short term trading main kis robot ko use kerna chaheay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    short term trading main kis robot ko use kerna chaheay?
    short term trading main kis robot ko use kerna chaheay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ager ap achy trader bana chahty hain tu main ap ko itna kaho ag k kabhi b robot ko use nahi karain ap short term trade karain yah long term.Robot ka use ap ki trading skills or account k leye kafi bura sabit hoga.Robot ki apni strategy hoti hai woh fix hoti hai lekin ap apni strategy ko use kar sakty hain trading k leye or acha result b hasil kar saskty hian.
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
    • #3 Collapse

      robot trading use ee nahen karni chaheay
      • #4 Collapse

        mera knowledge k mutabiq robot ko use krnay say bether hay k aap apna experience or knowledge ko use krna chahye is say aap mutmain rahin gay
        ;)I Hate Spammers;)
        • #5 Collapse

          haan G robot istemal nhi karna chahiye kiun k hum beshaq earn ker lenge magar humain pata nhi hoga ,is liye seekhna acha rahe ga
          • #6 Collapse

            bhai mara apkuik bhiyo wala maswara ye hai k ap kud atrding akru kyu k iska fayda ye hai k apkuprfoitb b ay ga aur sath sath mai apku ik acha sa expirnce b milat arhy ga
            • #7 Collapse

              mery khyal main iss forex karbar main robot ko use ni he karna chahye. mera experience robot short term trading kerta he jab wo trade open kerta he. iss say bether hay k aap apna experience or knowledge ko use krna chahye is say aap mutmain rahin gay
              • #8 Collapse

                main nay boohat say robots use kiey hain.agar hum short time frame pay kisi bhi robot ko set krty hain to wo short term main he kaam kary ga or is tarah ik din main zyaada trades open kry ga.
                • #9 Collapse

                  bhai main apni trading main robot ko use nahi kerta ho.or is liya mujay kisi robot ka name hi nahi pata hay.main is business main apni knowledge and experience say trading kerta ho.jis say maray knowledge main iezafa hota hay.or main is tarha 1 din is business ka 1 acha trader ban jawo ga..
                  • #10 Collapse

                    dear agr ap long term forex me survive kerna chahte hu to khud trading kerna sekho bht c asan strategies hain jinse ap bht acha profit bna sakte hain long term or short term trades se or khas ker short time period me robots behter solution nahi hain
                    • #11 Collapse

                      g bhai bt ye hy online trading me trading karty huy humien bht se baton ka khayal rakjhna hota hy or online trading soch samjh kar karni chaiye or bht khayl rakhna chaiya
                      • #12 Collapse

                        Ji han aap sab theek keh rahay hian robot use nahi karna chahye aur manual trading kar ke experience hasil karna chahye per jo manual trade nahi karna jantay aur sekhnay ka time nahi hia un ke leye aap log koi acha sa robot name bata dain jis se woh faida utha sakain.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: amjad786 پيغام ديکھيے
                          short term trading main kis robot ko use kerna chaheay?
                          Robots to bohat saray hain brother, lakin bahtar yeh hay k ap un k input set karna seekh lo, agar ap ko un k inputs set karna agaye to robots ko use karna koi mushkil nahi hoga ap k lye.
                          • #14 Collapse

                            robot ko hum short term trading kay liey he use karty hain.robot strategy kay hisaab say he kaam karta hai or trades open karta hai.main nay ik robot test kia hai M15 time frame main scalping kay liey.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              iss amin ham ko kisi b rorbot ki koi b zarort nan hioti hai is slie ham ko ism sain ohat he mehnat karni ho gi is sliye is smain bohate he faida hai si slie ye best hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X