skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?
    mere hisab sa to aik trader ko sub sa pehle knowledge phir skills phir luck aur at the end of result in teeno cheezo ki zarorat hoti hai per aap ka kiya khayal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trade may knowledge aur experience ka buhat barra role hay jis k pas trade ka jitna experience ho ga vo utni he earning kary ga is k ilawa trade ke skills bhe important hoti han is liay apni skills ko improve karna chaiya lakin trade may luck ka koi barra role nahe q k luck kabhi to sath day jati hay lakin har baar aisa nahe hota is liay luck par depend nahe kar sakty
    • #3 Collapse

      dear friends kisi b kam ko karny sy pehky us kam k about apko compelete knowlwdge hona zaroori hai,ta k ap us kam ko sucessfully run kar sakain.or skill apk pass knowlwdge sy or apk experiance sy he ayen gi.insaan apni skill use karta accourding their knowlwdge baqi to God ki marzi jo b qismat ma ho wo he milay ga.ab kuch b na krna or sb kuch kuch qismat py choor dana galat bat hai
      • #4 Collapse

        dear friend how are you? the topic which is discussed today that is knowlege, skill and luck which is important in for taking profit in the forex trading.
         
        • #5 Collapse

          one thing is knowledge that is the basic requirement of any thing. if you have basic knowledge about any process then you can do work for starting and continue the process
             
          • #6 Collapse

            aap ne bilkul theek kaha hai aur main aap se puri tarha ittefaq karta hon. bharpoor knowledge k sath aur achi planning k sath trading karain aur khoob profit kamain aur enjoy karain
            • #7 Collapse

              jabh aap forex trading per kaam kerna chahain gy to sabh sy pehly aap ko forex trading ka knowledge hona boht zaroori ha. agar aap k pass knowledge nahi ho go yakeenan aap kaam start nahi ker sakty
                 
              • #8 Collapse

                forex my trading k ley na sirf kaam start kerny k ley saary process ka knowledge hona boht zaroori ha balky kaam ko proper tareeky sy kerny k ley bhi boht zaerooro ha
                   
                • #9 Collapse

                  prophit wohi shahaks kisi trade sy kama sakta ha jo us trade k tamam features ore techniques sy wakif ho. ta k halaat k mutabik tabdeli la ker hi market my raha ja sakta ha
                     
                  • #10 Collapse

                    forex par kam karny k lye apko bht kam skills ki zaroorat parti hy. or hard work ki bhi. apki skills or apka hard work apko forex par kamyab bnany k lye kafi hota hy lakin baaz okat galtyon ka ni pta chalta hy to apki mehnat zaya bhi ho sakti hti hy so forex par hard work k sath sath apko luck ki bhi zaroorat hti hy asa man'na hy mera . so luck is also a part of it.
                     
                    • #11 Collapse

                      according to me knowledge is the first thing which you need in forex , and when you get maximum knowledge you will be able to be skillful person by practicing on demo and learning things , so luck is the part of end in forex , otherwise your knowledge and skills are always in priority.
                      • #12 Collapse

                        main samjhta hoon ke sab se phele ap ko zarorat hoti hai kisi bhi business main success hasil karne ke liye knowledge ki ta ke ap ki skill behtar ho sake os business ke liye but main samjhta hoon ke forex trading ke business ke liye ap ko luck ki zarorat nahi hoti hai kyoun is business ko jab tak learn nahi karte is main ap ko success nahi milti hai aur kisi luck wale kaam main yani jo kaam luck per base karta hon os kaam ko learn ki zarorat nahi hoti hai
                        • #13 Collapse

                          bhai jan forex trading main qismat ilkul bhi aham nahi hoti hai kiyun k har dafa qismat aap ka sath nahi dy sakti hai forex trading main sub se most important thing aap ki forex trading ki learning and experience or then aap ki s tarah technical and fundamental analysis main apni skills ko use krty ho aham hoti hain
                          :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                          • #14 Collapse

                            forex trading ka kaam sirf us shakhas ko kerna chahey jo is ki mukamal maloomat rakhta ha. ta ka usy pata ho k my ny trade kis cheeze sy kerna ha ore kitna volume rahkha ha
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear Forex trading main qesamt sa zaiyda main trading skills ko important haia kiyo ka Forex trading main qesamat ek din apka sath date do din but humesha ap Forex trading main qesamt ka bas pa long tie earning kar skate hain . is liya trading skills bht important hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X