Forex trading ki 4 bari markeets hn.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ki 4 bari markeets hn.
    Forex ki 4 bri makeets kaam krti hn jin k khulny aur band hony k auqaat ye hn pakistani time k mutabiq .
    London-1 pm se 9pm
    newyork-6 pm se 3 am
    syedny-3 am se 12 pm
    tokyo-5 am se 2 pm.
    Note: 6 pm se 9 pm k douran big movment ho skti hy.is douran trading bahot dhiyan se ki jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye timings really me hamari trading pe bohat effect karti hain kiun kay trading sessions kay hisab se hi market ki movement hoti hai or humen is movement ko timing kay hisab se mind me rakh kar trading karni chahiay or in timings me really me kuch bhi ho sakta hai kiun kay market ki fluctuation bohat taiz hoti hai.
    • #3 Collapse

      great bro apen hmri kafi help ki hai forex trade markit mean or mujhe yaqin hai ke ap hume yahan kafi ache se success ti taraf lejaskte hain agar hum yahn ese ki timing ke ruls ke or displanc ke mutbiq work karte hain tu....
      • #4 Collapse

        Apko bare dhiyan se trading karni parti hai q k london new york aur sydney aur tokyo ki timing ko zehen mai rakh kay trading karni chiye
        • #5 Collapse

          mare dost app ne boht achi bbat kahe hia aor os doran hum ko news par tawajo deni chaye aor os ko study karni chaye take hum ko market ke bare ma pata chal sake ke market up ho rahi hia ya down ho rahi hia.
          • #6 Collapse

            dunia mein boht jagh trading hoti hay jin mein say london,newyork,tokiyo,and syedny sare fehrisrt hein . hur jada ki timing mukhtalif hoti hay . lehaza timing ka dehyan rakhtay huy trading karni chahiay.
             
            • #7 Collapse

              hogy forex 4 bher market ma abhi new mugy kunch nhe pat ka kinty market hein or forex ka zayed experince nhe hein mugy ma gailt expert ho gy
              • #8 Collapse

                bilkul thek kah rhe ho app kah yeh 4 times hamare leya bohat profitable bhi hain aur loss ka bais bhi ban skte hain kiyn kah in 4 timings pr yeh 4 bare market open aur close ho rhe hote hain to is ki waja sa market mn movement thori fast ho rhe hote ha to is time frame pr kafi dehan sa trade krn.
                • #9 Collapse

                  forex trading aik aisa business hai jis mai ham kam wakat mai ziada earning kar sakty hain and mai forex trading mai abhi posting karta hun or mai is mai ziada sy ziada hard working karta hun ta k mai aik kamyab trader ban sakun is mai mai learning karta hun ta k mai is mai earning kar sakun apny bohat achi information di hai is k lia thanx
                  • #10 Collapse

                    Well, dear aap ka thanks k aap ny itni useful knowledge share ki. waqai ye waqt ma na bhe note kia hy k market ma kafi upset huty hain. ma apni tread last day or last 4hr ki trend ko dekh kr lagata hun. mgr es time (6~6PM) aap kuch nhe keh sakty k aap js pair pr tread kr rahy hain wo kahn move hugi.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                      Forex ki 4 bri makeets kaam krti hn jin k khulny aur band hony k auqaat ye hn pakistani time k mutabiq .
                      London-1 pm se 9pm
                      newyork-6 pm se 3 am
                      syedny-3 am se 12 pm
                      tokyo-5 am se 2 pm.
                      Note: 6 pm se 9 pm k douran big movment ho skti hy.is douran trading bahot dhiyan se ki jaye.
                      ji han in timing main market mian bahut taizi aey hoti hai aur is waqt trading karni chahiye t ak kuch profit earn hosakey.
                       
                      • #12 Collapse

                        nice brother aap ki ye information hamaray liay bohat achi sabit ho ge keun k agar hum in time k mutabiq trade karen ge to humay lose ni ho sakta or humay ak acha profit hasil ho ga jiski hum ko need hai humay bs is information ko apnay zehan ma rakhna hai
                        • #13 Collapse

                          thanks dear ap ne bohat achi information hum se share ki ......... waqai main market ki timing ka hamari trading main bohat effect parta hai isliye hamen apni trading start karne s epehle hamesha market news, indicators aur market trend ki movement ko dekhte howe koi trade open karni chaye specially in timings main kiun ke is main market big move hoti hai aur kabhi kabar flacuate bhi hone lagti hai isliye hamen aik planing ke tehat is buniss ko le ke chalna chaye
                          • #14 Collapse

                            bhai forex market ki 4 market hain monday sa juma tk market open hoti hain,aur 2 din weekened hoti hain.rat ko market bohut slow hoti hain london jab hoti hai to market boost karti hain.usa session main market bohut boost hoti hain..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yeh jaan kr acha laga .. is sa wqhiya mein knowledge mein kafi izfa hua just smj aik baat kii nai aai ha wo clear nai ha kiya ya timmings all year same hi rehtii hain in sub ka liya kya humarii trde in mein sa kisiaik ka through hoti ha ya sub ka ...!!!!

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X