may 2014 main hum ko kon sai currency pair per trading nae karni chahiyeh?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    may 2014 main hum ko kon sai currency pair per trading nae karni chahiyeh?
    dosto mujhy yeh batein kai 2014 may ko hum ko kon sai currency pair per trading nahi karni chahiyeh aur reason bi batein kai reason kiya hein jis ki wajha sa hum logo ko trading kisi special currency pair per nahi karni chahiyeh.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear i think agar achi trading karna ha to ap k pass kafi acha experience hona zarori ha is lye hard work k sath ap kisi bhe currency par trading kar sakty ho or acha profit earn kar sakty ho
    • #3 Collapse

      Kisi bhi currency per koi pabandi to nahi hai lekin agar aik pair jis ki technically samj na aaey to us per trading nahi karni chahiye. Aur jo pair ziyada easily acha decision dey to us per trade kar deni chahiye.
      • #4 Collapse

        dear koi nai predict kr skta k konsi currency me hum trade na kren ap q k forex me her currency me up and down hota rehta hy
        • #5 Collapse

          jnb yaha pay saray he new trader hain takreeban aur mjhay nahi maloom k kisi ko yaha pay kaam karnay ka pata b ho ga aur wo yaha pay maloom b ho ga usay k kesay yaha pay kaam kya jata hai so no comments.
          • #6 Collapse

            "Any currency pair go up and down in any time its not conform pattern and no one give you accurate information aur Kisi bhi currency per koi pabandi to nahi hai lekin agar aik pair jis ki technically samj na aaey to us per trading nahi karni chahiye. Aur jo pair ziyada easily acha decision dey to us per trade kar deni chahiye"
            • #7 Collapse

              is bat ka tu koi pata nahi hai k hamin kis curenccey main trading nahi krni chaiay hamin tu jis main marzi ay trading krni chaiay laken is ka ilam ho tab sahi hai
              • #8 Collapse

                yahan kisi bhi currency per koi pabandi to nahi hai lekin agar aik pair jis ki technically samajh na aaey to us per trading nahi karni chahiye. aur jo pair ziyada easily acha decision dey to us per trade kar deni chahiye
                • #9 Collapse

                  us time pay hamain trading limited ker deni chahiyea is kay ilawa tu esa kuch bhi nahin hain kay hum koi aik pair pay trading nahin ker rahay hun.hum is bat ko yah nahi keh skty kay next kia ho ga is main yah hy kay currenty ki economic kia hy or next kia ho gi us ka employment rate kia hy
                  • #10 Collapse

                    Dear, Main new hn mujhe is barrey main pata nhi hai keh kis pair pe 2014 main trade nhi krni chahiye or is ka reason ka bhi pata nhi main to ap se sun raha hn keh kon se pair pe trade nhi krnei chahiye dear agr pata chaley to mujhe bhi zarrooor batana....
                    • #11 Collapse

                      currency pair to sb hi achy hoty hain aor in main kisi bhi pair ko trade kr skty hian is man koi aisi bat na hoti ha keh in sy profit na mily jab currency pair ko trend kay sath trade kro gy to bht profit us currency pair sy bn jata ha
                      • #12 Collapse

                        is baary main main kuch nahi keh sakti kiyun k mery kheyal main kisi b currency py koi pabandi hai k is saal ye kaisi chaly gi
                        • #13 Collapse

                          Assalam Alaikum, Bro.. Agr ap k ps achi knowledge or experience ho toh ap kisi bhi currency pr trading kr sktey hain..
                          • #14 Collapse

                            sub he pair or crances besthai app kisi b pair par trade karo lekin us waqat trade karo jab app ko us pair ki mukamal information b ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aisey pair hotey hain magar wo sal k akhir main hotey hain jis sey ap ko profit milta hai aur is tarah sey ap ko bahut sara profit hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X