Asaan si strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asaan si strategy
    Dosto ap ko aik asaan si strategy batata ho, umeed hay keh ap ko pasand aye gi, ksi bhi low volatile pair ko choose kar lain, aur search kar k us ka pivot point, us ka daily ka resistance aur support maloom kar lain, thora reviews parhain aur thora analysis, usi pair ka, ksi aur pair ka na parhna. ;)

    Us k baad ap apnay meta trader may us pair k chart ko kholo aur horizontal line ki madad say us price par line banao jo resistance ki ho aur jo support ki ho, Ap ko teen support ki prices milay gi aur teen resistance ki, ap nay agar short term karna hay to first nearest price ko layna, ab ap k pass range agai hay, aik support aur dosri resistance ki, current market ko dekho keh resistance say kitna kareeb hay ya support say kitna kareeb hay, agar market mid may ho yani support aur resistance k mid may, to phir short term karo, ksi bhi taraf, aur agar ksi aik k kareeb ho to us sorat may scalping. Lakin scalping bhi kam say kam 5 pips ki karna.

    Misal k tor par, agar support k kareeb hay to sell ki scalping karna, aur agar resistance k kareeb hay to buy ki. Yeh aik simple strategy hay, in dono boundaries k darmyan trade karnay ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    asan si strategy wohi hoti ha jo ap khod hi banata ho and khod hi es sa profit earn karta ho jo strategy ap na mention ki ha muja to lagta ha ya kafi tough ha muja to ya easy nhi lagj but it may bi possible ap ka lia ya asan ho.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: union2
      ap ki stretegy asan nahi difficult hay yaar is main loss kay zaida chances dekhai day rahay hain but phir bhi thankyou for sharing :eek:
      اصل پيغام ارسال کردہ از: ad.ziea پيغام ديکھيے
      asan si strategy wohi hoti ha jo ap khod hi banata ho and khod hi es sa profit earn karta ho jo strategy ap na mention ki ha muja to lagta ha ya kafi tough ha muja to ya easy nhi lagj but it may bi possible ap ka lia ya asan ho.
      Yaar ap log ksi bhi haal may khush ho ya nahi? yeh ap ko mushkil lag rahi hay strategy? ap ko range may trading ka bata diya, ab ap short term karo ya phir scalping, ap ki marzi, waisay bhi ziada tar new traders scalping aur short term hi kartay hain, wo bhi ksi strategy ko janay baghair, ap ko range bata di to wo bhi bhari lag rhi hay? :)
       
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: saydona
        the best and easy stategy for beginners is fractile strategy ... when the up fractile is break the market will goes up atleast 5 pips and if the down fractile is broken the market is goes down.
        Brother, I will open another thread for fractals strategy, in that thread I will mention all the things related to fractal strategy, don't worry, but this thread is different from fractals, I have mentioned a simple strategy for new traders. But in Urdu language :)
           
        • #5 Collapse

          yeh to mukamal tor py aap py depend karta hai k apki kia strategy hai...magar jo strategy apny btae hai dats also very good folow that and work on it
          • #6 Collapse

            Dear aap ki post best hay quen kay may eur / usd or kabi kabar usd / cad ko use karlay ta hone dono pears best hane qune kay low ups and down hotay hane.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: scapgray پيغام ديکھيے
              Dear aap ki post best hay quen kay may eur / usd or kabi kabar usd / cad ko use karlay ta hone dono pears best hane qune kay low ups and down hotay hane.
              Brother, Eur/usd ki baat to may maan layta ho, lakin Usd/Cad ko dekha hay ap nay? wo to support ko touch hi nahi kar raha, wo pair to musalsal bull hi chal raha hay, aur kaafi peak par pohanch chuka hay.
                 
              • #8 Collapse

                Newbies ko fhly market ke kch basic smjni chahey baqe small lot use krky unko long term pe jana chahey oor market ko khoob watch krna chahey, so es se unko market ke condition ke pta chal jyga..
                 
                Last edited by ; 06-02-2014, 10:20 AM.
                • #9 Collapse

                  App ki is strategy ko har koi nahi kar sakta hay aur market app ke kene per nahi open aur closed huti hay pr app ko is ki proper money management ke sat kam kare app ko per day prfoit hi ho ga aur app ko koi bhi shortcut strategy nahi laga pare ge main is ko bhi koi elam anhhi kahta hoon forex trading ka kuch acha post do jo kis ko achi sooch de yeh aik kam hay aur kam ka koi tariqa huta hay .
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: okaradosti پيغام ديکھيے
                    App ki is strategy ko har koi nahi kar sakta hay aur market app ke kene per nahi open aur closed huti hay pr app ko is ki proper money management ke sat kam kare app ko per day prfoit hi ho ga aur app ko koi bhi shortcut strategy nahi laga pare ge main is ko bhi koi elam anhhi kahta hoon forex trading ka kuch acha post do jo kis ko achi sooch de yeh aik kam hay aur kam ka koi tariqa huta hay .
                    Brother, may nay yeh kab kaha keh ap yeh strategy real account may try karo? demo par try karo, aur agar yeh strategy ap ko asaan nahi lag rahi to bhai ap khud say he bata do k asan strategy hay kia? aur agar ap k pass koi asan strategy hay to share karo.
                       
                    • #11 Collapse

                      mery hyaal me aagr newbies simple indicator use krly oor small volume se order open kry to yeh acha hoga. simple strategy k ley simple indicator jo mery hyaal me RSI hy, jis ke 2 positions 30 and 70 ka find krna hota hy so buhat asan hy..
                         
                      • #12 Collapse

                        support or resistance levels say mostly market reflect ho jaati hai.is liey support pay hum sell kar sakty hain or us kay up next point tak profit lay sakty hain to essa karna bhi theek rehta hai.main nay ye trick use ki hai or main support or resistance find karny kay liey fibo use karta hun.ye best hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Je haan apko chahye k ap achi aur asan strategy sy apni trade shuru kr sakty hain aur apko apny trade main kafi profit hoga,isilye apko chahye k jab bhi ap strategy bnayn agr ap new trader hain tu ap koi asan si strategy bnayen tkay apko trade main koi dushwari na ho aur ap apny trade main profit earn krty rhayn.
                          • #14 Collapse

                            Your told the stratgy is very beneficial for all new trader. slow movement pair is USD/CAD or USD/ CHF I tried this startgy on these tow pairs and get good results.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Strategy is so important in forex trading. Our trading success depends on a good strategy. Your post is so awesome. I am agree with your voice. Thank you so much for the information.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X