Movies dekhne ka shooq!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Movies dekhne ka shooq!
    Mujhe movies dekhna ke buhat shooq hai, mein her tarha ki movie dekhta ho, jesa ke horror, action and comedy. Ap mein se kis kis ko movies dekhne ka shooq hai aur ap ki favorite movie konsi hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Movies dekhne ka shooq!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
    Mujhe movies dekhna ke buhat shooq hai, mein her tarha ki movie dekhta ho, jesa ke horror, action and comedy. Ap mein se kis kis ko movies dekhne ka shooq hai aur ap ki favorite movie konsi hai?
    Movies achi hoti hai, mein hamesha cartoon movie dekhta ho, mujhe buhat pasand hai cartoon movies dekhna per mujhe itna ziyada shooq nhi hai ke her waqt bas movies hi dekhte rahe.
     
    • #3 Collapse

      Re: Movies dekhne ka shooq!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin al
      movies in maind ko fresh karti hai [ATTACH]8212[/ATTACH]
      Wow ye movie to buhat hi achi thi. Is ki story se leke dialogue aur acting tak, her chez achi thi, khas kar k choti bachi aur Salman khan ki acting to bahtreen thi.
       
      • #4 Collapse

        Re: Movies dekhne ka shooq!

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
        Wow ye movie to buhat hi achi thi. Is ki story se leke dialogue aur acting tak, her chez achi thi, khas kar k choti bachi aur Salman khan ki acting to bahtreen thi.
        Hmm kafi achi movie hai magar mujhe The lion king movie pasand hain abhi is ka new version release hua hai aur buhat hi bahtreen banae hue hai. Ap log bhi zarur dekhiye ga.
           
        • #5 Collapse

          Re: Movies dekhne ka shooq!

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
          Hmm kafi achi movie hai magar mujhe The lion king movie pasand hain abhi is ka new version release hua hai aur buhat hi bahtreen banae hue hai. Ap log bhi zarur dekhiye ga.
          Well bro, abhi jo new loin king banae hai us mein itna maza nhi hai jitna purani mein tha. mujhe lagta hai loin king phly wali ziyada achi hai aur mujhe ziyada pasand thi.
          • #6 Collapse

            Re: Movies dekhne ka shooq!

            Videos dekhny ka shok specially young age mn ziyada hota hy mn ny bi bht saari videos dekhi hn
            • #7 Collapse

              Re: Movies dekhne ka shooq!

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdulrehman86 پيغام ديکھيے
              Videos dekhny ka shok specially young age mn ziyada hota hy mn ny bi bht saari videos dekhi hn
              Ap ki bat sahi hogi magar kuch logo to her age mein films dekhna pasand karte hai, phr chahe wo young age mein ya old, is tarha ke log apna farig time guzarne ke liye films dekhte hai take ziyada boriat aur akelapan feel na ho.
                 
              • #8 Collapse

                Re: Movies dekhne ka shooq!

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
                Ap ki bat sahi hogi magar kuch logo to her age mein films dekhna pasand karte hai, phr chahe wo young age mein ya old, is tarha ke log apna farig time guzarne ke liye films dekhte hai take ziyada boriat aur akelapan feel na ho.
                Exactly right bro, shooq to age ka muhtaj nhi hota, agar kisi ko movies ya dramas dekhne ka shooq ziyada hota hai to wo bhaly old age ke ho jae phr bhi apna time pass karne ke liye movies ya dramas hi dekhna paand karte hai.
                   
                • #9 Collapse

                  Re: Movies dekhne ka shooq!

                  G han bhi hman bhi movie dikhny ka bhot zyda shook ha likin agr movie achi ho to dear pak forx man kam krna bhi myra ik bhot acha shook ha man pak forx ko bhot psnd krta ho r mughy nimaz ada krny ka bhi bhot shook ha
                  pakistan Zindabad
                  • #10 Collapse

                    Re: Movies dekhne ka shooq!

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlainlal پيغام ديکھيے
                    G han bhi hman bhi movie dikhny ka bhot zyda shook ha likin agr movie achi ho to dear pak forx man kam krna bhi myra ik bhot acha shook ha man pak forx ko bhot psnd krta ho r mughy nimaz ada krny ka bhi bhot shook ha
                    Movies ka acha aur ap ko pasand hona ap ke mood pe depend karta hai, kabhi ap ko wahi movie dekhne mein maza ata hai to ap ka agar mood nhi tha to wahi movie bekar bhi lagti hai. Per kher ap to movies dekhne ke ilawa bhi buhat ache shook rakhte hai, hope ap sab shook pure kare.
                     
                    • #11 Collapse

                      Forex aur movies ka koe comparison nhi hai, forex trading karna hamare kam ka hisa ban jata hai aur agar kam hi shook ban jae to buhat hi achi bat hai phr ap kamiyab zarur hote hai.
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: Movies dekhne ka shooq!

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
                        Movies ka acha aur ap ko pasand hona ap ke mood pe depend karta hai, kabhi ap ko wahi movie dekhne mein maza ata hai to ap ka agar mood nhi tha to wahi movie bekar bhi lagti hai. Per kher ap to movies dekhne ke ilawa bhi buhat ache shook rakhte hai, hope ap sab shook pure kare.
                        Ap ki bat sahi hai magar mein apne favorite stars ki movies dekhna ziyada pasand karta ho mujhe to meri favorite movies her mood mein wo achi lagti hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Movies dekhne ka shooq!

                          mujy b movies daikhny ka bht shok hai ........light romantic or suspense wali movies

                          passand hain .....jiski story bht interesting hu end tk interest rhy.....mjy indian movie

                          Kaantay bht passand hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Movies dekhne ka shooq!

                            movies dekhne ka buht shook h myjhe khas kr english ya phir action movies jin m action zyada historical movies ya seasons bhi mujhe buht passand hain or m in ko buht shook s dekhta hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Movies dekhne ka shooq!

                              Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay dear friend main apko batana chahata hon kay movies ak bahut he achi cheez bhi ha or nuksanday bhi ha dear hammy movies main dilchaspi zaror leni cheye lakin esi main nai jin main bahut ziada fahasat ho or ye sexy movie hon dear hammy is cheez say bachna chaheye Q kay esy loog is nojawan nasal ko kamzoor kar dety han dear hammy achi movie dekhni caheye jo ay sabak amooz hon yeni kay jon say ham sabak seekh sakeey dear hammy fazool movies bhi nai dekhni cheheyey jin jka na to hammy koi faida ho or na he nuksan jo ap ki nazar main kuch na ho lakin ye asal main apka nuksan he ha Q kay esa karny yeni fazzool movie dekhny say hamray time ka nuksan hota ha jo hamarai zindagi ka sab say importent ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X