Fear and trad
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fear and trad
    fear is the harmful for forex trader because trader canot work properly for fear.proper balance is the pillar for sucsessful trader. so a man should take proper balece for trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear fear trader k liay intehaai harmful ha jo bi trader der se trading kertay han wo hamaisha panic me reahtay huay trading kertay han pore un ki trades kabi bi profit nai dati . is liay jab bi aap trading start kerain aap ko loss nai ho ga
    • #3 Collapse

      my dear bht se trader forex ma bht he dar ka kam kart he or or dar k mara wo is ma theek trade nhi kart he or koi khas profit b earn nhi kart he jo zayda darta hy wo loss b uthta hy ap without tns ho kar kam karo or market ka theek se analysis kar k is ma kam kara or phr profit la yahan se
      • #4 Collapse

        In fear people brain don't work properly and he or she cannot concentrate to his or her work so he or she get fail. A person who want to be a good trader he or she must have to work without any fear.
        • #5 Collapse

          Trading me fear tab hi hota hai jab humen market ki position clear na ho or aap ka order big volume ka laga hoa ho. Kiun kay apko har wakt yehi khatra rehta hai kay apko loss ho jay ga isi liay forex market me proper planning ki zarurat hai or is planning ki waja se hi ap tension free ho kar profitable trading kar sakty hain or fearless feel kar sakty hain khud ko.
          • #6 Collapse

            fear hota hai trading main. ap ko experiance hona chiyay trading kay baray main. unexperiance ko trading nahi karni chiyay. trader ko samjhein tab live trading karein. starter trader ko kam invest karna chiyay. ais main loss hota ais liyay.
            • #7 Collapse

              fear and trad yh batain trader ko smanry rkh kr kam krna chahe. agr ap apna balance matiance kr k kam krain gy to acha ha. agr balance ko matintance nhi kr skty hian to phir koi acha na ha.
              • #8 Collapse

                yes confidence pehli cheez hai agar ap k pas practise bhi hai or knowledge bhi to ap confident reh k kam kar sakte ho fear ko dil se nikal dain fear k sath kabhi bhi agy nahi ja sakte
                 
                • #9 Collapse

                  forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy dar kar kaam ni karna chahiya is mai ham agar dar kar kaam kary gy to hamy is mai loss ho jy ga is mai loss sy bachny k lia hamy is mai ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai earning kar saky is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni he earning kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Bht se trading karny waly log forex per bht darr darr kar kaam kar rahy hoty hen lakin me un ko mashwara duu ga k wo darr k kam na kiya karen balky positivly kaam karen to aisa masla kabi bi nahi aye ga k aap loss ho
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main fear ki koi jaga nahin hai.kush loog loss say boohat darty hain or ye he dar un kay liey loss ki sab say bari waja hota hai.is liey darna nahin chahiey or apny skills use karna chahiey.
                      • #12 Collapse

                        no dear dar ki waja sey koi bhe kam nai hota hy koi bhe business hy to us main risk hota hy jo banda himat sey lata hy agar jo banda darta reh ga to wo risk nai ley sakey ga
                        • #13 Collapse

                          Fear to waise hota he hai forex trading main, or i think 2 cases main fear zyada hota hai, jab aap forex main new or inexperienced hon us waqt, or is k ilawa jab aap bohat bari investment karain, so fear hona bura nahi balkey usko apne asaab per sawaar kerna harmful hai.
                          • #14 Collapse

                            Bilkul theek kaha, kisi bhee trader ok sub sey zyada tawuja apnay capital ko save kernay per ho, ager aap apna capital he save naheen ker paen gey tou aagay trading bhee jari nahee rakh paen gey, so zarurat hey sub sey pehlay safe tarding ki taky tarding rukey na or jari rhey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jab bhi ham trade karte hain to hamen is baat ka fear hota hai k hamen loss hoga ya profit hoga ... qk ham jante hain k forex ak risky business hai or is mai fear har waqt rahta hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X