Margin or free margin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin or free margin
    Please mujhy koi yahan btayenga k margin kya hoty hain or free margin kya hoty hain in ka kya matlab hai kya kaam hai kis waja se istmaal hoty hain mujhy saari information den please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jab apka account loss main hota hain ending point par to broker apko margin call da daita hain.take ap apna account bacha sako.margin yeh hota hain k company margin rakhti hain aur jab trade ap close karti hain to jo company commission leti hain wo apko wapis kar daiti hain...
    • #3 Collapse

      DEAR forex mainapp jab koi trade lagaty hai to apka us waqat free margin kam ho jata hai esi tara ager app forex main jitni bari trade lagaye gay uthna hi apka free margin be kam ho ga ager free margin kam ho jaye to trade hud hi close ho jati hai.
      • #4 Collapse

        Jab trader forex trading me trading kar raha hota hai to agar wo loss me ya profit me ho to margin or free margin se humein ye pta chalta hai k humary pass kitny pip profit me hai or jab loss me ja rahy hoty hai to ye humein btaty hai k humare pass mazeed kitny pip ka margin mojood ha.
        • #5 Collapse

          Margin level apki brokerage company apko deti hai jis k under rehte hoe ap trade krsakte hai yane agar apka losing trade apke capital k bikul end par le ai hai to apko margin call aegi or phir agar further loss hoa to position usi condition main close hojaegi.
          • #6 Collapse

            margin bohat aham cheez hay forex me bhai iska khayal rakhan chahye apgar apko nai pata iska to kisi achay dost say seekhain ku isi pe apki trading depend karti hai bhai agar margine zero ho jaey to malsa ho jata hay
            • #7 Collapse

              margin mein ap ko trading call karti hai k active ho jao apna loss bacha lo agar ap ziyada loss mein jao ge to phr samjho ye call ap ko aaye gi.
              • #8 Collapse

                dear margin wo amount hoti ha jo trade open kernay se aap k capital se consume hoti ha ore free margin aap k capital ki wo amount hoti ha jis se aap mazeed koi trade ipen kerna chaahin to aap trade open ker sektay ha isay freemargin kehtay han
                • #9 Collapse

                  Well, ager trading platform per aap jab bhee koi trade open kertey hen tou aap k pas balnce k sath sath margin ... likha hua aata hay yeh show kerta hey k aap nay is trade ko open kernay k liye kitna balance consume kra hay, or free margin iska ulta hay, matlab

                  Balance - margin = free margin

                  MEans yeh kay aap k pas free marging ya balance kitna hay aagay or trades open kernay k liye ya apni traidng ko jaari rakhnay k liye.
                  • #10 Collapse

                    jee my dear bhot thek kha ha ap na ky free margin vo hota ha jis me ap ko order place karna ke percentage dhy jaty ha our ap ko hamesh apn free margin ko 3000% par hy rahkna chay our margin ko loze math karhy
                    • #11 Collapse

                      dear mere kehyal se margin wo ha jo hamra capital ha jab agr hamara sara capital loss ho raha ho aur end par ham ko margin call aa jati ha aur margin free wo money ha jo order k loss ko capital ko minus kar k show ho rahi hoti ha for example agr ham ne 10 dollars ka stop loss rakha ha aur hamra capital 100 dollar ha tu hamara free margin 90 dollar ha
                      • #12 Collapse

                        salam to all ,dosto jabb apna account may investment kerta hain too joo amount app kay account mma total capital sa lot buy kert hain woo margin hoota hau ,jabb ka baki amount fre marhin hota haa.
                        • #13 Collapse

                          bhai yeh margin ap k balance per dipendet hote hain ager ap forex main order lgate hain to ap ka margin show hota hai or stats main ap ko btaya jata hai k ap k pass ab thora margin reh gya hai or ap mazeed order ni lga shakte forex main
                          • #14 Collapse

                            Margin level or free margin aap kay meta trader 4 me aap kay balance or equity kay sath show ho raha hota hai jo kay apki trading ki power show kar raha hota hai kay aap ne jo order lagaya hoa hai tu is order kay hisab se aap nay apny capital ka kitny % margin use kia hai is order me or aap kay pass free margin or lots lagany kay liay kitna available hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee my dear me ap ko ya bh bath do ky forex me trading karta hovhy ap ko margin level ka bh khyal rhkna parta ha kyo ky koi bh order ko place karta ah to margin level down hota ha our agr bhot zayda low ho jy to ap ko margin call athy ah means ka ap ka account wash bh ho sakht ah

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X