trading hmaisha achy analysisk sath karen.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading hmaisha achy analysisk sath karen.....
    all dear forex mambers forex trading aik boht he acha or intresting business hai jis main hum apni trading se gher bethy he eraning kar skty hain forex main earning aghr kisi bhi person ko chahe tu osy apni trading ko bahtr or miyari krna hota hai forex main best trading apki tab hoti hai jub apki trading market k hisab se ki gai hoti hai q k jub hum ny online market ko follow krna hai tu market ko smjhny ki ability bhi honi zarori hai jis sse hum apni trading kar skty hain tu hmaisha apni rading achy analysis k sath karen jis main loss hony k chnaes kam se kam hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

    han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree hun forex trading aik best online trading ka business hai jis main hum online market ko follow kar k trading karty hain es liye aghr hum market ko achi trha analysis kar k rading karen tu hum bari achi trading kar skty hain forex aik risky business hai es liye hmain apni trading main risk ko mange kar k trading karny se he kamybhi milti hai q k jub hum bara risk lety hain apni trading main tu loss hony par hmara ccount bhi wash ho jata hai apny account ko wash hony se aghr bachan ahi tu hmain apni trdaing ko achy analysis k sath trading karny se he kamyab ho skty hain qk jub hum achy anlaysis kar k trading karny se hmari trading main risk bhi kam hota hai or hmain loss hony k chnaces bhi kam se kam hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
      all dear forex mambers forex trading aik boht he acha or intresting business hai jis main hum apni trading se gher bethy he eraning kar skty hain forex main earning aghr kisi bhi person ko chahe tu osy apni trading ko bahtr or miyari krna hota hai forex main best trading apki tab hoti hai jub apki trading market k hisab se ki gai hoti hai q k jub hum ny online market ko follow krna hai tu market ko smjhny ki ability bhi honi zarori hai jis sse hum apni trading kar skty hain tu hmaisha apni rading achy analysis k sath karen jis main loss hony k chnaes kam se kam hon.
      Main aapki baat se Mukammal agri karta hun Agar Hamen Forex trading business a se acchi earning Hasil Karna Hai To Hamen Forex trading Ke Chat karna sikhana hoga aur apni trade ko open karne se pahle market ko analyse karna hoga aur uske bad Agar acchi entry mil jaaye to apni trade ko open kar le Nahin to vate Karen acche in tarika aur jab apni trade ko open kar den to ek time table Banakar kam Karen trade Lagane ke Darmiyaan mein bhi apni e analyse karte rahenge ok sometime Aisi news public Ho Jaati Hai Jiski vajah se aap ke technical analysis fail ho Jaate Hain aur aap ko pata nahin chalta aur Market ki movement aapke opposite direction Mein Chali Jaati Hai acche analyse karne ke liye
      • #4 Collapse

        Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

        forex aik bahtren business hain hamy is mai analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kaam kari sakty hain hum is mai agar gaar mayre kam kary gy to hamy bonsu be km he hasal ho ga forex aik acha business hain forex mai analysis ke 3 types hain hamy in ko kabe be ignore nahi karna cahehy forex aik wasee business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum passia kama saky gy forex aik amm business ke tarah nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

          Jab ham forex market main baghair analysis ky trade open kerty hain tou ho sakta hai hamari good luck ki waja sy hamain kisi aik trade main acha profit bhi hasil ho jaey lekin kabhi bhi aesa nehi hota ky ham forex market main continue baghair analysis ky trade open kerty rehain aur hamain her open ki jany wali trade main profit hasil hota rehy normal analysis kerny sy bhi ham apni investment per bahot bara risk lety hain ky just market ko read ker ky trade open kerny per loss ho jata hai jo increase hi hota rehta hai

          But agar ham forex market main kisi bhi pair main trade open kerny sy pehly market ka chart open ker ky achi terha technical analysis ker lety hain tou hamain loss hony ky chances decrease Ho jaty hain ky hamain acha analysis kerny per trade open kerny sy acha profit hasil ho sakta hai so hamain sirf technical analysis ker leny sy her trade main profit hasil nehi hota sath main hamain fundamental analysis bhi kerna perty hain ky jab ham both technical aur fundamental analysis ker lety hain tou hamain maximum trades main acha profit hasil hota rehta hai kam hi trades aesi ho sakti hain jin main hamain loss ho saky
          • #6 Collapse

            Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

            g han ap ny bilku sahi bat ki hai forex trading main aghr hum apni trading market k hisab se karen or achy analysis karny k bad karen tu hmain apni trading main loss hony k chnaces kam hoty hain q k jub hum market ko achi trha smjh kar k trading karty hain tu hmain loss hony k chnaces kam ho jaty hain or hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain hmaisha apny knolwedge k hisab se he hum apni trading main risk k sath kam akren q k jitna risk hota hai otna he hum apni trading main loss hony k chances kam se kam hoty hain tu hmaisha apni trading main market k hisabs e am karen market k aginst jub hum kam karty hain tab he hmain loss hota hai achy profit k liye zarori hai k hum apni trading ko miyari karen or hmaisha achy anlaysis k sath trading karen
            • #7 Collapse

              Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

              Business mai analysis jitnay achay hotay hain utna he business mai faida ziada hota hai. Analysis ka Matlab hota hai kay apnay business mai jo jo steps laitay hain unhain daikhna, wo steps kiyu liye aur Un say kia faida ya nuqsaan Hua unn ka jaiza laina hai. Forex trading bhi aik business hai jiss mai hum yehi sub daikhnay kay liye analysis kertay hain jiss ka human apni trading mai faida milta hai kiyu kay analysis say humain pichli ghaltioo aur khaamio ka pata chal Jata hai apnay agkay steps ka bhi pata chal Jata hai kay hum nay future mai kia ksrna hai.

              Forex mai analysis aur trends ki bohat zarurat hoti hai. Jab hum trading terminal pay koi movement daikhtay hian tou humain chaiye hum uss movement ko different time frames mai daikha in aur phir analyse karain kay ye movement kaisay aur kiss Tarah hui phir kaha jaa kay stop hui, iss Tarah humain trends ki madad say analysis kernay ka moqa mill Jata hai aur jab koi news ya signal milta hai tou hum usay achi Tarah say analyse ker laitay hain. Analysis ka forex trading business mai bohat important role hai jiss ki madad forex mai successful hona jaldi aur asaan hojata hai.
              • #8 Collapse

                Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                Forex trading mein jab bhi aap achey aur powerfull analysia ke sath work kartey hein to aap kabhi bhi is mein nakam nahi ho saktey hein aur waqai hamen is mein puri taqat ke sath enter hona hota hey aur forex trading ko hum jitna ziada powerfull analyaia ke sath is mein enter hotey hein to hum is mn utna hi ziada achi trha se successfull ho saktwy hein isliye forex business mei Analysia ka hona bohot hi ziada zaroori hota hey aur aik achey analyais apko market mein achi trha se kamiyabi dila saktey hein jis mein apka jo loss hota hey wo bohot hi kam hota hey aur apka jo profit hota hey wo bohot hibziada hota hey aur aap ziada better profit bhi kama saktey hein. Jitne bhi successfull traders hotey hein is purey world mein unki kamiyabi ka bhi yehi raaz hi hota he keh unke jo analyaia hotey hein wo kafi ziada strong hotey hein aur jiski wjha se wo is market mein apna full hold rakh kar hi is mein work kartey hein aur kamiyab hotey hein
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                  G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai analysis achy karty hai to ais market mai acha profit bana sakty hai hum agar ais market mai mehnat karty hai to hum ko ais market mai profit hota hai aor hum agar sabar k sath ais market mai trade kary gay to aus mai hum ko ye faida ho ga k hum ko choti trade se bhi zyda profit le sakty hai kun k hum jab trade ko hold rakhty hai aor ais market mai hum long term trading karty hai to acha profit bana lety hai humry agar analysis achy ho gay to ais market mai hum trades ko hold rakhy gay aor aun trades par profit banaye gay agar hum analysis ko time ni dey gay to ais market mai hum apna loss hi kary gy ais liay hum ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye tab hi zayda faida ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                    Yes dear trading mein sab se important yahi bat ha k ap k analysis kitny achy hain kyun k trade open karny se pehly market ki movement ko check karna hota ha aur check sirf wohi kar sakta ha jis k analysis achy hongy is liye market ki next movement ka andaza lagana jis ko aa jata ha wohi acha tradet kehlata ha is liye jab bhi tradong karyn achy analysis k sath karyn aur market k trend k bary analysis karna seekhyn jaisa k candalstick pattren ha tu isi liye wo janna zarooro hota ha k har candal market ki next movment ka ishara dy rahi hoti ha aur analysis 2 tarah k hoty hain technical analysis aur fundamental analysis aur technical analysis k liye apko candals ka full knowledge hona chahye aur chart parhna aur banana any chahyn aur fundamental analysis k liye apko news k sath tuch rehna chahye ta k agar acahnak koi news ati hai tu ap us k muatbiq apni trading karyn aur mera yahi mashwara ha k ap achy trader tab he ban sakty hain jab ap achy analysis kr sakyn gy is liye mehnat karyn aur achi trading k liye knowledge gain karyn.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                      Forex business mein agr koi analysis kar sakta hai aur analysis ko samjh sakta hai tu wo trading bhi kar sakta hai kiok forex mein analysis ki buht ziada ehmiyeet hoti hai agr analysis achy han tu hi market ki movement ki samjh aati hai kiok forex is traha ka business hai k trading ki ability ho trading business mein bhi itni ability hoti hai k hum is se buht achi earning kar saktay han aur wo bhi apne ghar mein bath kar bas forex mein mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti hai aur mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil karna zaroori hai aur sab se zaroori hai analysis ka aana hum market ka analysis kar saktay han tu hi achi trading se achi earning kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                        trading hmaisha achy analysisk sath karen.....<br />all dear forex mambers forex trading aik boht he acha or intresting business hai jis main hum apni trading se gher bethy he eraning kar skty hain forex main earning aghr kisi bhi person ko chahe tu osy apni trading ko bahtr or miyari krna hota hai forex main best trading apki tab hoti hai jub apki trading market k hisab se ki gai hoti hai q k jub hum ny online market ko follow krna hai tu market ko smjhny ki ability bhi honi zarori hai jis sse hum apni trading kar skty hain tu hmaisha apni rading achy analysis k sath karen jis main loss hony k chnaes kam se kam hon.
                        Ji han ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Asal main Forex trading main fail honay walay trader ko dekhain to un main ziada tadad aisay hi traders ki ho gi jo market analysis kiay baghair ki trading start kar daitay hain aor na hi woh trade open karnay say pehlay maket ki movement ko dekhtay hain aor na hi woh market analysis kartay hain jes wajah say aksar aisay traders ko trading main loss hi hota hay. Forex trading kay liay har soorat traders ko Forex market kay analysis karnay chahiay aam tor par Forex trading main do taran kay analysis kiay jatay hain aik technical analysis dosra fundamental analysis ziada tar fundamental analysis kiay jatay hain kun k en say kamyabi kay chances ziada ho jatay haines liay har trader ko chahiay k woh Forex trading ko start karnay say pehlay achi taran analysis kar lay aor es kay bad analysis kay mutabiq hi trade open karay ta k kamyabi easy ho jay.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                          Sochy samjy baghir trading karny ka faida be nahi hay agar app market analysis result hasil key baghir trading karty hey to app key es ghalat trading decisions ki waja se app ko bahot zeyada loss ho sakta hay, hamesha market ko har time frame me aur har tareeqy se achi tarha se analysis karna chaye, jab app market ko analysis kar lety hey to market ko correction karny den ta key app ko trades open karny key ley best price mil saky, jald bazi be teek nahi koch traders es waja se be bahot kam profit earn karty hey key market to achy tareey se har time frame me kar lety hey magar market correction ki waja se esy traders ka account loss me chala jata hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                            Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy forex waqai m aik bot bara or profitable business hy is m ham agr acha or mayari kam krty han or bharpor mehnat krty han to hamy forex is ka acha sila dyti hy dear friend jasa k ham sb janty han k forex trading main sb sy ahm chez anylyses han jin k bagar ham achi trading ni kr skty anylyses ki forex trading main bot zyada ahmiat hy phr chahy technical analysis hon ya fundimantial anylyses in ko study kia bagar ham achi trade open ni kr skty ham anylyses sy market ki movement jo k behad tazi sy movement krti hy usy sekhty han or in k zriay hamy achi trade ka pta chlta hy hamy apni trading hmasha achy anylyses k sath krni chaiy market ko follow kiay bagar ham achi trading ni kr skty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading hmaisha achy analysisk sath karen.....

                              hamin kamyab traid karny ky ke lie achy sy achy anylisis ki madad lini chahy ta keh woh hamin achy rasty ki traf rehnumae kar ky achy tariqy sy trading karna sikha dy or hum achi trading kar ky ky acha naffah kma sakin jub hum acha naffah kma lin gy to hmara forex foram py kam karny ka jazbah or barhy ga or hum kam mazid del chaspi ky sath kaam karin gy to yeh sara kma ho ga anylisis yaeni tajzeya kar acha bnany ka or mehnut ky sath kaam karny ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X