Set Youre Stope Loss And Go Away...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Set Youre Stope Loss And Go Away...
    hi dear brother i hope that you are all know by these lines meaning that ( set youre stope losss and go away)
    for long term and short term both are use this thing if we can do some think big in forex word so its must that set youre stope loss and go further for big equity tradder
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    theek kha aap ny k hum SL lga k ahan mrzi chly jain humara order khud ba khud close ho jay ga. but ya sara sar galat hy kiun k jab aap TP nia lagain gy to aap ka SL hi hit ho ga jo k loss hi ho ga. aap ko TP b lgana chahiy
    • #3 Collapse

      dear brother esa nahin hain kay hum bilkul hi befikar ho jayin kay bas stop loss lagaya aur chalay jayin hum ko thora bohut khud bhi nazar rakhni perti hain ager tu hamrai market prediction thori weak ho tab
      • #4 Collapse

        dear brother treding me her point buhat acha aur kessy na kessy maqsad ke ley hota hey essy tarah stopp loss bhi hey ke ager app ko bohat zarry kam hey tu app stop loss laga ker ja sekty hey jess se app ke treding hod bahod close ho jaty hey
        • #5 Collapse

          dear friend trading jab bhi ap start karo to stop loss or take profit k option ko zaror set kiya ki jiye is se apki investment save ho jati hai or jahan tak go away ki baat hai ye galat hai market pe apko har waqt nazar rakhni chahiye take market ki news or change hoty trend ko ap dekh sako
          • #6 Collapse

            well duniya ka koi bhi kam ho jab tak hum mahnat nahn karaga kamyab nahn hoga isi tarah forex trade main bhi jab tak hum dil laga kar kam nahn karaga success nahn karaga aur hume apna loss par control karna ka lia ziada effort karna para ga.
            • #7 Collapse

              trading main aap ko stop loss set karna chaheye lekan is key sath sath market key trend ko bhi dekhna chaheye. Is main agar aap ko thora loss ho jata hy lekan is key sath sath aap aik buhat baray profit say bhi mehroom ho jatay hain. forex main hamain profit bhi lena hy.
              • #8 Collapse

                STOPLOSS trading pkatform ka aik bohat acha tool hai par hamen apne order main stoploss set karne ke bad bilkul ghafil nai rehna chaye ke ab hum ne apna target set kardia hai to hamara order khud hi close hojayega jab ke apko market ki news aur uski movement pe bhi naza rakhni zarri hai kiun ke bais dafa asa hota hai ke ap take profit ya stop loss lagate hain to market apke target pe hit hone ke bajaye uper ki taraf move karti hai jisse obviously ahamar loss hona hota hai isliye hamen market ki situation ko dekh ke apna target set karna chaye take hamari equity bhi manage rahe aur hum loss se bhi bach jayen.
                • #9 Collapse

                  right brother stop loss bahot hi ziyda important hota hai brother our is say important ho kuch nahi hota hai brother forex trading may agar success hona hai tu sub kuch esay point hai jo ap ko first time seeknay partay hai brother agar ap is ko seek gay tu success ho gay insallah ap ko market ka pata ho ga change kis oint say ho gi
                  • #10 Collapse

                    ji ya ap na acha sawal pocha ha stop lose achi chez ha is ma ap ko zada noksan nahi hota or ap koi or kam bi kar sakty or jab ap ka lose hit ho ja tu app agay chal saktay hain
                    • #11 Collapse

                      mere bhai stop loss buht hi achi sahoolat hai jis ko ham trading mein buht hi ziada istmaal krte hain hamein stop loss ka sab se barra faida yeh hai k agar hamein majboori ki waja se kaheen jana par jaye to ham befikar ho k stop loss or take profit se faida utha sakte hain
                      • #12 Collapse

                        bhai jan aap ka stop loss aiasa hona chahye jo big traders or small tarders k liye aik he ho aap ne apni baat main big trades k liye kaha hai main aap ki baat se agree nahi krta hon kiyun k stop loss k bagair tu trade he nahi hoti hai mean aap aik achy trader nahi ban sakty ho or aik achy trader ki yehi tu khoobi hai k wo apni trades main stop loss must use krta hai baqaida calculation and apni palning or startegy k mutabiq
                        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                        • #13 Collapse

                          my dear brother hame har trade me stop loss aur take profit zaroor lagana chahiye . kio ke yahi ek cheez hai jo hame ziad alost se bachahte hai .aur hame proper earning deta hai . agar hum ne stoploss lagaya to hum kar sakte hai ke trade ko chorh kar kahi bahar refreshment ke liye jaye ,,
                          • #14 Collapse

                            brother if you are confident about your trade and you the movement areas of your currency pair the one you are going to trade on then i dont think its wise to use stop loss as long as you have big back up to support your call and you are trading with very small lot everything will be fine it will eventually come down to the place you have set your tp but only do this if you have big equity.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ha bhi jaan ap nay theek he kaha hay kay ap stopp loss laga lo aur jaha jana chahtayho ja saktay ho to yi ik theek baat hay aur may ap ko bata du kay ap log aisa kernay say khush hongay yi ik ache tarqeeb hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X