Setting Goal in Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Setting Goal in Trading
    Trading may is tarah k goal nahi hona chahiye jessa keh:
    May nay jaldi say account increase karna hay, ya may nay jaldi say rich hona hay. ic tarhan k goal say emotions per control nahi rehta or loss ho sakta hay.
    Trading may specific or measurable Goal hona chahiyay jo k aap ko acha trader banay may madad karay or jissay achieve karna assan ho jessa keh:
    Return currency ya percent % main hona chahiye.
    Examples:
    "main ny her week (5%, ya 10% +) karna hay.
    is saal k akher tak 75% + winning trade karni ha.
    main nay apnay account ko (2, ya 3) month main double karna hay.
    aj kay din may ny koi trading mistake nahi karni hay."
    waqat or account k mutabik targets change honay cahayiyain .
    Trading may makhsos or qabil-e-pimaish goal say aap apni progress ko asani say moniter kar sakain gay or dekhain k kitna improve ho raha hay. or trading goal trading plan ka hissa hay.
    tu ap ki kia rae hay.
    Last edited by ; 22-03-2014, 09:55 AM. وجہ: spell mistak
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    it is the main purpose of a trader yaha goal set karna behad zarure hai taaki usko dhyan me rakhty huy hum apna kam kar saken planning is very important for traders aik acha plan he hme target achieve karne me help karta hai
    • #3 Collapse

      nice thread, i am agree with you ke trading karne se pehle hamare mind main aik proper planing aur specific goal ka set hona bohat ziada important hai lekin bohat se log is bat ko ghalat way main lejate hain aur chahte hain ke har tarde main hamen sirf profit hi profit hoo aur hum achanak se ameer ban jayen asa sochte hi insan ke dimag main emotions ate hain phr woh kabhi bhi tarding main kamyab nai hosakta, apne bohat ache helpfull points hum se share kiye ke hamen tarding karne se pehle apne mind main aik target set karna chaye aur hamare andar itni ability hoo ke hum usko achieve karsaken jitna hum forex ke rules aur market trend ko follow karte howe tarding karenge utna hamari trading karne main asani hogi.
      • #4 Collapse

        hats off To you bro nehayaat he useful battain Share ki hain,Forex main Ahista Ahista or Samajh samajh Kar Chalnay Wala he Acha Trader bantaa hai.. ye koi Ratoun raat ameer honay Wali Scheme nahin hai..sirf Emotions say bachnay k liye Traders tou yoga Exercises bhi Kartay hain :D
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          forex ek bohot achi market hai so iss mein wo he kamiyab hai jo phely apne musqas ka toheeyah karta hai aur phir us ko panay k lia mehanat karta hai wo he acha trader be kehlta hai si koi iss mein yeh na souch k wo raat sy subha mein ameer ho jahy ga aur khob mehnat karain just :)
          • #6 Collapse

            trading ma goal ya hona chay k ma ny pehly trade amajhni ha phir is ma slow slow earning krni ha jo log jaldbazi sy kam lety han wo log within one day ma hi ac khali kr laty han islia humy ya goal rakhna chaya k slow slow hum ny earning krni ha
             
            • #7 Collapse

              trade krny sy pehly her aik ko aik goal banana chaya q k is k beghr ap tense hojy gy or kuch samajh nhi ay gi k kia karo ap pehly mind set kr ly k kitna profit kamana ha or kitna loss lena ha is sy ap ko faida hoga
               
              • #8 Collapse

                jee my dear me ap sa gree karta ho ky ap ko forex me trading karty hovhy aik target ko set karn chay our ous ko achive karn ka lahy ap ko aik achy plan ke zarort hoty ah jis sa ap apna target ay goal ko hasel kar lo ya sab ap ko mange karn ahota ha
                • #9 Collapse

                  forex ak olinebusinss ha sab is kam koike karta ha sab ka liy ha forex ak online business ha is ma boht pisa ha is ma p agr gold ma traing karo ga to ap ko is ka liy pisa boht zayda invst karna ho ga sab ka liy ha forex ak online business ha
                  • #10 Collapse

                    Thanks dear members aap nay achay comments diay hainn ye sub main nay profit ki goal setting share ki hay. lekin is say pehlay hamain loss setting bi kerni chahiye jo k risk management kehlata hay jo k es thread may share nahi kia.
                    • #11 Collapse

                      humain forex trading main apna goal set karna chahiye phr hi hum tradin g se achi earning kar saktay hai aur forex main humain apna goal set karna chahiye aur phr humain us k mutabiq mehnat karni chahiye hai.
                      • #12 Collapse

                        sure it can be excellent that you arranged goal in every issue you need to do which includes forex currency trading since it is usually in which goal in which guild people coming from investing resklessly at any time of the day.
                        • #13 Collapse

                          forex is on line trading business, As a trader we should take a target set to achieve in the trading and in the life with the help of forex and act and perform as per our target . Planing is very key factor to success in the forex trading business and having a good impact in the forex trading trade
                          • #14 Collapse

                            han ji ap ne bilkul sai advice di hai aur ager hum is tarha se trading karte hain tu humien is main experience bhi hota hai aur humara amount bhi save hota hai aur main samjhta hon ke start main earning karne se zayda zarori amount ko save karna hota hai kyoun ke ap jitna apne amount ko save karte hain wo bad main ap ke utne hi kaam ata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aap nay achi saring ki hai.boohat say doston say main nay ye sunna hai kay wo agar earning karty hain to next trades main loss ho jaata hai.iss tarah ki condition say bachny kay liey trading plan hoona chahiey.plan kay saath agar kaam karain gay to phir iss tarah nahin hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X