kiya hamein forex trading main practice ki her baar zarorat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya hamein forex trading main practice ki her baar zarorat hoti hai?
    mai ne bohat saray experienced traders dhekhein hein jo zyada tar demo accounts per practice karte rehtay hein per aap ki nazar main kiya hamein her bar demo account practice ki zarorat hoti hai jis sa hamari strategies new make hona start ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g nai bhai apko forex me her bar practice ki nai apni marzi hai kay ap jinti practice kro gy utna hi us ka apko faida hoga practice achi cheez hai forex me.
    • #3 Collapse

      nahe friends humain forex trading main har bar practice ki zarurt nahe hai bus aik dafa hum agar demo account pe practice kar len tou humain bar bar practice ki zarurt nahe ho gi forex main practice se zaida humain knowledge ki zarurt hoti hai...
       
      • #4 Collapse

        Dear practice makes a man perfect is liay agr aap kisi bhe kaam may kamyabi hasil karna chahity han to us ke zyada practice karni chaiya forex trade may aap jitni zyada practice krian gay utna he aap k experience may izafa ho ga aur trade may hamesha learning karni chaiya q k learning say he aap khud ko market k sath up date rakh sakty han
        • #5 Collapse

          dear agar aap jab forex metrading start karne se pehle aap demo account me trading ki jitni ziyada paractice kar ge is me aap ka faida hai ke aap ko trading ke bare me ziyada knowledge or experiance mile ga jis ko hum use kar ke real account me trading kar ke profit earn kar skte hai or ye paractice aap jab bi trading karo ge to faida de gi
          • #6 Collapse

            jab aap dekh rahe hain k experienced traders b demo account use krte hain to is main koi baat hogi. dar asal wo koi new strategy try kr rahe hote hain aur uska result dekhna chahtay hain
            • #7 Collapse

              forex me har bar paractice ki zaroort nahi hoti jb aik bar ap ko forex complete a gya to fr ap trading kare gy dobra practice nahi kary gy practice aik bar he hoti me jo tesali bakhash hoti he oss ky bad paractice ki zaroort nahe hoti
              • #8 Collapse

                nahe friends humain forex trading main har bar practice ki zarurt nahe hai bus aik dafa hum agar demo account pe practice kar len tou humain bar bar practice ki zarurt nahe ho gi forex main practice se zaida humain knowledge ki zarurt hoti hai...
                • #9 Collapse

                  ji hama zarorat har waqt rahti ha learning ki us ki waja ya ha ka jab hum loss ma jata han to phr hama learning ki zarorat hoti ha jab koi bi hum new karna ki koshish kartay han tab bi hama demo par hi karna chahia kiu ka real ma deposit hota ha hamara wo loss hona ka dar hota ha
                  • #10 Collapse

                    G nae aysa kuch nae hay forex trading may hamy practice ki her bar zarorat nae hoti kyun ky hm aysa karyn gy to ho sakta hy jahan ham trade karna cha rahy thy wo time nekal jaye so experience ko use karty howy trade karo to behtar hay
                    • #11 Collapse

                      g forex tarding ke pratice her bher zarore hein expert tarder be pratice karn se bant hein demo pher gant ho sank pratice kar n cheny humein bhot kunch senkhan ko milt hein hum achi tarde karn sakt hein real acount mein is liye demo tarding zarore karn cheny
                      • #12 Collapse

                        jab ap forex trading shoro kertay ho to pher her guzarnay wali trade ap ko forex kay baray main aik experience day jati hay kay ab ap nay trade kese kerni hay aur next kay ho ga to hamain apni her trade say he experience layna chaheay
                        • #13 Collapse

                          men sy kehna cha ho ga ky ap us waqat tak treading ni kr skty jb tak ap khud jb tak ap ko demo practice pe kam ni kro ge us waqat tak ap real to kr he ni skty demo treading ap ko bta ta han ky apny kia krna han ap aik aik chez fallow kry ga or fr ap ja ky aik achy treader bn skty ho
                          • #14 Collapse

                            mery khyal me agar 1 bar hi forex trading ko seekh lia jay practice kar li jay phir dobara practice ki zrurat ni hota hy q k phir live account par trading k sath sath experience or ziada hota jata hy phir dobara demo account par practice ni karni parti hy han agar koi strategy kisi expert trader ki pata chal gai hy to us ko demo par azma kar hi live me shuru karna chahiay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhi jan hum ko buhat ziada demo account pr practice ki need hoti hai more and more practice makes a man perfect demo account pr hum apni planings ko test krty hain or in ka result bhi daikhty hain or agr hum se koi mistakes reapeat hoti hain demo account main tu hum in pr control krny k liye demo account main work krty hain mere khayal se tu demo pr work krty rehna chahye its best for life time earning
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X