Market may GAP
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market may GAP
    Dosto, market may gap hota kia hay? yeh gap jis ki hum baat kar rahay hain, aksar monday ko jab market open hoti hay to ata hay, market aik gap k sath open hoti hay, kia ap ko is baray may kuch maloomat hain? yeh kaisay hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex market haftay k 5 dyas open hote hai aur sthurday aur sunday ko cloose hote hai aur jab monday ko yeh market open hote hai to is main is leay he gape hota hai because 2 days closing rhete hai jis ki wja se market new siary se start hote hai
    • #3 Collapse

      That is the truth must time during the weekend period market normally give huge gap that is why you must e very careful when trading on long time frame
      • #4 Collapse

        dear friend monday ko jab hum market watch kerte hen tu us men aik gap hota hai us ki wajha ye hai k doniya men business tu band nahi hota na sturday sunday ko wo kuch had tak tu hota he hai na aur choti tu brokkers side kerte hen lekin us k bawjod market men apni jaga move hota hai thora boht tu us ki wajha se ye gap nazer ata hai us time jaha market hoti hai wahi se start leti hai very simple
        • #5 Collapse

          bhai is ko market flactuation kehte hain jo k aksar saturday sunday k bad hota lekin wo sab ek temporary hota hai 5 - 6 ghante bad sab apni sahi correction par ajate hain.
          • #6 Collapse

            Dear market ka gap matlba hai kai buying and selling rates kai beech ka gape. For e.g EUR/USD ki market ka gap hai 1.399 and 1.410. Yeh gap har currency pair mai hota hai, and isi gap ki waja sai earning bhi hoti hai. Obviously, buying and selling kai rates to same nhi ho saktai.
            • #7 Collapse

              Gap zrori naih hota k hamesha ho, magar ehsa hota he k agar kisi currency ki news ya data ata he to os se furp pur jata he, agar market friday ko jab close hoti he or m0nday ko agar osi position se open nai hoti to matlb koi data aya hota h jis ki wja se down ya up open hoti he market.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas siddiqui پيغام ديکھيے
                bhai is ko market flactuation kehte hain jo k aksar saturday sunday k bad hota lekin wo sab ek temporary hota hai 5 - 6 ghante bad sab apni sahi correction par ajate hain.
                Bhai ap say guzarish hay keh zara first post ko parho, market gap say khulti hay may us gap ki baat kar raha ho, fluctuation ki nahi.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
                Yaagap tou nhi hota lekin ye ap per depend krta hai k ap kis din trade krein or kis din na krei n.. Trading week mein 7 din he online rehti hai
                Bhai, first post parho, sawal kia hay pahlay wo dekho, phir comment karo.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: umerahmed98 پيغام ديکھيے
                Dear market ka gap matlba hai kai buying and selling rates kai beech ka gape. For e.g EUR/USD ki market ka gap hai 1.399 and 1.410. Yeh gap har currency pair mai hota hai, and isi gap ki waja sai earning bhi hoti hai. Obviously, buying and selling kai rates to same nhi ho saktai.
                Brother, ap nay to shayed question sahi say parha hi nahi, aur na samajhnay ki koshish ki hay, may market GAP ki baat kar raha ho aur ap spread ko GAP sabit karna chah rahay ho.
                • #9 Collapse

                  ap ka topic tou bohat acha hai per mujy afsoos kay sath kehna per raha hai mujy nai pata yeh kya hai or kaise hota hai or kyu hota hai mujy is ki reason b nai pata hain.
                  • #10 Collapse

                    jab markt friday ko close hoti hi jab monday ko iss i point se start na ho iss ko gap kehte hain orr her hafte asa hi hota hi agar ap trading main learning ki zaroort hi to ap ko demo account ko use kerna ho ga
                     
                    • #11 Collapse

                      Mujhe is ka ziyada nahi maloom ke esa kiyo aur kaise hota hai gap kiyo aata hai lekin jaha tak mera khayaal hai ye is liye hota hai ke market 2 days off hoti shayaad is waja se aata hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Dear Firends apka market main gap say kiya murad hai mujeh exact nahe pata ya mujeh thread ki samaj nahe ayi per main market close walay ki bat kerta houn ke main es dino ko bohut miss kerta houn.
                        • #13 Collapse

                          market main gap koi nahe hota bas ye kabhi kabhi jab market friday ko close hoti hay to pher ye monday ko starting lianay kay bad dobara say shoro honay kay jab achanak move kerti hay to pher whan per thora bohat gap a jata hay baqi sab theak hota hay
                          • #14 Collapse

                            gap zron nah hta k mahesha ho , matgar ehsasa ota he k agr kosi currency ki news ha data ata he to os se furop pur jata he, agar karket friday jo jab close both he or Monday ko agar osi position se open nhi hoti to mathlib koi data aya hota hjis ki aua se down ya up open hjoti he market.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai saab ye gap us waqt aata ha jab har weekend k baad markit monday ko popen hoti ha is ki main wajah yeah ha k saturday,sunday ko brokers ki chuti hoti ha is liye gap aa jata ha.aik or gap b hota ha jo k do currencies k darmyaan hota ha aur yeah kisi b do currencies k darmyaan hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X