trade lagani chahie jaldbaji nahin karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar trading me loss bahot zeyda ho raha ho

                              Gee han baat o boht achi hai lekin mere khiyal se agar kisi trader ko loss boht ho raha hai bar bar ho raha hai phir us trader ko chayie k real trading na kare aap ko real trading ki zaroorat nai hai mazeed forex sikhnay ki need hai is liay aap ko chayie forex ki mazeed study kare demo par practice kar k experience gain kare jab demo par acha profit hona laga jay phir real trading kare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X