What is ask price?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is ask price?
    Forex trading mein ask price woo price hoti hai jis mein hum base currency koo buy kar letee hian counter currency koo exchange kar kee
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes friend ask price wo value hoti ha jiss main hum trading kartay waqat zinda amount wali raqam ko buy kartay hain ask price hoti ha.
    • #3 Collapse

      Ask price is a price on which market sold a currency to trader and in other wards the price on which trader buy a currency from market it is called Ask Price. Ask price always high from bid price.
      • #4 Collapse

        jee Bilkul Aap thek keh Rahay hain K forex Trading Main Ask price wo hoti hai jis par hum buying kartay hain.. Main Samajhtaa hon K bid or Ask ka Concept sab Say Pehlay or lazmi clear Kar lenaa Chahiyee Takay hammain Analysis Karnay main Asani ho or hum behtar jaga Dekh kar Trade Laga Sakain
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          hum forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai . kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain
          • #6 Collapse

            aisa hi hai ask price mery hisab se wo price bhi hoti hai jo humen broker offer karta hai actual ask price pe spread mila kar price show hoti hai or hum quote currency ko exchange karty hain. Isko samjhna kafi asan hai magar ye depend karta hai kay konsa currency pair hai kiun kay har instrument ka ask price different ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              sir ne bilkul thek kaha ask price woh hoti hai jsi main hum kisi bhi currency se buy karlete hain lekin har currency ka ask aur bid price different hota hai aur tarding krne se pehle hamen market main yehe major concepts ko clear kar lena chaye warna hum market ke indicator ko sahe tarah nai samj payenge aur phr hum se koi na koi misatake ho ke loss hojata ha
              • #8 Collapse

                jb hum trade lagatay hain to hame do tarha k rates nazar a rahay hotay hain ek bid aur aek ask.bid ka matlab wo rate jiss pay hum khareedtay hain aur ask wo rate jiss pay hum bechtay hain.
                • #9 Collapse

                  my dear appne bilkul sahi kaha main appki baat ko follow karta hoon aur main es say agree hoon ask price se hum apna oder bid lagatey hain market ko follow ya analysis kar kay aur market ka trande bhi dekh kar apna lot size mein apna oder select kartey hain aur market se sell ya buy par apna profit earn kartey hain his a very profitable bussiness
                  • #10 Collapse

                    Ask price wo hai ko trader buy krta hai. Broker ne ek price set ki hoi hoti hai jis ko pay kr ke trader koi bhe trade krta hai. New traders ko bid or ask price ka concept achi tarah samj lena chaiye kiun ke yahi forex ki basics hain. Isi ke zariye hum market ko analyse kar skte hain.
                    • #11 Collapse

                      Question is essentially in which value for which many of us alternate the kitchen counter or perhaps offered foreign exchange and buying the beds base foreign exchange.
                      Throughout other people phrases it can be purely called acquire value. Marketing associated with offered foreign exchange and purchasing associated with foundation foreign exchange.
                      • #12 Collapse

                        koe bhe pair le jis me aick base currency hoty vhe jis ko ap buy ya sell ker rahe hote he for expale euro/usd me euro jo he wo bid price he jub k usd is ask now i think it will be clear to u
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mastermind پيغام ديکھيے
                          Forex trading mein ask price woo price hoti hai jis mein hum base currency koo buy kar letee hian counter currency koo exchange kar kee
                          currency pair main ziada wali price ko ask price kehty hain jo k iss price per trader currency kay pair main majood pehli wali currency ko buy karta hai jab doosri wali ko sell karta hai
                          • #14 Collapse

                            yr ask is parallel to the buy prize kisi bi currency ka yeh vary karti rehti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Aslam-o-alaikum Dear friends to all o you, ask price i think ke wo price hooti hai jis say humain pata lagta hai ke eski kitni boli lag sakti hia imean aanay wali price ksi bhi curency ki ko ask price kehtay hain.
                              Last edited by ; 07-03-2014, 04:47 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X